TOUHEEDI مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) Achaa aap ko Quraan ki samjh nahi aati main pehlay hi post ker chuka hun.k aap Quran k ilaawaa kis kitaab say proof laina chahtay ho. Chalo aik dafa phir sahi. Quran k ilaawaa kis baat per tum yakeen rakhtay ho.Yeh Quran k aayaat hain kisi or book ki nahi hain. Edited 25 نومبر 2008 by Ya Mohammadah Image Removed due to Email Adrs. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Acha aik masla tu batao???/ Agar banda sajday main jay aur us ka sar 2 inch ooper ho aur wo wahan say tasbeehat par day tu kya us ka sajda ho jay ga???????????? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Jo Allah ki khoobiyaan hain woh kisi aur cheez,banday,kisi qabar waalay,kisi zinda banday yaa kisi b cheez main daal di jain to aisaa kernaa shirk hai. Allah ka azaab aaya tum par ab ya to is tareef se touba karky sunni ban jao ya phir neechy di gayi qurani ayat ka inkaar karky murtad. Khud Quran me jo sifaat Allah ke liye bayan hui wo Huzur ke liye bhi atayi Zikr ki gayin... ...11 saboot to ghyarveen waly Ghuose e pak ki nisbat se hazir hain.... this is last warning ab aapky jawab par humny jawab de diya hai ab aapka farz hai ki iska jawab dein koi naya shighufa aapny chora to baha diya jayega... (its comic Warning Not a joke) 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Jo Allah ki khoobiyaan hain woh kisi aur cheez,banday,kisi qabar waalay,kisi zinda banday yaa kisi b cheez main daal di jain to aisaa kernaa shirk hai. Mein tum se sawal karna chahta tha lekin Asif bhai ne Tafseel se Jawab de diya hai Lekin yahan kuch batei zaroory hai k cer ho jaen. 1- Allah ki Sift hai ke wo Samee o Baseer hai, Aur Daikhta aur sunta aik Normal insam Bhi hai. To agar koi kisi bandey ko samee o baseer(bila takhsees) man le to kya us ne shirk kar diya? Nihayat asaan sawal hai Nouman sahab bhi den jawab Touheedi sahab ki post ke tanazur mein اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 20 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2008 Asslam-o-Alikum, Maaz Allah hum Musalman hain or hum jantey hian k Nabi Pak ki Hadees Pak ko rad karney wala Muslaman nahi hosakta. or na hi humari itni jurrat hai. hum to ap sey samjhna chahtey hain kio k hum ye bhi jantey hain k ek Hadees Paak dosri Hadees Paak sey nahi takra sakti. hosakta hai humain samjhney ki ghalti ho issi liyain to hum ap sey samjhna chah rahy hain "aap ye baat batain k "bani Israil mian 72 firqey they or is ummat main 73 firqey hongey jo sarey Jahannumi hongey siwaey ek k jo Hazoor Sallaho Alihey Wassalam or Sahaba k rastey per hoga" aap kahty hian k is ummat main shirik kerney waley infaradi hongey ya thorey log hongey jabkey Nabi Pak Sallaho Alihey Wassalam k farman k Mutabiq 72 firqey Jahanumi hongey Banni Israil ki Itebaa kery gey.(to ye fiqey hona or bani israil ki Itebaa karna kia ye baat samjhmain nahi aarahi k log firqey bana ker (yaani infaradi ya chand log nahi)shirk or kufur ker sakty hain? ye humara sawal hai,jo hum ap sey samjhna chahrahy hain ? hosakta hai k humarey samjhney ki ghalti ho Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 20 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2008 Mein tum se sawal karna chahta tha lekin Asif bhai ne Tafseel se Jawab de diya hai Lekin yahan kuch batei zaroory hai k cer ho jaen. 1- Allah ki Sift hai ke wo Samee o Baseer hai, Aur Daikhta aur sunta aik Normal insam Bhi hai. To agar koi kisi bandey ko samee o baseer(bila takhsees) man le to kya us ne shirk kar diya? Nihayat asaan sawal hai Nouman sahab bhi den jawab Touheedi sahab ki post ke tanazur mein Mujhay yeh batao k agar koi banda aap k pass baithaa hoa ho to aap us k dil main kia hai bata saktay