Umar Taj Attari مراسلہ: 4 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 4 دسمبر 2008 aik ayat hazir hai Samee o baseer ke hawale se مَثَلُ الْفَرِيقَيْنِ كَالأَعْمَى وَالأَصَمِّ وَالْبَصِيرِ وَالسَّمِيعِ هَلْ يَسْتَوِيَانِ مَثَلاً أَفَلاَ تَذَكَّرُونَ (۲۴) دونوں فریق (ف۴۹) کا حال ایسا ہے جیسے ایک اندھا اور بہرا اور دوسرا دیکھتا اور سنتا (ف۵۰)کيا ان دونوں حال کا ايک سا ہے (ف۱۵) تو کياتم دہيان نہيں کرتے para 12, sura 11, ayat 24. ----------------------------------------------------------------------------------------- إِنَّا خَلَقْنَا الْإِنسَانَ مِن نُّطْفَةٍ أَمْشَاجٍ نَّبْتَلِيهِ فَجَعَلْنَاهُ سَمِيعًا بَصِيرًا بیشک ہم نے آدمی کو کیا ملی ہوئی منی سے کہ وہ اسے جانچیں تو اسے سنتا دیکھتا کردیا para 29, sura 76, ayat 02 ---------------------------------------------------------------------------------------- Ab kia shirk ki tareef ho gi aap ki اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 5 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 5 دسمبر 2008 (ترمیم شدہ) Asslam-o-Alikum, Doston humari new post hazir hai. barah-e-meherbani jawab deney main jaldi na kijey ga. Nasir Noman Toheedi bhai, apkey masage ka ek bar phir shukria Allah apko bhi jaza-e-kher ata farmey Ameen. dost bat ye hai k yaqin maney is likhney mian humara Zarra babar bhi kamal nahi. bas ye Allah Rabbul Izzat ka behad behad shukar hai k jo log sirat-e-mustaqeem per chalna chahtey hain un k liyain Allah Taala hidayat k rastey roshan farmata jata hai belive me humara gharana bhi baralivi tha bas Allah Taala ka jitna bhi shukar ada kia jaey wo kam hai k us ney humary Dada ko hidayat ata farmai or Allah Taala ney hum per sirat-e-Mustqeem roshan farmaya. hidayat sirif ussi ko milti hai jis ko Allah chahey or Allah un logon ko hidayat dyta hai jo apney dil ko naram rakhtay hain apney dil main sakhti nahi rakhtay. kio k barish ka pani ussi zameen ko sarsabz krta hai jo naram ho. sakhat zameen per barish ka pani bhi asar nahi karta. tamam nishanian dekhney k baad Zid nahi kartay. Allah Tala hum sab ko hidayat dey. Ameen Summa Ameen humara email address ye hai [email protected] Nasir Noman Edited 5 دسمبر 2008 by Ya Mohammadah Email Exchange not Allowed in posts. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 5 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 5 دسمبر 2008 Asslam-o-Alikum, Doston humari new post hazir hai. barah-e-meherbani jawab deney main jaldi na kijey ga. Nasir Noman Toheedi bhai, apkey masage ka ek bar phir shukria Allah apko bhi jaza-e-kher ata farmey Ameen. dost bat ye hai k yaqin maney is likhney mian humara Zarra babar bhi kamal nahi. bas ye Allah Rabbul Izzat ka behad behad shukar hai k jo log sirat-e-mustaqeem per chalna chahtey hain un k liyain Allah Taala hidayat k rastey roshan farmata jata hai belive me humara gharana bhi baralivi tha bas Allah Taala ka jitna bhi shukar ada kia jaey wo kam hai k us ney humary Dada ko hidayat ata farmai or Allah Taala ney hum per sirat-e-Mustqeem roshan farmaya. hidayat sirif ussi ko milti hai jis ko Allah chahey or Allah un logon ko hidayat dyta hai jo apney dil ko naram rakhtay hain apney dil main sakhti nahi rakhtay. kio k barish ka pani ussi zameen ko sarsabz krta hai jo naram ho. sakhat zameen per barish ka pani