Jump to content

Ghair Ullah Sey Madad [Part 1]

Attari26

تجویز کردہ جواب

(ja) buhut achi post hai...

Sir soe roza jhuka phir tujh ko kiya

Dil tha sajid, najdiya phir tujh ko kiya

Bethtey uthtey madad key wasitey

Ya Rasool Allah (saw) kaha phir tujh ko kiya

Najdi marta hai key kiyon tazeem ki

Yeh hamara deen tha phir tujh ko kiya

Teri dozakh sey tu kuch cheena nhin

Khuld mein pohncha RAZA phir tujh ko kiya

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(ja) Talib e Madina, nice post...

Tamam memberan sey guzairsh hai key image BMP format mein ho tu us ko JPG ya GIF mein convert ker key forum per post kerein. is sey aik tu size buhut kam hoti hai.. jo key users key liye aasani ho jati hai. dosra image show ho jata hai.. jab key bmp format mein downloadable ho jata hai.. converting ka tareqa buhut asan hai. paint mein open ker lya kerain aur phir save as kerein.. save as box mein save type as mein JPG ko select ker lein aur save ker dein. ya net per buhut sey image converter bhi mojod hain. acdsee ko bhi use ker saktey hain.. tareqa same hai..

Link to comment
Share on other sites

(ma) ...nice effort.....ager ap bapa jaan ki zaban e mubarak sey sunna chahein tu yahan cick ferma ker....REAL PLAYER ......ki madad sey yeh bayan sun saktey hein......pehley bapa jaan ka qalam dekha oper ab dahan bi dekh lein.....

(azw)(sa) ...

http://www.dawateislami.net/media/detail.aspx?clpid=clp-1360

Allahumma matti'eni bis'samee wal basar...ameen...Allah Azzawajal karey k hamarey kaan aor ankhein dil damagh sab attentions methey murshid ki taraf lagi rahein ameen

wasalm.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
  • 4 weeks later...

(salam)

(ja) Brother, buhat achee information share kee hay aap ne.

Wahaabiyaa Najdiyaa aksar bhole bhaale musalimanon ko bahikane k liye Quran Shareef kee kuch aisee aayaten parh kar sunaate hen jo haqeeqat men Kuffar-e-Makka ke liyee naazil huee theen, lakin wahaabiya Musalimanon par chchuspan karte hein. Wo aayaten ye hain:

post-832-1184014906.gif

Link to comment
Share on other sites

  • 10 months later...

(salam)

Attari bhai aap ki khidmat main mujhay aik arz ker ni thi omeed ker ta hoon k aap pora ker dain gain masla yeh hay mery bhai k main Islami Mehfil main Post nahi ker pa raha hoon, laikin kissi post ka reply ho jata hay main chah ta hoon k apni post karon kia aap mujhay samjha dain gain k main kahan say or kiss option say post ker sakta hoon

or dosri baat yeh k Molana Arshad-ul-Qadri nay Deo-Bandiyoon say mutaliq aik kitaab likhi thi "ZALZLA" aap bra-e-Madina mujhay yeh kitaab post ker dain ager aap k pass ho ya kissi bhi Islami Bhai k pass ho to aap ki bohat bohat meharbani ho gi

main aap k reply ka wait karoon ga

Sajid Ali (Mutlaashi)

fi-aman:

(wasalam)

Bhai Zaalzala Book app yahan par sakty hain.

http://www.nafseislam.com/en/Literature/Ur...ala/Zalzala.htm

And app ne jiss section mein koi Topic post karna hai uss section mein jain aur Right Side per NEW TOPIC ka option hoo ga uss per Click karain uss say app koi topic post kar sakty hain.

Allah hafiz

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...

(salam) bari khubsorti se jhoot bola ja raha he .ary methy bhayo .Ap log maded ko kis nazer se dekh rahien hien. eik banda ka accident ho jaye o kiya ap us ki maded nah karo gay eik banda kopessonki zaroert ho to app us ki maded nahi karo gay ager jang ho rahi ho to kiya bandy ap kimaded nahi kary gay. yeh hoti he din ki maded. ab rahi jo ab is duniya se perda fermagaye hien baat ho rahi he woh maded ki ap quran aur hadith se yeh sabit karo na ke jo duniyamenahi us se maded mangi jaskati he qurban jaoon jahalet per aur us ke baar mebes ke yeh reply per . jazakallah, mashallah etc.

jub jang ki halet me ho to dua karo YALLAH maded ferma na ke ghosy pak madded ferma . etc. us tiem yeh ammel shirk o biddet ban jata he. itni se bat samjhnahi ayee.

rahi bat zalzala wali book ki us ke reply me dhamaka sahay howa tha woh bhi perh letty to jawab mil jata

bari khoobsoorti se sawalo se bhaga ja raha hai...

raiwandiyo is ka jawab kyu nahin dete phir?

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...