abuowais مراسلہ: 4 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 4 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 4 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 4 فروری 2009 Kuch Naya Lao ye 10 sawaal to purani dasta hui اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 4 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 4 فروری 2009 Humary Har Dil Azeez Janab Khail Rana Sahab ne in 10 Aitrazat ka Kachumar is tarah nikala hai.. Rana Sahab اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuowais مراسلہ: 6 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2009 (ترمیم شدہ) Humary Har Dil Azeez Janab Khail Rana Sahab ne in 10 Aitrazat ka Kachumar is tarah nikala hai.. Rana Sahab Bilkul isi tarah kachumar nikala hay jis tarah aap logon ne Deen Islam ka kachumar nikala hay..Mein challaenge kay sath kehta hoon..puri Islami history mein koi aik Sahabi ya Peghamber (IS) ya koi buzurg jinho ne us ghair Allah se jo mar chuke hon aur uske marne ke baad unse madad talab ki ho..Jitni bhi biddatein aap log kartein hein ..ghalat salat taaveel karke usko sabit karne ki kosish karte hein magar Allah ke waste ye bhi to kabhi sabit karo ke Falan sahabi ne ye Rasall ne aesa aewsa kia hay ya karne ke liye bola hay...Allah hum sab ke EEmaan ki hifaazat farmayee...AAmeen Edited 7 فروری 2009 by Ya Mohammadah Poori post quote karny ki zaroorat nahin. Allah Shaoor de Ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 6 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2009 abuowais sahib itna gussa kerne ki zaroorat naheen 10 sawaloon ke jawab main jo dlail diye gae hain , aap ke paas un ka koi jawab hai to yahan likhein , allah kreem aap ko hidayat de . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 6 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuowais مراسلہ: 6 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2009 (ترمیم شدہ) Saeedi sahab....Allah ap logo ko samajh de ..zindo ki baat to koi kar nahi raha hay agar aap ke pass koi dalil aesi hay kay sahaba karaam ya ki NAbi ne kisi aesay ko jo mar chuka ho madad ke liye pukara ya aesa karne ki koi baat ki hay to bataiye..Quran utra Rasool par sab se achay samjhnay walay Quran ko Sahaba karaam unko to koi aesi baat samjh nahi i Quran mein ke Maray howo say bhi madad maangi jati hay..aap log Masha Allah itne AAlim Fazil hein aap ko itni baat samjh aa gai jo unko nahi samjh i.. Hazarat Ibn Abbas farmatey mein Sahih Bukhari Kitab Ut tafseer..Kay Noah kay zamanay mein jo BOOT (WAD) (SAWA) (YAGhOOS) (YAOOQ) (NASAR) thay wo unki qom kay BUZURG thay unkay marnay kay baad un logo nay unkay BOOT banaliye.....aur Allah Paak nay us qom ko pani mein ghark kar diya.. wohi harkat hum nay ki hay apnay BUZURGO kay mazaar bana liye aur wohi kuch kar rahay hein wo wo kartay thay... Aik dalil deejiyee kia kisi sahabi (RA)ya Rasool ne kisi kay marnay ke baad usay madad ke liye pukara ya aesa karne ko kaha... Khudara gumrahi phailana chor dein aur asli deen par aajain... Allah hum sab ko hidayat de.... Edited 6 فروری 2009 by Ya Mohammadah Pages Deleted اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 6 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2009 Assalam Alikum Saeedi bhai, huma ney to bohat tafseel sey wazahat ki hai apkey paas Saeed Kazmi sahab k jawabat mojood hian to pls humain zaroor batain wesey to hum ney Saeed Kazmi sahab ki tashreeh ko madd-e-nazar rakhtey hoey hi jawabat deyney ki koshish ki hai ager phir bhi ap samjhtey hian k hum Saeed Kaazmi sahab ki koi baat nahi samjh sakey to pls zaroor nishandahi farmaey. hum intezar kary gey. Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 6 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2009 Saeedi sahab....Allah ap logo ko samajh de ..zindo ki baat to koi kar nahi raha hay agar aap ke pass koi dalil aesi hay kay sahaba karaam ya ki NAbi ne kisi aesay ko jo mar chuka ho madad ke liye pukara ya aesa karne ki koi baat ki hay to bataiye..Quran utra Rasool par sab se achay samjhnay walay Quran ko Sahaba karaam unko to koi aesi baat samjh nahi i Quran mein ke Maray howo say bhi madad maangi jati hay..aap log Masha Allah itne AAlim Fazil hein aap ko itni baat samjh aa gai jo unko nahi samjh i.. Hazarat Ibn Abbas farmatey mein Sahih Bukhari Kitab Ut tafseer..Kay Noah kay zamanay mein jo BOOT (WAD) (SAWA) (YAGhOOS) (YAOOQ) (NASAR) thay wo unki qom kay BUZURG thay unkay marnay kay baad un logo nay unkay BOOT banaliye.....aur Allah Paak nay us qom ko pani mein ghark kar diya.. wohi harkat hum nay ki hay apnay BUZURGO kay mazaar bana liye aur wohi kuch kar rahay hein wo wo kartay thay... Aik dalil deejiyee kia kisi sahabi (RA)ya Rasool ne kisi kay marnay ke baad usay madad ke liye pukara ya aesa karne ko kaha... Khudara gumrahi phailana chor dein aur asli deen par aajain... Allah hum sab ko hidayat de.... Assalam Alikum Abu Owais bhai or Asif Attari sahab, Abu Owais bhai ye 10 sawal ki baat to baad ki hai ap humari urdu ki post perhain ap sey darkhawasat hai k abhi baat aagey na lay kar chalain. shukria abhi hum apney sawalat ka jawab ka intezar kar rahy hian Asif Attari sahab barh-e-mehrbani humari urdu wali post per ek bar phir ghore farmaey. Shukria Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 6 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2009 Bilkul isi tarah kachumar nikala hay jis tarah aap logon ne Deen Islam ka kachumar nikala hay..Mein challaenge kay sath kehta hoon.. janab aapsy kisny kaha tha ki aap beech me akar GMs ki Zillat ke Mazeed Intezaam humary waseely se karwaein...kher ab aap aa hi chuky hain to aapki khatirdari humar zimmydari..jaisa ki aapny topic ko 10 sawalat ka sahara de kar isy dusri taraf morhny ki nakam koshish ki to jawaban aapko 10 sawalao ke 10 nahin balki 20 Jawabat Khairat kiye gaye par lagta hai Mirchi Zyada ho gayi or Aap Gm ka Hazma Quran or Sunnat ki roshni me diye gaye jawabat par foran bigad kar aisa hi kuch gul khilata hai jiska muzahira upar kiya....Janab ab Khamby na nochy or khamby se neechy utar aayein...aapky matlloob hawaly hazir hain mazeed tashaffi darkar hoto batla dein...ki aap logo ki khatir tawazo ka intezaam behad maqool hai... or haan last but not least ki wojo apny 10 sawalat ka purana tokra yahan rakha tha usky jawab aapko diye ja chuky to arz ye karna tha ki ap agar un