Jump to content

Kiya aahadees 350 saal bad likhi gayi?


Qadri

تجویز کردہ جواب

(wasalam)

Qadri saieen... phelay tu request hai key msg ko tawajo sey pedhye ga. phir reply kejiye ga.. dosra kis ney keh diya key 350 sal baad aahadees likhi gayi? kaheen aapka kisi munkir-e-hadees sey tu wasta nahi per gaya?

 

hamarey imam-e-aazam (ra) fermatey hain.. sahi hadees mera mazhab hai.. aur imam-e-aazam ki tarekh-e-paidash ghalban 69 hijri hai... aur aap taba'ee bazurg hain... ager hadees 350 saal baad likhi gayi tu imam-e-aazam ko aahadees kahaan sey mili?

 

Pyarey aaqa (saw) key doure mubarka mein sahaba-e-karam (raa) aahadees sun ker likhtey they...

 

hadees sey pehlay kounsa islam aaya? Aaqa (saw) ka qol hadees hai.. tu saieen aap ka matlab hai jo islam sahaba-e-karam (raa) key dour mein tha us mein koi hadees hi mojod nhin thi? yeh suwal aap sey kisi ney kiya hai? ager kiya hai tu usay kahiye yeh jo sahaba-e-karam (raa) key naam sey itni riwayaat hain.. aur itney raawi jo giney jatey hain... tu is ka matlab? :rolleyes: aur kiya imam bukhari, imam muslim waghera ney jo kutub bhar di hain.. kiya woh (muaz allah) apni taraf sey aahadees add kertey gaye hain...

 

p.s: (P.B.U.H) ki jaga barakets mein saw likh diya kerein ( saw ) tu pora darood show hoga.. ya emotions sey (saw) per click ker diya kerein...

Link to comment
Share on other sites

as salam o alekum qadri bhai...

bhai aap GM ke aitrazat unka naam le kar post kiya karein warna log aap ke liye badgumaani karny langengy....

 

Jazak Allah Kher

5003[/snapback]

 

(salam)

Asif bhai... main ney bad gumani nhin ki hai.. main ney qadri ki pichli posts pedhi hain.. in ka wasita ghair muqalideen sey peda howa hai.. is liye main ney likha key kisi munkir-e-hadees sey tu wasita nhin ped gaya...

 

(ja)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...