Jump to content

Ghair Ullah Sey Madad [Part 1]

Attari26

تجویز کردہ جواب

مراسلہ: (ترمیم شدہ)
Intehaai qabil ehtram bhai,

ap baat k mafhoom ko samjhney ki koshish kia kary.

ap ney humari post intehai tasali sey to perhi mager shayad maqsad per ghore farmana bhool gaey.

doobara intehai tawajjey sey perhain or maqsad per ghor farmaey

phir aap k baat samjh aaey gi.

اللہ عزوجل عقل سلیم عطا فرمائے

ہم المدد یارسول اللہ کہتے رہیں گے

جلنے والےجلتےرہا کریں

اللہ کے بندے عبادت اور استعانت میںفرق ہے

المدد یا رسول اللہ

Edited by attari26
Link to comment
Share on other sites

Assalam-o-Alikum,

Umer Taj Attari bhai shirik ki tareef hazir hai apkey aqeedey k mutabiq

ap tasli sey perh lain

ager koi ghalti hai to barah-e-meherbani nishandahi farmey

ager drust hai to batain takey hum aagey baat shoro kersaky

in daleel ka jawabat k sath sath apko wazahat hoti jaey gi

Nasir Noman

post-1849-1227881098.gif

post-1849-1227881110.gif

Link to comment
Share on other sites

Assalam-o-Alikum,

Umer Taj Attari bhai shirik ki tareef hazir hai apkey aqeedey k mutabiq

ap tasli sey perh lain

ager koi ghalti hai to barah-e-meherbani nishandahi farmey

ager drust hai to batain takey hum aagey baat shoro kersaky

in daleel ka jawabat k sath sath apko wazahat hoti jaey gi

Nasir Noman

Janab aap kia karna chahtey hai i dont know agar aap ye hawaley behas ke doran bhi dete to me zaroor man jata.

Lekin me aap ke aqeedey ke mutabiq shir ki tareef mang raha hun.

aap ko samajh nai lag rahi hai.

In cheezon se to me waqif hun.

Aap janab apni baat kareen.

Link to comment
Share on other sites

WAH JANAB pehli baar parha :rolleyes:

NOman SAhb Menay Ziddi dekhay Lekun Quran KO isstaraha parh kar apnay matlab k means Nikalnay walay pehlay baar dekhay

Madad k Means huqoq ul ibad nahe janab aap urdu bolnay walo se aesa mazzak mat karay..... kahe aapko koi pagal na samajlay.....

Wesay jo kaha aapnay k Kia Allah ne Madad Ka hukam deya ??

tu Jiss jiss nay Madad MAngi Woh Sab kon thay ??

Aap fatwa dejiee k jinho nay Allah k Siwa kissi aur Se madad Mangi Woh kon haii???

Kia woh mushrik haii Agar haii tu kia name k sath unkay khilaf fatwaa jari karaygay kuffar ka??

aur barai mehrbani Apna Mazhab Bhi Zahir karay taa k jaan Sakay dunya k ye nam Nehad tuhedi kon haii Jo Tuhed ka aesa Mazzak Ura rahay hai K Kiiee wali .. Kiee Fiqha k imam Aur Woh jinko Pori ummat Muhadas Janti haii Inki tuheed se woh log bhi mushrik k fatway me aarahay haii

par plzz ye zuror batai k fatway name k sath jari hogay ya nahe??

phir me name bataooga k Aapkay tuheed k saiee me kon kon mushrik huaa??

Link to comment
Share on other sites

Ji jo zinda haii...... Aai dekhay Zinda kon haii???

QuRan me aapnay bhi parha hoga aik aayat jiska mafhoom kuch isstarah """ Jo ALLAH KI RAH ME MARAY JIEE UNHAY MURDA MAT KAHOO WOH ZINDA HAI PAR TUMHAY KHABAR NAHE""

Ab Batai k Yaha Allah Ki Rah se Murad sedhi Rah haii

Kia Maz Allah azzawajal AIk RAssol Sedhi Rah par na Tha???

kia Hazrat ALi Sedhi Rah par na Thayy??

Yaqenan Wohi Sedhi rah hai , jiska ham har namaz me kehtay haii k

"HAMAY SEDHAY RAH PAR CHALLA RAH UNKII JIN PAR TU NAY INNAM KIA""

SACH BATAI KIA RASsol Allah Par Nahe kia innam???

KIa Ghouse Azam par nahe kia??

Ham Inhi ki Rah Namaz nahe mangtay??

Yaqenan Mangtay haii

TU YQENAN WOH ZINDA HAII

JESAY ALAHAZRAT FARMATAY HAII

K ANBEYAH KO BHI AJAL AANI HAI

MAGAR AESI K FAQAT AANI HAII

YAni Jo Quran Me kaha Gaya K har jaan ko........usko pora hona phir wohi hieyat...