ho?aap yeh bata saktay ho k main nay is wakat kon say rang kaa libas pehnaa hoa hai? haalaan k tum b daikhtay suntay ho tum b ho.....to kisi k dil main kia baat hai yeh kion nahi sun saktay........daikhtay to tum bi ho yeh batao k main nay kon say rang kaa libaas pehna hoa hai?Yeh wohi Allah ki zaat hai jo saatwain aasmaan per sun laita hai k mairay dil main kia chal raha hai?mairay saath kal kia ho gaa? Quran main Allah farmaatay hain k jo maan k pait main bacha hota hai us k baaray main Main hi jaantaa hoon.Ab tum kaho kgay k yeh to ultra sound say pata chal jaata hai k maan k pait main kon hai...Is kaa matlab yeh nahi hai.Is kaa matlab yeh hai k maan k pait main jo bacha hai us ki zindagi kitni hai ,woh jannat main jaaya gaa yaa dozakh main jaaya gaa,woh naik ho gaa yaa bay amal?kia koi aisi ultra sound machine hai jo yeh batay ya koi insaan hai jo yeh bataay?insaan daikhtaa jaantaa toh hai phir yeh kion nahi bata sakta? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 20 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2008 hum ye bhi jantey hain k ek Hadees Paak dosri Hadees Paak sey nahi takra sakti.hosakta hai humain samjhney ki ghalti ho issi liyain to hum ap sey samjhna chah rahy hain (to ye fiqey hona or bani israil ki Itebaa karna kia ye baat samjhmain nahi aarahi k log firqey bana ker (yaani infaradi ya chand log nahi)shirk or kufur ker sakty hain? ye humara sawal hai,jo hum ap sey samjhna chahrahy hain ? Jee janab yaqeenan Aap k samajhne ki hi ghalti hai. Aap ye Bataen k ye kon si hadees hai ke 72 firqey Shirk ki hi waja se jahanami hon ge. wo kufar ki waja se bhi to ho saktey hain na. Aap ne Kufar aur shirk ko mila ke likha hai jaisa k aap samajhte hain k Kufar aur shirk me koi faraq nai hai. Bhai jan har Shirk Kufar ki qisam hai lekin har kufar shirk nahi, jaise koi shakhs Hazoor ki shaan me ghustakhi kar ke agar Kafar ho gya to kya us ne shirk bhi kia? Umeed hai baat samajh a jaye gi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 20 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2008 Mujhay yeh batao k agar koi banda aap k pass baithaa hoa ho to aap us k dil main kia hai bata saktay ho?aap yeh bata saktay ho k main nay is wakat kon say rang kaa libas pehnaa hoa hai? Bilkul janab jab mere aur aam admi ke daikhne me, aur Allah ke daikhne me itnaaaaa ziada faraq hai to wo shirk kaise hua. hamara daikhna us ka ata karda us ka zaati. hamara daikhna mehdood us ka lamehdood. hamara daikhney ko hadas mumkin us ka daikhna abdi azli. janab jab koi inteeeey ziada diffrence ke sath kisi me aisi koi sift ka iqraar karta hai jo allah me mojud ho to tum kaise keh sakte ho ke wo shirk kar raha hai. is mein madad karna bhi shamil hai. Yeh wohi Allah ki zaat hai jo saatwain aasmaan per sun laita hai k mairay dil main kia chal raha hai? ab ye daikho agar tum sach pake touheedi ho to ghoor karo tum ne Allah ko ASMAN per keh ker tum Allah ki Lamehdood zaat ko Mehdood karne ki mazmoom koshish nai kar rahe kya? Apne Qool pe sache dil se ghoor kar lo tumhari haqeeqat tum pe khul jae gi. matlab yeh hai k maan k pait main jo bacha hai us ki zindagi kitni hai ,woh jannat main jaaya gaa yaa dozakh main jaaya gaa,woh naik ho gaa yaa bay amal?kia koi aisi ultra sound machine hai jo yeh batay ya koi insaan hai jo yeh bataay?insaan daikhtaa jaantaa toh hai phir yeh kion nahi bata sakta? Tooheedi ne Quran ka hawala to de diya lekin ayat ka hawala nai diya. albata wo Hazrat Khizar aur Moosa Alaihimussalam ka Qurani waqiya bhi bhool gya jis me Hazrat Khizar Alaihisalam ne Aik Bach isliye Qatal kardiya tha ke unhen Dar tha Ke wo bara ho kar Apne Maan Baap Ko Ghalat rastey pe lagane ka bais ho ga. Kya kehta hai touheedi yahan k Hazrat khizar ke paas konsi ultra sound machine thi? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 21 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2008 Jee janab yaqeenan Aap k samajhne ki hi ghalti hai. Aap ye Bataen k ye kon si hadees hai ke 72 firqey Shirk ki hi waja se jahanami hon ge. wo kufar ki waja se bhi to ho saktey hain na.Aap ne Kufar aur shirk ko mila ke likha hai jaisa k aap samajhte hain k Kufar aur shirk me koi faraq nai hai. Bhai jan har Shirk Kufar ki qisam hai lekin har kufar shirk nahi, jaise koi shakhs Hazoor ki shaan me ghustakhi kar ke agar Kafar ho gya to kya us ne shirk bhi kia? Umeed hai baat samajh a jaye gi. ap ki baat drust hai k Shirik or kufur main faraq hai magr ap ney is ki wazahat nahi farmai k ager ye Ummat bani Israil ki Itebaa kary gi to Bani Israil ney ager kufur kia hai to shirk bhi kia hai or wo bhi chand logon ney nahi balkey poory poory group ney or ager ye ummat bani israil ki itebaa kary gi to kia poorey poorey group nahi kary gey ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 21 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2008 ap ki baat drust hai k Shirik or kufur main faraq haimagr ap ney is ki wazahat nahi farmai k ager ye Ummat bani Israil ki Itebaa kary gi to Bani Israil ney ager kufur kia hai to shirk bhi kia hai or wo bhi chand logon ney nahi balkey poory poory group ney or ager ye ummat bani israil ki itebaa kary gi to kia poorey poorey group nahi kary gey ? jana ani israel ki itah hi hadees se sabit aur shirk se muhafzat bhi hadees se sabit to aap kiun bazid hain ke aap ummat ke haq me shirk sabit karen. waise bhi Bani israel se mushabhat taadad me hai na ke amal me jo ke zahir hai. Waise bhi aap se me ne shirk ki diffination mangi thi jo ke abhi tak nai ayi. aap shirk ki diffination post karen masail ka hal ho jaey ga. Touheedi sahab bhi ajeeb behas me pare hain Shirk ki Diffination q nai post kartey? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 23 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 نومبر 2008 Main nay to koi 4 baar shirik ki defination ker di hai.....Pata nahi aap ko kis tarah ki defination chahiya....Humaaraa to aqeeda yehi hai k Allah k siwa na to koi humaari museebat taal sakta hai aur na koi humain shifa day sakta hai.Wohi humaari duaon ko sunta hai aur wohi qabool kertaa hai .Wohi mushkul kusha,wohi madadgaar,wohi gunahoon ko muaaf kernay waala,aur wohi roz-e-jaza kaa Malik hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 23 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 نومبر 2008 Acha Janab app agar na batate to mujhe pata hi nai chalta ke shirk ki kya diffination hai. Aap is ko shirk ki Taareef kehtey hai? herani ki baaat hai na to yahan pata chala ke shirk kya hai. aur na ye ke kisi amal ki janch ke liye ke wo shirk hai ya nai kya standard hai. Aap ka agar ilam kam hai to kisi alim se hi poch lete ke janab shirk ki taareef kya hoti hai? Me kai dafa aap se demand karne k sath ye shart bhi rakh chuka hun k ye bhi bata de ke kaise pata chale ke koi amal shirk hai ya nai. Aur do din pehle wali post no 62 bhi aap k jawab ki muntazir hai jis me aap ke shirk tareef ke hawale se kuch hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 24 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) Assalam-o-Alikum, Umer Taj bhai is post main 2 attachment hain jo shirikk mutaliq hai. or yaqinan ap kehna hoga k ye ayat Button k mutaliq hian Allah k naik bandon k mutaliq nahi. is ki Mukhtasir si tashreeh farmadain takey hum samjhey k Shirik kia hai ? Nasir Noman Edited 24 نومبر 2008 by Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 24 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 نومبر 2008 Attention Umar Taj Attari