jawabat ke radd koi maqool ilmi dalail se kar saky to hi post karein warna apki post ka haal wahi hoga jo humny kiye...or koi naya Qissa cherna ho to naya topic banyein yahan fizul me behas ka rukh na morein or na hi wo cheezy dubara mangy jo already is topic me disuss ki ja chuki... puri Islami history mein koi aik Sahabi ya Peghamber (IS) ya koi buzurg jinho ne us ghair Allah se jo mar chuke hon aur uske marne ke baad unse madad talab ki ho..Jitni bhi biddatein aap log kartein hein ..ghalat salat taaveel karke usko sabit karne ki kosish karte hein magar Allah ke waste ye bhi to kabhi sabit karo ke Falan sahabi ne ye Rasall ne aesa aewsa kia hay ya karne ke liye bola hay...Allah hum sab ke EEmaan ki hifaazat farmayee...AAmeen Paighambar se WISAL Ambiya ke baad WASILY/ MADAD KA SABOOT Pehla Saboot SAHABI SE BAD WISAL Huzur ke ROZ E ANWAR SE WASILY/MADAD KA SABOOT Dusra Saboot Tesra Saboot Chotha Saboot BUZURG / SAHABI SE BAD WISAL Huzur ke ROZ E ANWAR SE WASILY/MADAD KA SABOOT Panchwa Saboot ab kya kijyega ?? Aisa karein foran koi diwar dhoondy jahan par aap ibn kaseer + Ibn e timiya +Nasir Uddeen Albani ko de marein... PANI MILY TO..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 7 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 7 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuowais مراسلہ: 7 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 7 فروری 2009 Kuch Naya Lao ye 10 sawaal to purani dasta hui YE jo Zaeef hadeesen aap log code karte ho uski koi ilmi hasyat nahi hay aur koi Muhaddis unko sahi ka darja nahi deta ..aur aap log ke khud saakhta deeen ki imaarat isi kamzoor riwayaat kay saharray par BAZAHIR khari hay AUR RAHI NAI CHEEZO KI BAAT TO NAI NAI CHEEZEEN NIKALNE KA BERA TO AAP LOGON NE UTHAYA HOA HAY..HUM TO ISI PAR CHALTAY HEIN JO RASOOL ALLAH AUR UNKE JANISAR SAHABA NE KIA HAY اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 7 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 7 فروری 2009 Assalam Alikum Saeedi sahab, Kamal hai dost apko Allah Taala key wazeh or saaf saaf ehkamat samjh nahi aarahay apko Saeed Kazmi sahab ki batain samjh aarahi hain ? Saeed Kazmi sahab ney sirif ek Ayat Mubaraka or ek Hadees Paak pesh ki hai or wo bhi Islam ki bunyad Toheed ko apney aqeedey k mutabiq drust sabit karney k liayin or ap ko sari baat samjh aagai ????? jabkey apko Quraan Paak mian bohat sari jaga Allah Taala key wazeh or saaf Saaf roshan ehkamat samjh nahi aarahay "Allah k siwa koi madadgar nahi""Allah ki madad sab sey behtar hai""Allah tumhari madad nahi kary ga to kon hai jo tumhari madad karey""or Haq hai hum per madad eman walon ki" ?????? humari post main wazeh tor per is daleel ka jawab dia hai apkey paas is Daleel ka jawab hai to zaroor pesh kary. hum intezar kaery gey Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 7 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 7 فروری 2009 abuowais sahib aap in hadisoon ko dlail se zaeef sabit kro , siraf batton se kam naheen chle ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 7 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 7 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 7 