bhi asar nahi karta. tamam nishanian dekhney k baad Zid nahi kartay. Allah Tala hum sab ko hidayat dey. Ameen Summa Ameen Uff Is sadgi par kon na mar mity......darj zail Hadees kahin aap logo ke liye hi to nahin? kher....i am damn sure ki Darj Zail hadees to aap hi ke liye hai ki aap khud bhi iska inkaar na kar sakyengy ki iska inkaar to bhary din dhoop me khary hokar Suraj ka inkaar karna hai...nakar do bachchy? Kher........ ab zara ye batlao...ki Tumhari Towheed or Shaitaani Towheed me kya farqr hai? Farq hai bih ya nahin ? Allah ke hoty huey Haroon AlehSalam se Pusht Mazboot karwany ki Madad kyu mangi Hazrat Moosa Aleh Salam ne? Tumahri Shaitaani Towheed ke Hisaab se to Moosa AlehSalam ka Apny bhai se Madad lena kahin shirk to nahin hoga....Ary haan me to bhool gaya tha shirk kese hoga kyu ki Haroon AlehSalam to zinda thy or ZIndo se Madad mangna ye to hargiz shirk nahin...kyu ki wahabis ka khuda to zinda nahin hota balki unky liye Khuda Murda hota hai...haan marty hi foran murda khuda ban jata hai is liye Shirk bhi ho jata hai ? Hai na sahi ki Zindo se Madad mangna shirk nahin Murdy se Mangna Shirk hota hai na? Jehla or kya tumhy samjhaty aa rahy hain tum NIRO ko ki sirf Alfaaz Mushtarak hony se shirk lazim nahin aata....ab wahi taweelein aapky mu se nikal rahi hain jinko barso baras hum aap jaiso ko samjhany ki nakam koshish karty huey batlaty aaye hain ki Allah ka Mushkil kusha hona or hai Bnado ka Mushkil kusha hona or hai Allah ka Hajat Rawa hona or hai Bnado ka Hajat Rawa hona or hai Allah ka ata karna or hai Bnado ka ata karna or hai Allah ka Alimul Ghyb hona or hai bando ka ilm e ghyb janna or hai jaisy aapny itni lambi chori taqreer bandhi Allah or bandy ke samih or Baseer hony ke fark mein to kya yahi fark aapko dusri jagah nazar nahin aata...jab aap khud tasleem kar chuky ki fark bilkul wazeh hai jis par Ahlesunnat ka imaan to Hamesha se hai hi to phir Barabri kahan rahi or jab barabri na rahi to shirk kahan se hua...lo ji nikly thy shirk sabit karny khusd apny Mazhab ka khoon kar bethy... shabbash...chaly hain Muwahid ban ny or itni bhi tameez nahin ki Allah ke shan ka to khayal rakhy...uski zaat or sifaat ko kisi aam aadmi ki manind to bayan na kary...zara dekhy apny alfaaz or tashreeh ko ki kya hum ghalat kehty hain ki Wahabi Allah ko Mujassima manty hain usko arsh par betha hua sari makhlooq se upar ki simt me manty hain...Allah ko betha hua maan kar usky liye Jism sabit nahin kiya aapny? Allah ko sab se upar keh kar usky liye simt or jehat me muqayyid nahin mana kya ye shirk nahin hua uski zaat mein...? wah ri shaitaani Towheed kya kehny! Niry Jehla!! Courtesy By Khalil Rana Sahab Khula Bohtaan saboot mangny par kahin aapki Rooh fana na ho jaye? achcha waqai aisa hai jaisa aap bak rahy hain...to phir in ahadees ka kya banega zara is par bhi inayat farma hi dein to bari aasani ho jaye hum jaiso ke liye.... Jang e Yamam mein....Aisi Mushkil ghari me to Sahab ne Huzur se Madad Talab ki aapki Khud Sakhta Towheed ka kya bana? isy bayan bhi kisi barelwi aalim ne nahin kiya balk aapky ghar ke Mstanad Mufassir Jinhy aapny kuch line pehly RehmatullahAleh Likha hai Ibn kaseer ne Riwayat ki apni kitab Al-Bidaya-wan-Nihaya mein ab kis mu se Shirk Shirk ki chuk chuk Rail chalany ki baat karty hain..? aapny upar kaha ki Mushkil ghari me insaan Sirf Allah ko hi pukarta hai to Roz e Jaza bhi mere aaqa ka Daman na thamna or Direct aap Allah se Dua karna shuru kar dena or himmat karky bol hi dijye ki hum to Sirf Allah tala se hi apni wo hajat (Baksheesh) ki poori karwa lengy...humy Huzur ke paas jany ki Hajat nahin hogi kyu ki Allah ne Quran me saaf saaf farma diya hai ki......