Woh Rab Azzawaajal tu hamay Pehlay Mana kar chuka hai k murda mat kaho woh zinda haii Tumhay Khabar nahe...

RAHA YE K MADAD MANGI JA YA NAHE TU ISS BARAY ME UPAR BHUT BARA ARTICLE LIKHA JA CHUKA HAII USKO PARHAY BAGHAIR KOI BHI POST KARNA ACHA NAHE HAII K PEHLAY SAMJHAY PHIR POST KARRAY WARNA ITNAY BARAY POST KA KIA FIADA

ISSAY TOPIC PAGE 1 par Bhut DEtail me iski wizahat ki giee......

Link to comment
Share on other sites

Assalam-o-ALikum

Umer Taj Attari Bhai new post Hazir hai

ap sey guzarish hai k intehai tawajjey sey perhiey ga

jawab deyney mian jaldi na kijiey ga

Nasir Noman

ok ab ap ne Madad ka mozu ilhtiar kia lekin janab shayad aap ko shirk ki tareef nai ati aap janab se aikdemand ki thi ke mukhtasir aur jaamay si apney aqeeday ke mutabiq shirk ki tareef kar den jis ke tanazur me aao se baat ho ki ja sake.

Lekin aap hai ke har martaba jawab dene se farar ho jate hai.

Kia aap ki aqal me aik asan si baat bhi dakhil nai ho pa rahi.

Meri posts ko agar dobara parhne ki zehmat karen ge ta shayad aap ko pata chal jaye ke is baat ki me kitni dafa demand kar chuka hun.

Chalen aap hi bata den ke aap ko kaise samajh lage gi me us zaban me samjhane ki koshish bhi kar lun.

ho sakta hai aap bolne ke liye urdu aur samajhne ke liye koi dosri language istimal karte hon.

Agar ab bhi na samajh aye to to me samjhun ga ke mohar lag chuki hai.

Link to comment
Share on other sites

WAH JANAB pehli baar parha

NOman SAhb Menay Ziddi dekhay Lekun Quran KO isstaraha parh kar apnay matlab k means Nikalnay walay pehlay baar dekhay

Madad k Means huqoq ul ibad nahe janab aap urdu bolnay walo se aesa mazzak mat karay..... kahe aapko koi pagal na samajlay.....

Wesay jo kaha aapnay k Kia Allah ne Madad Ka hukam deya ??

tu Jiss jiss nay Madad MAngi Woh Sab kon thay ??

Aap fatwa dejiee k jinho nay Allah k Siwa kissi aur Se madad Mangi Woh kon haii???

Kia woh mushrik haii Agar haii tu kia name k sath unkay khilaf fatwaa jari karaygay kuffar ka??

aur barai mehrbani Apna Mazhab Bhi Zahir karay taa k jaan Sakay dunya k ye nam Nehad tuhedi kon haii Jo Tuhed ka aesa Mazzak Ura rahay hai K Kiiee wali .. Kiee Fiqha k imam Aur Woh jinko Pori ummat Muhadas Janti haii Inki tuheed se woh log bhi mushrik k fatway me aarahay haii

par plzz ye zuror batai k fatway name k sath jari hogay ya nahe??

phir me name bataooga k Aapkay tuheed k saiee me kon kon mushrik huaa??

Assalam-o-Alikum Yasir Attari Bhai,

Ap is topic per new hain is liayin pehley aap baat shoro sey perhlain k baat kaha sey shoro hoi?

Sab sey pehli baat ye hai k hum koi Mufti nahi k jo kissi k khilaf koi fatwa jari kary.

Mozoo is waqat ye hai k “kia Allah k naik bandey Allah k siwa madd karsakty hian”

Or is mozoo k liyain hum ney ooper jo daleel k jawabt pesh kiey hain wo Quraan Pak sey hain.

Ager ap key paas Quraan Paak sey daleel hain to zaroor jawab Inayat farmey

Or hum ney Haqooq ul Ibaad ki mukammal tashhreeh nahi bayan ki sirif mozo ki had tak tashreeh ki hai.

Ager apkety pas Haqooq ul Ibad ki mukhtalif tashreeh hai to humain zaroor batain

Or ye bhi batain k humari post mian haqooq ul Ibaad ki kaha ghalat tashreeh hai?

Or rahi baat Burugan-e-deen key aqwal ya Amal ki

Jab ek taraf Ulama-e-Kiram or Buzrugan Deen ek kaam ko ghalat farmatey hain

Dosri taraf ussi kaam ko drust bataya jaey

Or faraq Zameen or Aasman ka hojaey

Or masla bhi bareeki wala na ho

Balkey Toheed ho

Jo k Islam ki bunayad ho

To kia Quraan Paak main is bunyadi Rukun k barey main bhi hum khud nahi samjh saktey ?