bhai Nasir Noman jaisy Jahil say behas karne ka matlab hai Gadhy ko Billi kehna. Nasir Noman app ko Alhumdulilah mein iss topic per pehly bhi Jutiyan mar chuka hon abhi asar nahi howa tu dobara IM per tashreef lai aai. Baat karni hai tu khudh tasreeh karo aur humein batao phir tumhein uss ka jawab dein gai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 24 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 نومبر 2008 Janab nasir sahib AAP ki Pesh karda AYat aik taraf lekin aap shirk ki aik jamay taareef pesh karne se qasir hai. AAp shirk shirk ki rat lagey hoey hain aapko us ki taareef hi nai pata hai. Acha khel rahen hai aap deen ke sath me aap se Shirk ki mazamat ki rawayat ka mutalba nai kar raha balke aap ke aqeedey ke mutabik bar bar aap se shirk ki tareef mang raha hun ta ke baat age barh sake, lekin aap ko koi asar nai hota kan pe jun tak nai reengti. Ajeeb insan hai aap. AAp ki kya hesiat hai ke aap jamhor ummat ke amal ko shirk keh kar musalmanon ki aksariat ko mushrik kar dalen jab ke aap ko shirk ki tareef bhi na ati ho. AAp Ko Kya Baroz e qiyamat jawab deh nai hona? Meri post ka lamba chora jawab dene ki bajae Mukhtasir magar jamay alfaz mein apney aqeeday ke mutabiq shirk ki tareef likhen. Warna aap jaise jahil ke aitraz ka jawab nae diya jae ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 Nasir Noman Bhai in jahil logoon say bahas kernay kaa koi faaidaa nahi.In ko quran ki samjh nahi aati.Main nay do teen dafa quraan k hawaaly dia aur quran aur hadees say shirk ki taareef ki laikin in ko kuch samjh nahi aayi.In jahiloon say Quran ki baat kernay kaa koi faida nahi.Hadaayat Allah k dainay say aati hai hum jitni b koshish ker lain in ko kuch samjh nahi aaya gi. Allah sab ko hadaayat day.....(Amin) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 Nasir Noman Bhai in jahil logoon say bahas kernay kaa koi faaidaa nahi.In ko quran ki samjh nahi aati.Main nay do teen dafa quraan k hawaaly dia aur quran aur hadees say shirk ki taareef ki laikin in ko kuch samjh nahi aayi.In jahiloon say Quran ki baat kernay kaa koi faida nahi.Hadaayat Allah k dainay say aati hai hum jitni b koshish ker lain in ko kuch samjh nahi aaya gi. Allah sab ko hadaayat day.....(Amin) Jana ap ne shayed meri demand karda posts ko parha nai hai me ne Shirk ki mazammat ke ilawa baghai rawayat ke ap k aqeedey ke mutabiq tareef mangi thi. lekin tum apne jehal ka ilzam dosron ko deney lagey? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 Wah TOUHEEDI Sahab Bhagne ka acha bahana hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 26 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 26 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) Assal am-o-Alikum bhaion, humari post hazir hai magr pls jawab main jaldi na kijiey ga dehan sey perhain samjhain phir jawab dijey ga Allah hum sab ko Hidayat Ata farmaey Ameen Nasir Noman Edited 26 نومبر 2008 by Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 26 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 26 نومبر 2008 Janab aap ki ki gae post ko me nai intihai tasalli se parha lekin aap ki post me mujhe kahin bhi SHIRK KI TAREEF nazar nai ayi. ho sakta hai mere daikhne ki ghalti ho agar me ne mis kardi hai to nishandahi farmaden! shukriya. AAp ne Allah se darne ka bayan kiya lekin aap shayyad bhool gaye ke hamare aqeedey ke mutabik tanha shakhs se Gunah, Shirk aur Kufar ka sarzad hona mumkin hai. is liye yaqeenan wo ayat se dar hasil kare ga. Albata hadees ki ro se Musalmanoon ki itni bari aksariyat ka Shirk to kuja Gumrahi par ikatha hona bhi mahal hai. lekin maazrat ke sath mujhe phir mehsoos hua ke janab ne pehle to koshish ki hai ke hum ye man jaen ke musalmanoon ki jamaat se