(jo aapny upar bayan kiya...till end) MERI IS POST KA JAWAB DENE KI HIMMAT JUTAO NASIR NA PAIR SAHAB اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 5 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 5 دسمبر 2008 uff kya aisa Daikhna-sunna shirk hai? Allah ki ata se bhi? Sahaba ka aqeedah to bilkul aisa hi tha jisy aap Wahabis shirk se Tabeer karty hain kis ki many Sahabi ki ya Wahabi ki? Aik Latifa or ki In wahabis ka Jadd e Amjad ne bhi is Aqeedy ko Tasleem kiya hai ki Allah ke Rasool ne Door se na sirf suna balki Madad bhi ki...Muddai Lakh par Bhari hai Gawahi teri...parh isy Door se Sunna Mazeed aapky bhi Buzurgo ke Aqwaal or Afaal..Nakar do bila Dair kiye.. Dalail to itny hain ki Tum Taab na la sakogy Is liye isi par ikhtesaar hai ki Ilm hai humy ki aapko Samjhana Baikaar hai... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 7 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 دسمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 7 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 دسمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 7 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 دسمبر 2008 Jhotey mowahid sahib janab aap ne mujh se Samee o Baseer ka Qurani saboot manga tha Ap ko pesh kar dia gaya hai. Lekin aap ka koi jawab nai aya. aur in ayat e aap se kia sabit kar rahen hai. wo bhi sath me likh den. Agar Mustanad mufasireen ki tafseer bhi pesh kar den to Baat asan ho jaye gi aur aap ke muaqaf pe daleel bhi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 13 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 دسمبر 2008 Asif Attari Sahib, humari post hazir hai ap sy guzarish hai l Lafzon ki Ghaltian pakarney k bajey likhney waley k maqasad ko samjhney ki koshish kia karey. ap sey dosri guzarish hai k humari pichhli urdu mian likhi ho poston ko bhi baghor perh lijiey ga.or hosaky to un post ka bhi jawab dey dijey ga. v imp note:ager jawabat deyney k bajey sirif Zid kery gey to hum agey baat cheet na karsaky gey.kio k Zid ka koi jawab nahi hota. Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
nasirb786 مراسلہ: 14 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 14 دسمبر 2008 Aslam o Alikum Main sirf in wahabyon say ye poochna chahta hoon 6 pages par jin Sahaba karam or mohadaseen e karam ka zikar kia gia kia ye sab mushrik thay? (Nauzbillah) kia inhain Haqeeqat or Majaz ka fark maloom nahi tha or kia ye Nabi e Pak sallaho aliah waslam say madad ye samjah kar mangtay thay kah Allah agar na chahy bhi tu ye madad kar saktay hain? kuch hoosh kay nakhun loo or pahlay in mohadseen e karam par shirk kay fatway laao. shirk tu sab kay leyee shirk hai chahye wo koi bhi karay. in sab ahadees e mubaraka or aqwal e mohadees ko jantay tu hain magar mantay nahi kyn kah ye ahadees inkay aqaid kay mutabik