Jabkey Quraan Paak ka bara Hissa Shirk or Kufur k Ehakamat k mutaliq hai

Buzugan-e-Deen k aqwal or amal per Phir is zmeen or asman k faraq main sirif ek hi baat samjh aati hai

Jesa k Yahood or Nasara ney Allah ki kitab main rad-obadal ker k such or haq chhupaya

To kia is dor main Burugan-e-deen k qol or amal k mutaliq jo kitabain hain us mian koi apni marzi sey tabdeeliain nahi karsakta ?

Jesa k humary piyarey Nabi Sallaho ALihey Wassalam ka irshad hai “k ye ummat bani Israil ki itbaaa kery gi”(ye Hadees Pak issi topic mian shoro ki post main byan ki gai hai)

Is liyan tahreef mumkin hai.

Or is ka sabot Quraan Pak sey mil sakta hai.

Kio k kissi bhi Buzrugan-e-Deen ka qol or Amal Quraan Paak sey nahi takra sakta.

Is liayin hum ney Quraan Pak sey apki Daleel k jawabat diey hain

Ager apkey pas in daleel k jawabat hain to zaroor pesh kary takey hum apni Islah karlain.

Link to comment
Share on other sites

ok ab ap ne Madad ka mozu ilhtiar kia lekin janab shayad aap ko shirk ki tareef nai ati aap janab se aikdemand ki thi ke mukhtasir aur jaamay si apney aqeeday ke mutabiq shirk ki tareef kar den jis ke tanazur me aao se baat ho ki ja sake.

Lekin aap hai ke har martaba jawab dene se farar ho jate hai.

Kia aap ki aqal me aik asan si baat bhi dakhil nai ho pa rahi.

Meri posts ko agar dobara parhne ki zehmat karen ge ta shayad aap ko pata chal jaye ke is baat ki me kitni dafa demand kar chuka hun.

Chalen aap hi bata den ke aap ko kaise samajh lage gi me us zaban me samjhane ki koshish bhi kar lun.

ho sakta hai aap bolne ke liye urdu aur samajhne ke liye koi dosri language istimal karte hon.

Agar ab bhi na samajh aye to to me samjhun ga ke mohar lag chuki hai.

Assalam-o-Alikum Umer Taj Attari Bhai,

apka jawab kafi tafseel sey pichhli post main mojood hai

Mukhtasir si Tareef doara hazir hai.

Allah Taala ki Zaat or Sifaat main kissi ko Allah ka Shareek manna Shirik kahlata hai.

Aap logon sey sirif ek guzarish hai k aap apney logon main sey ek ko chun lain jis sey hum baat kar sakey

sarey log ek sath baat kary gey to sab ko ek sath jawab dena mumkin nahi.

Shukria

Link to comment
Share on other sites

Ji jo zinda haii...... Aai dekhay Zinda kon haii???

QuRan me aapnay bhi parha hoga aik aayat jiska mafhoom kuch isstarah """ Jo ALLAH KI RAH ME MARAY JIEE UNHAY MURDA MAT KAHOO WOH ZINDA HAI PAR TUMHAY KHABAR NAHE""

Ab Batai k Yaha Allah Ki Rah se Murad sedhi Rah haii

Kia Maz Allah azzawajal AIk RAssol Sedhi Rah par na Tha???

kia Hazrat ALi Sedhi Rah par na Thayy??

Yaqenan Wohi Sedhi rah hai , jiska ham har namaz me kehtay haii k

"HAMAY SEDHAY RAH PAR CHALLA RAH UNKII JIN PAR TU NAY INNAM KIA""

SACH BATAI KIA RASsol Allah Par Nahe kia innam???

KIa Ghouse Azam par nahe kia??

Ham Inhi ki Rah Namaz nahe mangtay??

Yaqenan Mangtay haii

TU YQENAN WOH ZINDA HAII

JESAY ALAHAZRAT FARMATAY HAII

K ANBEYAH KO BHI AJAL AANI HAI

MAGAR AESI K FAQAT AANI HAII

YAni Jo Quran Me kaha Gaya K har jaan ko........usko pora hona phir wohi hieyat...

Woh Rab Azzawaajal tu hamay Pehlay Mana kar chuka hai k murda mat kaho woh zinda haii Tumhay Khabar nahe...

RAHA YE K MADAD MANGI JA YA NAHE TU ISS BARAY ME UPAR BHUT BARA ARTICLE LIKHA JA CHUKA HAII USKO PARHAY BAGHAIR KOI BHI POST KARNA ACHA NAHE HAII K PEHLAY SAMJHAY PHIR POST KARRAY WARNA ITNAY BARAY POST KA KIA FIADA

ISSAY TOPIC PAGE 1 par Bhut DEtail me iski wizahat ki giee......