shirk ka sudoor mumkin hai, aur us le baad aap un ko mushrik sabit bhi karna chaheen ge. Lekin afsoooooooooooos apki mehnat zia gai. ke jin mozuat per ayat pesh kar ke aap jo dar sabit karna chahrahe the us ki mojodgi ab bhi hai ke koi tanha kuch bhi kar sakta hai. Yaqeenan me Doobara ap ki post ka intizaar karun ga jis me ap ki taraf se shirk ki taareef ho gi. App ne jis mozu pe lecture diya wo hamari behas ka hisa nai hai. umeeda hai ke aap samajh jaen ge ke mera mutalba Sirf aur sirf Shirk ki mukhtasar si aap ke aqeedey ke mutabiq taareef hai. Ab tak ap nai samajh pae. Ya phir shayad jis lafz ko aap sab se ziada istimal kartey hai us ki taareef se hi aap na waqif hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 27 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2008 AAp ne Allah se darne ka bayan kiya lekin aap shayyad bhool gaye ke hamare aqeedey ke mutabik tanha shakhs se Gunah, Shirk aur Kufar ka sarzad hona mumkin hai. is liye yaqeenan wo ayat se dar hasil kare ga.Albata hadees ki ro se Musalmanoon ki itni bari aksariyat ka Shirk to kuja Gumrahi par ikatha hona bhi mahal hai. Mery Aziz Dost, Aap anjaney main Hazoor Sallaho Alihey Wassalam k farman ka inkar kar rahy hain. Aap farmatey hain k Nabi Sallaho Alihey Wassalam ki Ummat ki aksaryat Shirik to kuja Gumrahi per Ikhtaha hona bhi mahal hai. Or humarey Nabi Pak farmatey hai k is Ummat k 73 firqey hongey or 72 Jahunmi hongey sirif ek firqa Janati hoga jis per Hazoor Sallaho Alihey Wassala or Ashab hongey. To Aksaryat Gumrahi per hoi ya Sirat-e-Mustaqim per ??????? Bani Israil k 72 firqey baney to kia infaradi they (yaani tanha tanha shakhas they ya poorey poorey group they ???????? Kia Bani Isarail ney Shirk or Kufur nahi kia ????????? Ager Bani Israil ney Shirik or Kufur kia to is ummat main Yahod or Nasara ki shabahat hogi to ye Ummat 72 firqon main taqseem hojaey gi ya nahi ?????? Phir ager ye Ummat Shirik or Kufur karey gi to kia tanha tanha shakhas kery ga ya firqon main taqseem hoker kery gey ??????? Firqey tanha tanha shakhas k hotey hain ya Ijtemaai ???????? ye ZID Nahi to or kia hai ?????????????? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 27 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2008 Janab aap ki ki gae post ko me nai intihai tasalli se parha lekin aap ki post me mujhe kahin bhi SHIRK KI TAREEF nazar nai ayi. ho sakta hai mere daikhne ki ghalti ho agar me ne mis kardi hai to nishandahi farmaden! shukriya. Intehaai qabil ehtram bhai, ap baat k mafhoom ko samjhney ki koshish kia kary. ap ney humari post intehai tasali sey to perhi mager shayad maqsad per ghore farmana bhool gaey. doobara intehai tawajjey sey perhain or maqsad per ghor farmaey phir aap k baat samjh aaey gi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 27 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2008 pehle to koshish ki hai ke hum ye man jaen ke musalmanoon ki jamaat se shirk ka sudoor mumkin hai, aur us le baad aap un ko mushrik sabit bhi karna chaheen ge. hum ney aaraz kia k ap ney humri post k mafhoom or maqsad per ghor nahi kia doobara malahiza farmaey. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 27 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2008 Lekin afsoooooooooooos apki mehnat zia gai. humari mehnat ka maqsad jeet ya haar nahi hai balkey Islah hai humara ajar Allah k pas hai or hum Allah sey hi ajar k talabgar hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 27 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2008 Bhai aapke tamam tamam aitrazat aik jaga lekin. AAp ne Shirk ki taareef nai likhi AAp se sirf aik mutalba hai. Kaheen aap topic se farar to nai ho rahe. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