TOUHEEDI مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Agar Allah ppani band ker day to koon hai jo aasmaan say paani barsaa day.Allah agar apna rizak band ker day to kon hai jo humain rizak day? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) mr. touheede.... tumhari touheed or shaitaan ki touheed me kya fark hai? hai bhi ya nahin? Sachi baat say gabraayaa nahi kertay mairay bhai..........Agar Allah k ilawwa koi taakat hai jo mujhay faida day to batao... Edited 13 نومبر 2008 by TOUHEEDI اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Agar Allah ppani band ker day to koon hai jo aasmaan say paani barsaa day.Allah agar apna rizak band ker day to kon hai jo humain rizak day? ye to mere sawal ka jawab nahin...aitraaz karny me sabsy aagy jawab dene me sabsy peechy kher...jawab tum par udhar. Allah heeeee mushil kusha, Allah heeeee hajat rawa Allah heeeee Madgaar.. ye jo heeeee ki bimari hai Munafiqs/kharjis/wahabis/Deobandis mein...aayiye zara kuch is par ghor o fikr or Tehqeeq kareinki ye heeeeeee ki bimari kahan se paida hui? Kharji boly Allah heeeeeee Hakim hai, Chunachy Hazrat Ali Insaan ko hum par Hakim bana kar Mushrik ho gaye (MazAllah) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 the Companion Malik al-Dar that the people suffered a drought during the successorship of 'Umar, whereupon a man came to the grave of the Prophet -- Allah bless and greet him -- and said: "O Messenger of Allah, ask for rain for your Community, for verily they have but perished!" after which the Prophet -- Allah bless and greet him -- appeared to him in a dream and told him: "Go to 'Umar and give him my greeting, then tell him that they will be watered. Tell him: You must be clever, you must be clever!" The man went and told 'Umar. The latter said: "O my Lord, I spare no effort except in what escapes my power!" Ibn Kathir cites it thus from al-Bayhaqi in al-Bidaya wa al-Nihaya and says: isnaduhu sahih; (i.e. its chain is authentic) (Ibn Kathir, al-Bidaya wa al-Nihaya (7:92).) Ibn Abi Shayba cites it in his Musannaf with a sound (sahih) chain as confirmed by Ibn Hajar who says: rawa Ibn Abi Shayba bi isnadin sahih and cites the hadith in Fath al-Bari. He identifies Malik al-Dar as 'Umar's treasurer (khazin 'Umar) and says that the man who visited and saw the Prophet -- Allah bless and greet him -- in his dream is identified as the Companion Bilal ibn al-Harith, and he counts this hadith among the reasons for al-Bukhari's naming of the chapter "The people's request to their leader for rain if they suffer drought." He also mentions it in al-Isaba, where he says that Ibn Abi Khaythama cited it. (Ibn Hajar, Fath al-Bari, Book of istisqa ch. 3 (1989 ed. 2:629-630)) (Ibn Hajar, al-Isaba (6:164 #8350)) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Pehlay number per to tum nay kitaab k hiwaalaa nahi dia k yeh farmaan kis kitaab k hain.doosaray number per in say yeh to kahin say b saabit nahi hota k Allah ki siwa kisi aur say madad mangna jaiz hai....... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Pehlay number per to tum nay kitaab k hiwaalaa nahi dia k yeh farmaan kis kitaab k hain.doosaray number per in say yeh to kahin say b saabit nahi hota k Allah ki siwa kisi aur say madad mangna jaiz hai....... TOUHEEDI SAHIB APP KISS WAQT KISS KI BAAT KA JAWAB DE RAHAY HAIN ZARA YE LIKH DIA KARAIN. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Asif and JAD DUL MUKHTAR اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Sachi baat say gabraayaa nahi kertay mairay bhai.......... precisely Mr Touheedi...phir jaldi se jawab de kar baat khatm kyu nahin kar dete..bata do na ki tumhari touheed or Shaitaan ki touheed me kya koi fark hai? agar hai to batao? so simple Question. Agar Allah k ilawwa koi taakat hai jo mujhay faida day to batao... Yaqeenan ALLAH ke alawa koi nahin jo Haqeeqi tour par humari tumhari madad kar humy nafa ya Nuqsaan pohcha saky....par ab ek chota sa nuqta ye uthta hai ki :- Jab Allah ke siwa koi bhi Madadgaar nahin, Nafeh Nahin to phir aap aaye kya yahan lene...? Ya to aap humy post ke zariye Nafa pohchany ki niyat se aayein hain ya Nuqsaan ki niyat se. Kya aapny yahan post humy Nuqsaan pohchnay ke Niyat se ki hai? Par apki Touheed to kehti hai ki Allah ke siwa koi Nuqsaan nahin pohcha sakta. Aapki is Nuqsan pohchany ki niyat se shirk hua ya nahin? Kya aapny yahan post humy Nafa pohchnay ke Niyat se ki hai? Par apki Touheed to kehti hai ki Allah ke siwa koi Nafa nahin pohcha sakta. Aapki is Nafa pohchany ki niyat se shirk hua ya nahin? ab jo Jawab aap Apny imaan ke difa me dengy wahi jawab humara bhi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Wahabiyat Jhoot par hi tiki hai...Lanatullahe-Alal-Kazebeen Arabi ka waqya Copied in Tafseer ibn Kaseer Amant me Khayanat ka Wazeh Saboot ibn kaseer ka Raad Wahabiyat ke Mutarjim ke hatho.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Agar Allah ppani band ker day to koon hai jo aasmaan say paani barsaa day.Allah agar apna rizak band ker day to kon hai jo humain rizak day? Yaqeenan koi bhi Allah ke siwa Haqeeqi tour par Rizk dene wala nahin...is par to kisi Musalmaan ko Aitraaz nahin par Jahil wahabis agar is tarah ke beja sawaal na karein to kharjiyat ka haqq kon or kese ada karega...? Kharji bhi deen se kharij sirf Haqeeqi or Majazi nisbat ko khalat-malat karny or is fark ko na samajh pany ki wajah se huey (jo upar bayan kiya ja chuka par inkaar or radd insy na ho saka) yahi haal in wahabis ka hai...humy koi Tajjub nahin. Allah samjhny ki toufeeq de or Ahle Sunnat se wabasta kary..Ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 15 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2008 Tum mujhay yeh batao k kia Rasool Allah nay kabi Guzray hoay Anbia(AS) say kabi madad talab ki?Anbia kaa darjaa to Walion say oonchaa hotaa hai.Yaa Aap nay kisi qabar waalay say madad talab ki? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 15 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) Aur yeh b batao k humaaray piyaaray Nabi nay Allah k ilawaa kis kabar waalay say madad maangnay kaa hukum dia hai?Yaa kis Shaheed say madad maangnay kaa hukam dia hai?Aur Allah nay apnay ilawaa kis say madad maangnay kaa hukam dia hai? Edited 15 نومبر 2008 by TOUHEEDI اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 15 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2008 Aur yeh b batao k humaaray piyaaray Nabi nay Allah k ilawaa kis kabar waalay say madad maangnay kaa hukum dia hai?Yaa kis Shaheed say madad maangnay kaa hukam dia hai?Aur Allah nay apnay ilawaa kis say madad maangnay kaa hukam dia hai? Apni mantaq tm aone pass rakho tum to ye bhi nai jante ke daleel dawa karne wale ke zimme pe hoti hai. tum ye sabit karo ka Rasoolallah ny mazkora amoor se mana farmaya ho. aur jawaz k liye daleel nahi ghair e jawaz k liye hoti hai. Chalo tm ye sabit kar do k Huzoor ny is web site pe a ker apne Ghair islami Aqaid Ki Tableeg karne ka hukam dia ho. Tum Apna ye mana karne wala amal Huzoor se sabit karo. Allah Aqal e saleem ata kare. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 16 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2008 Mairay khiyaal main main aagay b post ker chukaa hoon.. Jab Allah Quran main hukam daita hai k mairay siwa kisi ko mat pukaaro to hum is baat say (Allah mujhay mouaaf keray) baaghi ho ker kisi ghair Allah say madad maangain to humain baday din k azaab say darnaa chahiya.Aap ki Hadis sharif b humaaray saamnay hai jo main biyaan ker chukaa hoon. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 17 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2008 Tum mujhay yeh batao k kia Rasool Allah nay kabi Guzray hoay Anbia(AS) say kabi madad talab ki?Anbia kaa darjaa to Walion say oonchaa hotaa hai.Yaa Aap nay kisi qabar waalay say madad talab ki? kya kabhi Rasool Allah kisi nabi ka kalima parha Jaisy tum parhty ho? kya kabhi Rasool Allah ne kisi Momin ko zakaat di jo tum dete ho? kya kabhi Rasool Allah ne roz sirf 5 farz namazein parhi jo tum parhty ho? kya kabhi Rasool Allah ne sirf 4 nikah par ikhtesaar kiya jo tum karty ho? wo to Allah se lekar logo ko Taqseem karny waly hain unhy kisi wali se madad ki kya hajat? Bawajood isky Allah Tala ka irshad e pak hai..... TUM WAHABI BUS IN AYAT OR AHADEES KA JAWAB LA DO..YA HUMNY JO ITNY DALAIL DIYE WASEELY KE SABOOT MEIN AAP ISKI NAFI ME QURAN SE KOI EK NAS E QATAYI YA SAHIH SAREEH MARFOOH HADEES PAISH KAR DO JISMY SAAF SAAF WASILY KO SHIRK KAHA GAYA HO YA IS SE ROKA GAYA HO...TUMNY JITNI BHI QURANI AYAT PAISH KI WO MUSHRIKO OR BUTO KI MAZAMMAT ME UTRI THI JINHY TUMNY NABIYO WALIO MOMINO PAR CHASPA KIYA (Abdullah ibn umar kehty hain ye KHARJIYO KA FAIL tha) AGAR AISA NAHIN TO JO AYAT HUM PAISH KAR RAHY HAIN NEECHY WO BEMANA SABIT HO JAYENGI....BAKI PAGES JO HUMARY DALAIL KA JAWAB NA HO KAR NAYE AITRAAZ AB AAPNY UPLOAD KIYE TO DELETE KAR DIYE JAYENGY tum jasiy wahabis ka mooh band karny ke liye Huzur ne Ummat ko taleem di ke nabiyo or waliyo ke zariye Allah se Madad mangna hargiz shirk nahin.....ye saboot parho or phir munkir ho jao shabbash hamesha ki tarah wahabis ki sunnat jo hai.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 Assalam-o-ALikum, Toheedi BHai is topic per aap us waqat baat kery jab ye log is baat ko tasleem kery k Muslaman bhi shirik kersaktey hain. in logon ka to ye Aqeeda hai k Musalman shirik hi nahi karsakty phir aagey kia baat ki jaey Ya Mohammada bhai kia ap sirif Quraan Pak or Hadees Paak sey humari baat ka jawab dey sakty hian? hum is topic per ap sey ziada baat to nahi kary gey mager kia aap sirif humarey chand sawal ka jawab dey dain gey ? hum Mashoor Hadees Pak attached ker rahy hain ap sirif itna batadain k kia ye Ahadees Pak Sahi hain ? ager Sahi Hadees Hain to pls Mukhtasir si tashreeh farmadain gey ? Nasir Noman اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 Janab Nasir Nauman sahib Hamara aqeeda hagiz nahi k Koi musalmaan Shirk nahi kar sakta hai, aur na is baat pe ikhtilaf hai, Albata Hamara Aqeeda hai k Ummat ki Aksareeyat shirk me Giraftar nahi ho sakti jaisa k Aaap ka yee aQeeda nai. Aap hazrat shirk shirk ka naara lagatey ho App ye to bata den k Shir ki kya tareef hai aur kisi amal ke bare me kia standard hai ke koi shirk kar raha hai? umeed