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 7 فروری 2009 YE jo Zaeef hadeesen aap log code karte ho uski koi ilmi hasyat nahi hay aur koi Muhaddis unko sahi ka darja nahi deta ..aur aap log ke khud saakhta deeen ki imaarat isi kamzoor riwayaat kay saharray par BAZAHIR khari hay AUR RAHI NAI CHEEZO KI BAAT TO NAI NAI CHEEZEEN NIKALNE KA BERA TO AAP LOGON NE UTHAYA HOA HAY..HUM TO ISI PAR CHALTAY HEIN JO RASOOL ALLAH AUR UNKE JANISAR SAHABA NE KIA HAY Pir wohi orton ki tarah kosna shuru kar diya tumny? kya naqisul aqlo wali baat kar rahy ho janab? mene tumhy be shumar ahadees ki kutub ke hawalon se sabit kiya jo tumny bary josh me aakar challenge kiya tha humy? unka radd karo. Ye jananiyo wali harkatein yahan munazira section me nahin chalengi... . Kya jawab hai tumhary pas :- 10 sawalao ke 20 jawabat ka ? bus idhar udhar ke fizul bak bak or ayein bayein shayein.. kya jawaba hai tumhary paas humari quote ki hui ahadees e mubarika ka? tum jaisy Airy Ghairy ki kya oqaat itny bulund paye ke Muhaddiseen ke aagy? tum jaisy Airy Ghairy ki kya oqaat itny bulund paye ke Mufassireen ke aagy? Hadd ho gayi begharti ki.... or haan apny nasir udeen albani or ibn timiya yahan tak ki Ibn Kaseer ko de marny ke liye deewar Dhooond ki nahin Tumhari post unapproved kar di gayi hai jaisy ki tumhy pehly hi warning di gayi thi ki humny tumhara mutabliba pura kiya sawalo ke jawabat or kai Ahadees e pak quote karky jismy Peghambar e Khuda or Sahabi e Rasool or Buzurgane Deen se sabit kiya ki Fotshuda se Madad Waseela Jayaz hai or Momineen ka ispar amal bhi hai...ab aap ya to un 20 jawabat ke radd mein is topic me post karengy pointwise ya humari paish ki gayi hadees ko dalail ke saath Zaeef sabit karengy..or haan dhyan rahy jis tarah humny apni rai se tafseer nahin ki balki sirf or sirf Mufssireen or Mohaddiseen ko quote kiya...usi tarah Tum bhi apni jaib se Quran or Hadees ki tafseer na karky aisy buland paye ki Mufasireen/Shareheen ki tafseer paish karogy...in do kaam ke alawa jo bhi kharjiyat ka muzahira aap karna chahein to forum aapky liye hai hi ek alehda topic create karky apni kharish wahan mita lein... Enjoy...Kharjiyat. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 8 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 8 فروری 2009 Assalam ALikum, Abu Owais bhai ki baat mukammal hojaey to hum phir baat shoroo karey gey. kio k is tarha baat udhoori rehjati hai. Abu Owais bhhai apki baat mukammal hojaey to ap yahi masg kar dijey ga takey hum apni baat kerskay. Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 8 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 8 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuowais مراسلہ: 9 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 9 فروری 2009 AJ LEY UNN KI PANAH AAJ MADAD MANG UNN SEY PIR NA MANEIN GEY QAYAMET MAIN AGER MAAN GAYA. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 10 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 10 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 10 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 10 فروری 2009 Assalam Alikum, Abu Owais bhai ap sey request hai k ager ap ijazat dain to is point sey hum apni baat shoroo karain ????? pls reply me NAsir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuowais مراسلہ: 10 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 10 فروری 2009 Assalam Alikum, Abu Owais bhai ap sey request hai k ager ap ijazat dain to is point sey hum apni baat shoroo karain ????? pls reply me NAsir Noman Bhai zaroor shroo karein....neki aur pooch pooch اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuowais مراسلہ: 10 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 10 فروری 2009 (ترمیم شدہ) Bhai Saeedi...Itni si baat samjhein kay asal issue ye nahi hay kay kisi se madad maangna..wo to har koi dunya mein kisi na kisi se maangta hi rehta hay..aur log aik doosre ki madad karte hi rahte hein..is mein to koi shirk ki baat hi nahi hay..asal cheez ye hay kay kisi ke marne ke baad us se madad talab karna aur marne wale ka uski madad karna ye kisi bhi hadees se sabit nahi hay...Khulfa e Rashdeen ke zamane mein kitne masle kharay hoe koi misaal hay kia ke unho ne kisi mare hoe se madad talab ki even ke Rasool Allah se.. aur Rasool Allah ki wafaat ho chuki he iski daleel bhi mein de chuka hoon...aur jo SHUHADA ka bare mein ata hay wo zinda ..uske sath aik baat aur hay ke Allah farmate hein tumko unki zindagi ka kuch shaoor nahi hay..to hum kayse keh sakte hein ke wo madad karte hein aur ye karte aur wo karte hein.. Aur sab se bari baat mujhe ye bataein ke ya kahan se sabit he kay marne ke baad wo madad ki qudrat rakhte hein..koi authentic aur samjh mein aane wali misaal dein.. Ajeeb baat hay ke wohi mushkil kusha jab zameen par tha to hum uski janaza mein uski maghfirat maangte hein aur wo jayse hi zameen se neeche utra wo mushkil khusha ban gia..AMAZING !!!!! Allah ne 124000 Peghamber bheje unko takaleef mein dala aur najane unko kayse kaysee aziyatein pohonchee..sirf is waaste ke Aik Allah ki Taraf aao...hum phir usi dagar par aagaey ke bohot saron se maangna shroo kar diya.... Wo butparast koi bewaqoof nahi hein kay pathar ko pooj rahe hein..dunyawi lihaaz se bohot educated aur samajhdar log hein..magar har but ke peechay aik history hoti hay har but kisi na kisi buzurg se mansoob hota hay..agar aap ko yaqeen na aae to kisi bhi butparast se poocho..har but ka koi na koi naam hota hay...Sahih bukhari kitabut Tafseer mein he Hazrat Ibn Abbas farmate hein Qom e Noah (IS) ke but (WAD) (SAWA) (YAGHOOS) (YAOOQ) (NASAR) ye sab unki qom ke buzurg the jinke baad mein unlogn ne but bana liye..ksi Aalim se pooch lein sahih bukhri mein aap ko dikha degein..HUm ne bhi to yahi kia he.. MARNE KE BAAD INSAAN KA IS DUNYAVI QABAR SE KOI TAALUQ NAHI HOTA.... Edited 10 فروری 2009 by Ya Mohammadah Don't Mix Hazir Nazir & Azab e Kabr Issue with this one. Create a Seperate Topic. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuowais مراسلہ: 10 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 10 فروری 2009 kya kabhi Rasool Allah kisi nabi ka kalima parha Jaisy tum parhty ho? kya kabhi Rasool Allah ne kisi Momin ko zakaat di jo tum dete ho? kya kabhi Rasool Allah ne roz sirf 5 farz namazein parhi jo tum parhty ho? kya kabhi Rasool Allah ne sirf 4 nikah par ikhtesaar kiya jo tum karty ho? wo to Allah se lekar logo ko Taqseem karny waly hain unhy kisi wali se madad ki kya hajat? Bawajood isky Allah Tala ka irshad e pak hai..... TUM WAHABI BUS IN AYAT OR AHADEES KA JAWAB LA DO..YA HUMNY JO ITNY DALAIL DIYE WASEELY KE SABOOT MEIN AAP ISKI NAFI ME QURAN SE KOI EK NAS E QATAYI YA SAHIH SAREEH MARFOOH HADEES PAISH KAR DO JISMY SAAF SAAF WASILY KO SHIRK KAHA GAYA HO YA IS SE ROKA GAYA HO...TUMNY JITNI BHI QURANI AYAT PAISH KI WO MUSHRIKO OR BUTO KI MAZAMMAT ME UTRI THI JINHY TUMNY NABIYO WALIO MOMINO PAR CHASPA KIYA (Abdullah ibn umar kehty hain ye KHARJIYO KA FAIL tha) AGAR AISA NAHIN TO JO AYAT HUM PAISH KAR RAHY HAIN NEECHY WO BEMANA SABIT HO JAYENGI....BAKI PAGES JO HUMARY DALAIL KA JAWAB NA HO KAR NAYE AITRAAZ AB AAPNY UPLOAD KIYE TO DELETE KAR DIYE JAYENGY tum jasiy wahabis ka mooh band karny ke liye Huzur ne Ummat ko taleem di ke nabiyo or waliyo ke zariye Allah se Madad mangna hargiz shirk nahin.....ye saboot parho or phir munkir ho jao shabbash hamesha ki tarah wahabis ki sunnat jo hai.... الَّذِينَ آمَنُواْ يُقَاتِلُونَ فِي سَبِيلِ اللّهِ وَالَّذِينَ كَفَرُواْ يُقَاتِلُونَ فِي سَبِيلِ الطَّاغُوتِ فَقَاتِلُواْ أَوْلِيَاء الشَّيْطَانِ إِنَّ كَيْدَ الشَّيْطَانِ كَانَ ضَعِيفًا (4:76) Baset - Hussari - Minshawi يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُواْ لاَ تَتَّخِذُواْ الَّذِينَ اتَّخَذُواْ دِينَكُمْ هُزُوًا وَلَعِبًا مِّنَ الَّذِينَ أُوتُواْ الْكِتَابَ مِن قَبْلِكُمْ وَالْكُفَّارَ أَوْلِيَاء وَاتَّقُواْ اللّهَ إِن كُنتُم مُّؤْمِنِينَ (5:57) إِنَّ الَّذِينَ آمَنُواْ وَهَاجَرُواْ وَجَاهَدُواْ بِأَمْوَالِهِمْ وَأَنفُسِهِمْ فِي سَبِيلِ اللّهِ وَالَّذِينَ آوَواْ وَّنَصَرُواْ أُوْلَـئِكَ بَعْضُهُمْ أَوْلِيَاء بَعْضٍ وَالَّذِينَ آمَنُواْ وَلَمْ يُهَاجِرُواْ مَا لَكُم مِّن وَلاَيَتِهِم مِّن شَيْءٍ حَتَّى يُهَاجِرُواْ وَإِنِ اسْتَنصَرُوكُمْ فِي الدِّينِ فَعَلَيْكُمُ النَّصْرُ إِلاَّ عَلَى قَوْمٍ بَيْنَكُمْ وَبَيْنَهُم مِّيثَاقٌ وَاللّهُ بِمَا تَعْمَلُونَ بَصِيرٌ (8:72) دْعُوهُمْ لِآبَائِهِمْ هُوَ أَقْسَطُ عِندَ اللَّهِ فَإِن لَّمْ تَعْلَمُوا آبَاءهُمْ فَإِخْوَانُكُمْ فِي الدِّينِ وَمَوَالِيكُمْ وَلَيْسَ عَلَيْكُمْ جُنَاحٌ فِيمَا أَخْطَأْتُم بِهِ وَلَكِن مَّا تَعَمَّدَتْ قُلُوبُكُمْ وَكَانَ اللَّهُ غَفُورًا رَّحِيمًا (33:5) يَوْمَ لَا يُغْنِي مَوْلًى عَن مَّوْلًى شَيْئًا وَلَا هُمْ يُنصَرُونَ (44:41) إِنَّمَا يَنْهَاكُمُ اللَّهُ عَنِ الَّذِينَ قَاتَلُوكُمْ فِي الدِّينِ وَأَخْرَجُوكُم مِّن دِيَارِكُمْ وَظَاهَرُوا عَلَى إِخْرَاجِكُمْ أَن تَوَلَّوْهُمْ وَمَن يَتَوَلَّهُمْ فَأُوْلَئِكَ هُمُ الظَّالِمُونَ (60:9) إِ يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا تَتَوَلَّوْا قَوْمًا غَضِبَ اللَّهُ عَلَيْهِمْ قَدْ يَئِسُوا مِنَ الْآخِرَةِ كَمَا يَئِسَ الْكُفَّارُ مِنْ أَصْحَابِ الْقُبُورِ (60:13) Meray Bhaion jin aayaat ka hawala dekar ghair Allah ki madad ka jawaz nikal rahe ho zara wali ki meaning bhi check karlo ke kia hay...wali ki meaning hay FRIEND (DOST) aur ye different tensis ke istamaal hoa hay..meaning aik hi hay....MOLA bhi wali ki aik tence hay...jis matlab DOST hay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 10 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 10 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