Janab Poori Ayat apkey samney hain

ap khud hi faisla farmaey kia Allah Taala ney Allah ki raH main Shaheed honey walon ko jo zinda farmaya hai kia us ki waja ye hai k wo humary apkey darmiyan zindah hain ?

ap khud hi Ayat per ghore farmalain

or humain is poori Ayat ki tashreef bhi farmadain.

NAsir Noman

post-1849-1228229075.gif

Link to comment
Share on other sites

apka jawab kafi tafseel sey pichhli post main mojood hai

Mukhtasir si Tareef doara hazir hai.

Allah Taala ki Zaat or Sifaat main kissi ko Allah ka Shareek manna Shirik kahlata hai.

Chalo kuch to jawab aya

is tareef ko mazeed wazia karne ke liye aik aur simple sa question.

agar koi shakhs koi amal karta hai to kai se pata chale ke wo shirk ka murtakib hua ya nai.

jaisey samee o baseer Allah (azw) bhi hai aur insaan bhi to kaise diffrence kia jae.

explain ur believe.

Link to comment
Share on other sites

jaisey samee o baseer Allah bhi hai aur insaan bhi to kaise diffrence kia jae.

explain ur believe.

Aap Allah  (azw) ki zaat ko kis say aik aam insaan say kion tashbeeh day rahay ho?Mujhay Quran ki koi aisi ayah mubarak dain jis main Allah nay insaan ko samee-o-baseer kaha hai.

Oper main nay aik bhai ki post padhi hai jis main unoon nay bataaya k jo Allah ki rah main maaray jaain un ko murda na kaho woh zinda hain laikin tum nahi jaantay. Yeh aagay jo ""Tum nahi jaantay""is ki thodi si tashreeh ker dain.

Nasir Noaman sahib Allah aap ki koshish ko poora keray...(Amin)aap ki posts say main nay bohat kuch seekhaa hai.

Link to comment
Share on other sites

Lejiay aik aur sahab tapak parey hai.

janab aap ko chahiye ke comments se pehle Topic ko complete read karen phir hawai fire karen.

App ko itna bhi nai pata hai ke Jo sun aur dekh sakta ho us ko arabi me samee o Baseer kaha ja ta hai.

Aur jahan tak Ayat k Taluq hai wo meri is baat ke liye pesh karna zaroori nai hai. Aur agar zaroori chahiye to topic dobara tasalli se awwal ta akhir read karen aap ko aise kai Ayat mil jan gi.

Aur janab me Allah ki zaat ko Awal To Tashbeeh de hi nai raha hun. balke ap ke bhai se un ke bleive ke mutabiq faraq maloom kar raha hun.

Link to comment
Share on other sites

Lejiay aik aur sahab tapak parey hai.

janab aap ko chahiye ke comments se pehle Topic ko complete read karen phir hawai fire karen.

ji janab kuch aesa hi horaha haii

Parhay baghair hi sab kuch haii Par Hamaray Sawaloo K jawab Ghayab haii

Chalay Dekhtay haii

Naam Nehad Tuhedi tu Bhag gaya hamesha ki tarah iss baar bhi

Ab Noman Sahb keh rahay k Ham Mufti Jo Fatway Lagai

Tu phir kia karay kissay lay fatway ???

umar Taaj Attari bhai Inkay walay aik tu bhag jatay hai upar se aik Ratt lagai rkhtay haii

Upar se apnay Baroo ki baat bhi nahe mantay jismay unho madad mangi......

Link to comment
Share on other sites

TOUHEEDI sahib baagay nahi balkay TOUHEEDI sahib ko forum say delete ker dia gia thaa.....Maira hi nick name TOUHEEDI thaa.

Mujhay aik ayat do jis main Allah nay insaan ko Samee-o-Baseer kaha hai.

Aik tashreeh maangi thi k ""Jo Allah k rah main maaray jain un ko murda na kaho woh zinda hain laikin tum nahi jaantay"" yeh jo aagay Allah nay farmayaa hai k ""tum nahi jaantay"" is kaa kia matlab hai?

Thodi tashreeh chahiya.

Toheed bhai apka behad shukria himat afzai ka

ap thora sa saber ker lian insha Allah taala Allah haq ko hi buland farmaey ga

hum is thread per Allah taala ki mdd sey kaam kar rahy hain

apki baat cheet sey topic alag rukh per chala jaey ga

Allah apko jazaey kher ata farmaey Ameen

aap Allah Taala sey dua farmey k Allah humian himat or Taqat ata farmaey

or humari madad farmey.Ameen

kal Insha Allah Umer Taj Attari bhai ka jawab hum post kerney ki koshish kery gey

Allah Taala humari maddad far maey Ameen

Nasir Noman

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...