nahi. bahas on ahadeees kay ravion par honi chahyee thi kah ye ahadees sahih hain ya nahi yahan loog apko ahadees e mubaraka or muhadees kay aqaid bta rahay hain or ye murghay ki aik taang nahi ye ghalt hai bahi onhon nay jo ahades paish ki hain onka rad tu lao. phir baat agay chalay Allah Hafiz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 14 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 14 دسمبر 2008 (ترمیم شدہ) hazrat sahib..........ap sy kis ny keh diya.........k hum log museebat k waqt ALLAH k WALIYON KO NHE PUKARTY........??? YA GHAUS NHE KEHTY, YA RASOOL ALLAH nhe kehty........?? ye ap sy kis ny keh diya............pehly apni info me kuch izafa kr lijiye........... HUM BARELWI MUSIBAT K WAQT B ALLAH KA WALIYON KO MADAD K LIYE PUKARTY HAIN.......AUR HAMARA YE AQEEDA HY K WO ALLAH KI ATAA SY HAMARI PUKAR SUN K MADAD B KRTY HAIN........ abi aaj hi hamara zbr10 accident horaha tha.......car bilkul OUT OF CONTROL HOGAI THI.........aur ALHAMDULILLAH hum sb ny foran YA RASOOL ALLAH kaha tha esy waqt me........jb k maut ko saamny dekh rhy thy.......aur ALHAMDULILLAH hamary AAQA ny foran hamari madad b frmaai....... INSHA ALLAH QABR ME B HASHR ME B..........YA RASOOL ALLAH KEH KR AAQA ko pukaren gy........ aur us k aagy jo baten ap ny frmaein.........unka jawab b ho chuka hy.........pichli posts ghor sy parhiye........ aur DALAIL ka jawab Dalail sy dena............isko ZIDD nhe kehty..........jb ilmi behes hogi.........to obviously apko saamny waly k dalail sun'ny parhen gy........ ZIDD KA NAAM DY K BHAGNY KI KOSHISH NA KIJIYE.........!! Edited 14 دسمبر 2008 by madinah_madinah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 15 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2008 Aslam o AlikumMain sirf in wahabyon say ye poochna chahta hoon 6 pages par jin Sahaba karam or mohadaseen e karam ka zikar kia gia kia ye sab mushrik thay? (Nauzbillah) kia inhain Haqeeqat or Majaz ka fark maloom nahi tha or kia ye Nabi e Pak sallaho aliah waslam say madad ye samjah kar mangtay thay kah Allah agar na chahy bhi tu ye madad kar saktay hain? kuch hoosh kay nakhun loo or pahlay in mohadseen e karam par shirk kay fatway laao. shirk tu sab kay leyee shirk hai chahye wo koi bhi karay. in sab ahadees e mubaraka or aqwal e mohadees ko jantay tu hain magar mantay nahi kyn kah ye ahadees inkay aqaid kay mutabik nahi. bahas on ahadeees kay ravion par honi chahyee thi kah ye ahadees sahih hain ya nahi yahan loog apko ahadees e mubaraka or muhadees kay aqaid bta rahay hain or ye murghay ki aik taang nahi ye ghalt hai bahi onhon nay jo ahades paish ki hain onka rad tu lao. phir baat agay chalay Allah Hafiz BHai hum ney ek bhai k sawal ka ye jawab dia tha shayad ap ney perha nahi aap bhi perh lain. Assalam-o-Alikum Yasir Attari Bhai, Ap is topic per new hain is liayin pehley aap baat shoro sey perhlain k baat kaha sey shoro hoi? Sab sey pehli baat ye hai k hum koi Mufti nahi k jo kissi k khilaf koi fatwa jari kary. Mozoo is waqat ye hai k “kia Allah k naik bandey Allah k siwa madd karsakty hian” Or is mozoo k liyain hum ney ooper jo daleel k jawabt pesh kiey hain wo Quraan Pak sey hain. Ager ap key paas Quraan Paak sey daleel hain to zaroor jawab Inayat farmey Or hum