hai aap sawal ka jawab den ge! kuch ayat pesh hain waseeley ke hawaley se:- وَمَا أَرْسَلْنَا مِن رَّسُولٍ إِلاَّ لِيُطَاعَ بِإِذْنِ اللّهِ وَلَوْ أَنَّهُمْ إِذ ظَّلَمُواْ أَنفُسَهُمْ جَآؤُوكَ فَاسْتَغْفَرُواْ اللّهَ وَاسْتَغْفَرَ لَهُمُ الرَّسُولُ لَوَجَدُواْ اللّهَ تَوَّابًا رَّحِيمًا (۶۴) اور ہم نے کوئی رسول نہ بھیجا مگر اس لئے کہ الله کے حکم سے اس کی اطاعت کی جائے (ف۱۷۵) اور اگر جب وہ اپنی جانوں پر ظلم کریں (ف۱۷۶) تو اے محبوب! تمہارے حضور حاضر ہوں اور پھر الله سے معافی چاہیں اور رسول ان کی شفاعت فرمائے تو ضرور الله کو بہت توبہ قبول کرنے والا مہربان پائیں(ف۱۷۷) And We did not send any Messenger, but that he should be obeyed by Allah’s will. And if when they do injustice unto their souls, then O Beloved! they should come to you and then beg forgiveness of Allah And the Messenger should intercede for them, then surely, they would Find Allah Most Relenting, Merciful. يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُواْ اتَّقُواْ اللّهَ وَابْتَغُواْ إِلَيهِ الْوَسِيلَةَ وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ (۳۵) اے ایمان والو! الله سے ڈرو اور اس کی طرف وسیلہ ڈھونڈو (ف۶۶) اور اس کی راہ میں جہاد کرو اس امید پر کہ فلاح پاؤ، O believers! fear Allah and seek the means of approach to Him and strive in His way, haply you may get prosperity. وَلَمَّا جَاءهُمْ كِتَابٌ مِّنْ عِندِ اللّهِ مُصَدِّقٌ لِّمَا مَعَهُمْ وَكَانُواْ مِن قَبْلُ يَسْتَفْتِحُونَ عَلَى الَّذِينَ كَفَرُواْ فَلَمَّا جَاءهُم مَّا عَرَفُواْ كَفَرُواْ بِهِ فَلَعْنَةُ اللَّه عَلَى الْكَافِرِينَ اور جب ان کے پاس اللہ کی وہ کتاب (قرآن) آئی جو ان کے ساتھ والی کتاب (توریت) کی تصدیق فرماتی ہے اور اس سے پہلے وہ اسی نبی کے وسیلہ سے کافروں پر فتح مانگتے تھے تو جب تشریف لایا انکے پاس وہ جانا پہچانا اس سے منکر ہو بیٹھے تو اللہ کی لعنت منکروں پر And when there came to them that Book (Quran) of Allah, which confirms the Book(Taurat) with them, and before that they were signed for victory over the infidels by means of the same Prophet. Then, when came to them that known and recognized one, they rejected him. So Allah's curse on those who reject. خُذْ مِنْ أَمْوَالِهِمْ صَدَقَةً تُطَهِّرُهُمْ وَتُزَكِّيهِم بِهَا وَصَلِّ عَلَيْهِمْ إِنَّ صَلاَتَكَ سَكَنٌ لَّهُمْ وَاللّهُ سَمِيعٌ عَلِيمٌ (۱۰۳) اے محبوب! ان کے مال میں سے زکوٰة تحصیل کرو جس سے تم انھیں ستھرا اور پاکیزہ کردو اور ان کے حق میں دعائے خیر کرو (ف۲۳۸) بیشک تمہاری دعا ان کے دلوں کا چین ہے، اور الله سنتا جانتا ہے، O beloved Prophet! realize the poor-due (Zakat) out of their wealth, to purify them and cleanse them therewith and pray good for them. No doubt, your prayer is solace for their hearts. And Allah hears knows. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nasir Noman مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Assalam-o-Alikum, apka behad shukria k ap ney tasleem kia k Muslman bhi shirk karsakta hai issi forum main ek topic hai shirik ki haqiqat Mufti Asif Abdullah Qadri sb ka us main ek Hadees ka hawala tha k Hazoor Sallaho Alihey Wassalam ka farman hai k mujhey ye dar nahi k meri ummat shirik main giriftar hojaey gi(is Hadees Pak sey barailvi aqeedey k log is Hadees Pak sey matlab leytey hian k ye Ummat shirk ker hi nahi sakti) ap ko bohat shukria k ap us ki bhi tashreeh farmadain or rahi baat k shirk kia hai is k liyain apko intezar karna pary ga Insha Allah thora waqat chahiey phir ap sey baat kaery gey اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Janab Nasir Nouman sb ap ne shayad ghor nai kia k me ne apni post me is baat ki tasreeh kar di thi ke Ummat Ijtimai tor par ab Hazoor S.A.W ke farman ke mutabiq SHIRK me griftar nai ho sakti. Agar Apne Bukahri ki Hadees Shareef Mulahiza kar li hai to umeed hai k ap ikhtl=ilaf ki sorat me Hadees se hi rad Farmayen ge. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) Shirik ki haqeeqat Quran aur Hadees ki roshni main. Edited 25 نومبر 2008 by Ya Mohammadah Image Removed due to Email Adrs. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Arey Bhaiaap to shirk ki muzammat byyan karne lage jab ke main ne shirk asan si defination mangi hai agar aap us main Quran o Hadees ka hawala na bhi den ge to chale ga. me janana chahta hun ke wo kya standard hai jis ko dekh kar aap kisi chez ko shirk keh sakte hain. Aap aik jamey si shirk ki taareef likh den. misal ke tor par kisi me agar koi dor se sun sakne ki taqat ka aqeeda rakhta hai to:- 1- Agar ye shir hai to kiyun hai. 2- Agar ye shirk hai to kiyun nahi hai. Umeed hai aap meri baat ko samajh gae hon ge اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 (ترمیم شدہ) Jo Allah ki khoobiyaan hain woh kisi aur cheez,banday,kisi qabar waalay,kisi zinda banday yaa kisi b cheez main daal di jain to aisaa kernaa shirk hai. Edited 19 نومبر 2008 by TOUHEEDI اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Touheedi Sb kya aap nain Quran parha hay???? Quran main hay ke Allah Rehman b hay Raheem b hay.Aur yeh bat Quran main b hay ke Huzoor Akram Sal Allah o Alaih e Wasalam Remat al Lil Aalimeen hain.Kya tumharay mutabiq yeh b shirk hay?Naoz o Billah Quran main aisy aur buhat se aayat hain jis main jo Lafz Allah Aza Wajal nain apnay lia bayan farmaya hay wo he laqab Huzoor e Akram Sal Allah o Alaih e Wasalam k lia b. O yar tum logon ke aqloon par kia parday paray huay hain??????Kuch post karnay say pehlay kuch tu soch lia karo.Kuch daikh lia karo........... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
TOUHEEDI مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Akloon per parday humaray nahi aap k paday hoa hain......Main start say lay ker ab tak keh raha hoon k agar Allah tum ko mushkal main daal day to koi b tum ko is say bahar nahi nikaal saktaa.....agar Allah tum ko tabaah kernaa chahay to koi b tum ko is say nahi bachaa saktaa.......Main nay sirf itna hi kaha hai k Allah k siwaa naa koi dua suntaa hai aur naa koi ghaibi madad ker sakta hai...Tum sab k gunaah mouaaf kernay ki kudarat kon rakhtaa hai Allah yaa koi aur hai jo tumahaaray gunnah mouaaf kertaa hai.Itnay quraan k hawaalay paish kia laikin aap per kuch asar hi nahi ....Aakher tum logoon ko kia ho gia hai....Maira iraadaa koi bahas kernay kaa nahi hai...Main to yeh chahtaa hoon k shaid Allah kisi tarah aap ko akal day........Allah nay baar baar Quran main kaha hai k mairay ilaawaa koi maabood nahi main hi tumaahaari duaoon ko suntaa hoon aur main hi un ko kabool kertaa hoon...Mairay khiyaal main is baaray main kisi ko shak nahi honaa chahiya. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 Lo g sun lo bat.Main nain question kuch aur kia aur jawab kuch aur.Behas tum nain kya karni hay koi proof b lao ain vain e time pass kar raha ho jaisa ke tum logon ke aadat hay.Main nain shirk ka kaha hay aur tunm jawab kuch aur day raha ho....Chalo is k baad b agar tumhain koi confusion hay tu after this I will have a question to you about shirk. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