ney Haqooq ul Ibaad ki mukammal tashhreeh nahi bayan ki sirif mozo ki had tak tashreeh ki hai. Ager apkety pas Haqooq ul Ibad ki mukhtalif tashreeh hai to humain zaroor batain Or ye bhi batain k humari post mian haqooq ul Ibaad ki kaha ghalat tashreeh hai? Or rahi baat Burugan-e-deen key aqwal ya Amal ki Jab ek taraf Ulama-e-Kiram or Buzrugan Deen ek kaam ko ghalat farmatey hain Dosri taraf ussi kaam ko drust bataya jaey Or faraq Zameen or Aasman ka hojaey Or masla bhi bareeki wala na ho Balkey Toheed ho Jo k Islam ki bunayad ho To kia Quraan Paak main is bunyadi Rukun k barey main bhi hum khud nahi samjh saktey ? Jabkey Quraan Paak ka bara Hissa Shirk or Kufur k Ehakamat k mutaliq hai Buzugan-e-Deen k aqwal or amal per Phir is zmeen or asman k faraq main sirif ek hi baat samjh aati hai Jesa k Yahood or Nasara ney Allah ki kitab main rad-obadal ker k such or haq chhupaya To kia is dor main Burugan-e-deen k qol or amal k mutaliq jo kitabain hain us mian koi apni marzi sey tabdeeliain nahi karsakta ? Jesa k humary piyarey Nabi Sallaho ALihey Wassalam ka irshad hai “k ye ummat bani Israil ki itbaaa kery gi”(ye Hadees Pak issi topic mian shoro ki post main byan ki gai hai) Is liyan tahreef mumkin hai. Or is ka sabot Quraan Pak sey mil sakta hai. Kio k kissi bhi Buzrugan-e-Deen ka qol or Amal Quraan Paak sey nahi takra sakta. Is liayin hum ney Quraan Pak sey apki Daleel k jawabat diey hain Ager apkey pas in daleel k jawabat hain to zaroor pesh kary takey hum apni Islah karlain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
nasirb786 مراسلہ: 15 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 دسمبر 2008 mairay bhai is tarhan hal nahi nikla kartay aap ye lambi lambi post karnay kay bajayee jisay parhnay main bhi kafi time lagay or os kay jawabat dainay main kafi time lagay aap 2 the point chaloo. aap agar mufti nahi tu apnay mufti sahiban kay paas jao or on say kahoo imam e azam nay qaseeda e nouman main yoon farmaya or shah wali ullah mohadis dahlvi nay yoon kaha etc. jo yahan paish hoo chuka hai or sheikh abul aziz mohadis dahlvi nay madad kay matlab ko bhi samjhaya hai kay kaisay jaiz hai onki abarat apnay mufti sahibaan kay pass lay jain or on say poochain kah ye loog is aqeeday kay tahat mushrik howay ya nahi. simple si baat hai aap nay jo quran e pak ki ayat e muqadsa paish ki oski tafasir kisi mustanad mufsir say bhi paish karain khud hi samjah jao gay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2008 hazrat sahib..........ap sy kis ny keh diya.........k hum log museebat k waqt ALLAH k WALIYON KO NHE PUKARTY........???YA GHAUS NHE KEHTY, YA RASOOL ALLAH nhe kehty........?? ye ap sy kis ny keh diya............pehly apni info me kuch izafa kr lijiye........... HUM BARELWI MUSIBAT K WAQT B ALLAH KA WALIYON KO MADAD K LIYE PUKARTY HAIN.......AUR HAMARA YE AQEEDA HY K WO ALLAH KI ATAA SY HAMARI PUKAR SUN K MADAD B KRTY HAIN........ abi aaj hi hamara zbr10 accident horaha tha.......car bilkul OUT OF CONTROL HOGAI THI.........aur ALHAMDULILLAH hum sb ny foran YA RASOOL ALLAH kaha tha esy waqt me........jb k maut ko saamny dekh rhy thy.......aur ALHAMDULILLAH hamary AAQA ny foran hamari madad b frmaai....... INSHA ALLAH QABR ME B HASHR ME B..........YA RASOOL ALLAH KEH KR AAQA ko pukaren gy........ aur us k aagy jo baten ap ny frmaein.........unka jawab b ho chuka hy.........pichli posts ghor sy parhiye........ aur DALAIL ka jawab Dalail sy dena............isko ZIDD nhe kehty..........jb ilmi behes hogi.........to obviously apko saamny waly k dalail sun'ny parhen gy........ ZIDD KA NAAM DY K BHAGNY KI KOSHISH NA KIJIYE.........!! Allah kaa laakh laakh shukar hai k maira akeeda is tarah kaa nahi .....Aur waakai aap nay saabit ker dia k aap mushkal wakat main b Allah ko nahi pukaartay.....Allah aap ko mouaf keray....aur hadait day. mairay bhai is tarhan hal nahi nikla kartay aap ye lambi lambi post karnay kay bajayee jisay parhnay main bhi kafi time lagay or os kay jawabat dainay main kafi time lagay aap 2 the point chaloo. aap agar mufti nahi tu apnay mufti sahiban kay paas jao or on say kahoo imam e azam nay qaseeda e nouman main yoon farmaya or shah wali ullah mohadis dahlvi nay yoon kaha etc. jo yahan paish hoo chuka hai or sheikh abul aziz mohadis dahlvi nay madad kay matlab ko bhi samjhaya hai kay kaisay jaiz hai onki abarat apnay mufti sahibaan kay pass lay jain or on say poochain kah ye loog is aqeeday kay tahat mushrik howay ya nahi. simple si baat hai aap nay jo quran e pak ki ayat e muqadsa paish ki oski tafasir kisi mustanad mufsir say bhi paish karain khud hi samjah jao gay. Mairay bhai agar poori duniya k log aur wali aik taraf ho jain aur piyaaray Nabi ki Hadees aik taraf ho to Nabi ki aik hadees in sab say bhaari hai.aur agar kisi wali kisi banday yaa kisi peer ki baat Nabi k mutaabik naa ho to woh koi matlab nahi rakhti. Opper main nay aik post ki hai surah Mulik ki udhar Allah ko batain k humaaray paas aisay lashker hain jo humaari madad ker saktay hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
nasirb786 مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Allah kaa laakh laakh shukar hai k maira akeeda is tarah kaa nahi .....Aur waakai aap nay saabit ker dia k aap mushkal wakat main b Allah ko nahi pukaartay.....Allah aap ko mouaf keray....aur hadait day. Mairay bhai agar poori duniya k log aur wali aik taraf ho jain aur piyaaray Nabi ki Hadees aik taraf ho to Nabi ki aik hadees in sab say bhaari hai.aur agar kisi wali kisi banday yaa kisi peer ki baat Nabi k mutaabik naa ho to woh koi matlab nahi rakhti. Opper main nay aik post ki hai surah Mulik ki udhar Allah ko batain k humaaray paas aisay lashker hain jo humaari madad ker saktay hain. MAIRAY BHAI MAIN NAY APKAY KHAYALAT JANNAY KO NAHI KAHA KAH AAP KIA SAMAJHTAY HAIN PAHLAY YE TU MAALOOM KAR LAIN KAY APKAY MUFTI HARZRAT KIA SAMJHTAY HAIN MOHADASIN KARAM KAY BARAY MAIN? ONKI ABARAT LAY JAA KAR ONHAIN DEKHAIN OR ON SAY POOCHAIN INKI ABARAT KAY MUTABIK YE LOOG MUSHRIK HAIN YA NAHI. AGAR WO MUSHRIK NAHI TU YE SHIRK KI TASBEEH BHI PARHNI BAND KAROO. TUM AAKHIR KAAR APNI MUFTI HAZRAT SAY KYN NAHI POOCHTAY FATWA LAA KAR YAHAN ATTACH KAR DOO TAKAY HUJM SAB PARH LAIN BAAT KHATAM HO JAYEE GI اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2008 hazrat sahib..........ap sy kis ny keh diya.........k hum log museebat k waqt ALLAH k WALIYON KO NHE PUKARTY........???YA GHAUS NHE KEHTY, YA RASOOL ALLAH nhe kehty........?? ye ap sy kis ny keh diya............pehly apni info me kuch izafa kr lijiye........... HUM BARELWI MUSIBAT K WAQT B ALLAH KA WALIYON KO MADAD K LIYE PUKARTY HAIN.......AUR HAMARA YE AQEEDA HY K WO ALLAH KI ATAA SY HAMARI PUKAR SUN K MADAD B KRTY HAIN........ abi aaj hi hamara zbr10 accident horaha tha.......car bilkul OUT OF CONTROL HOGAI THI.........aur ALHAMDULILLAH hum sb ny foran YA RASOOL ALLAH kaha tha esy waqt me........jb k maut ko saamny dekh rhy thy.......aur ALHAMDULILLAH hamary AAQA ny foran hamari madad b frmaai....... INSHA ALLAH QABR ME B HASHR ME B..........YA RASOOL ALLAH KEH KR AAQA ko pukaren gy........ aur us k aagy jo baten ap ny frmaein.........unka jawab b ho chuka hy.........pichli posts ghor sy parhiye........ aur DALAIL ka jawab Dalail sy dena............isko ZIDD nhe kehty..........jb ilmi behes hogi.........to obviously apko saamny waly k dalail sun'ny parhen gy........ ZIDD KA NAAM DY K BHAGNY KI KOSHISH NA KIJIYE.........!! hazrat sahib..........ap sy kis ny keh diya.........k hum log museebat k waqt ALLAH k WALIYON KO NHE PUKARTY........??? YA GHAUS NHE KEHTY, YA RASOOL ALLAH nhe kehty........?? ye ap sy kis ny keh diya............pehly apni info me kuch izafa kr lijiye........... HUM BARELWI MUSIBAT K WAQT B ALLAH KA WALIYON KO MADAD K LIYE PUKARTY HAIN.......AUR HAMARA YE AQEEDA HY K WO ALLAH KI ATAA SY HAMARI PUKAR SUN K MADAD B KRTY HAIN........ abi aaj hi hamara zbr10 accident horaha tha.......car bilkul OUT OF CONTROL HOGAI THI.........aur ALHAMDULILLAH hum sb ny foran YA RASOOL ALLAH kaha tha esy waqt me........jb k maut ko saamny dekh rhy thy.......aur ALHAMDULILLAH hamary AAQA ny foran hamari madad b frmaai....... INSHA ALLAH QABR ME B HASHR ME B..........YA RASOOL ALLAH KEH KR AAQA ko pukaren gy........ aur us k aagy jo baten ap ny frmaein.........unka jawab b ho chuka hy.........pichli posts ghor sy parhiye........ aur DALAIL ka jawab Dalail sy dena............isko ZIDD nhe kehty..........jb ilmi behes hogi.........to obviously apko saamny waly k dalail sun'ny parhen gy........ ZIDD KA NAAM DY K BHAGNY KI KOSHISH NA KIJIYE.........!! Hazrat sahib aap nay to is ayat ko hi jutla dia.....zara socho. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Assalam-o-Alikum Nasir Bhai, please read carefully and then reply. Thanks Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Nasir Noman bhai Allah aap say khush ho ......Amin. Allah nay kia khob misal di hai Quran main. Surah Raad (Ayat no:14) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Surah Raad (ayat no:15) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Surah Raad (ayat no:16) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 16 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 دسمبر 2008 (ترمیم شدہ) ’’حضرت عقبہ بن عامر رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے شہداءِ اُحد پر (دوبارہ) آٹھ سال بعد اس طرح نماز پڑھی گویا زندوں اور مُردوں کو الوداع کہہ رہے ہوں۔ پھر آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم منبر پر جلوہ افروز ہوئے اور فرمایا : میں تمہارا پیش رو ہوں، میں تمہارے اُوپر گواہ ہوں، ہماری ملاقات کی جگہ حوضِ کوثر ہے اور میں اس جگہ سے حوضِ کوثر کو دیکھ رہا ہوں اور مجھے تمہارے متعلق اس بات کا ڈر نہیں ہے کہ تم (میرے بعد) شرک میں مبتلا ہو جاؤ گے بلکہ تمہارے متعلق مجھے دنیاداری کی محبت میں مبتلا ہو جانے کا اندیشہ ہے۔ حضرت عقبہ فرماتے ہیں کہ یہ میرا حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا آخری دیدار تھا (یعنی اس کے بعد جلد ہی آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا وصال ہو گیا)۔ ‘‘ أخرجه البخاري في الصحيح، کتاب : المغازي، باب : غزوة أحد، 4 / 1486، الرقم : 3816 ’’حضرت عقبہ بن عامر رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا : بے شک میں تمہارا پیش رو اور تم پر گواہ ہوں۔ بیشک خدا کی قسم! میں اپنے حوض (کوثر) کو اس وقت بھی دیکھ رہا ہوں اور بیشک مجھے زمین کے خزانوں کی کنجیاں (یا فرمایا : زمین کی کنجیاں) عطا کر دی گئی ہیں اور خدا کی قسم! مجھے یہ ڈر نہیں کہ میرے بعد تم شرک کرنے لگو گے بلکہ مجھے ڈر اس بات کا ہے کہ تم دنیا کی محبت میں مبتلا ہو جاؤ گے۔ ‘ أخرجه البخاري في الصحيح، کتاب : المناقب، باب : علامات النَّبُوَّةِ فِي الإِسلام، 3 / 1317، الرقم : 3401 ’’حضرت عقبہ بن عامر رضی اللہ عنہ سے ہی مروی ہے کہ حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا : مجھے تمہارے متعلق اس بات کا تو ڈر ہی نہیں ہے کہ تم میرے بعد شرک کرو گے بلکہ مجھے ڈر ہے کہ تم دنیا کی محبت میں گرفتار ہو جاؤ گے اور آپس میں لڑو گے اور ہلاک ہو گے جیسا کہ تم سے پہلے لوگ ہوئے۔ حضرت عقبہ رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں کہ یہ آخری بار تھی جب میں نے حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کو منبر پر جلوہ افروز دیکھا (یعنی اس کے بعد جلد ہی آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا وصال ہو گیا)۔ ‘‘ أخرجه مسلم في الصحيح، کتاب : الفضائل، باب : اثبات حوض نبينا صلي الله عليه وآله وسلم وصفاته، 4 / 1796، الرقم : 2296 -------------------- Edited 16 دسمبر 2008 by Umar Taj Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 19 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 دسمبر 2008 Assalam-o-Alikum, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 6 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 6 جنوری 2009 Assalam-o-Alikum, bukhari ki us hadees me tum logo se murad ummat e ijabat hai ummat e dawat nahin....ahle tasheeh huzur ki ummat e dawat me se hain jaisy ki hindu or isai waghera....ek or nazrana jo already tum GM s ko khairat kiya ja chuka hai kai baar... Shirk e Akbar me Nahin Shirk e Ashgar (Riya Kari) me Ummat e Mohammadiya Mubtela Hogi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 9 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2009 (ترمیم شدہ) bukhari ki us hadees me tum logo se murad ummat e ijabat hai ummat e dawat nahin....ahle tasheeh huzur ki ummat e dawat me se hain jaisy ki hindu or isai waghera....ek or nazrana jo already tum GM s ko khairat kiya ja chuka hai kai baar... Shirk e Akbar me Nahin Shirk e Ashgar (Riya Kari) me Ummat e Mohammadiya Mubtela Hogi Asslam-o-Alikum Asif bhai, post hazir hai, dehan sey perhain samjhian, Nasir Noman Edited 9 جنوری 2009 by Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 9 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2009 Asalam-o-Alikum Asif bhai, attachment pages problem ker rahy they is lian alihda post kar rahy hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 9 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2009 Assalam-o-Alikum Asif bhai ye post bhi hazir hai jo third page per mojood hai dobara hazir hai Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