Jump to content

info needed...


sultania chile

تجویز کردہ جواب

TAKBEER KARACHI SE SHAYA HOTA HAY,OR JAMAT ISLAMI WALON KA JAREEDA HAY ,YE SALAHUDDIN USI KA MUDEER THA

WASSALAM

4957[/snapback]

 

(ja)

 

Hamarey Admin Mohtram Shareef Raza bhayi ager online aagaye tu umeed hai unko is barey mein malomat hoon... ager mujhay mili tu post ker doun ga... aur shayed kisi aur member key pas mojod hoon tu.....

Link to comment
Share on other sites

  • 3 months later...

(salam)

Ye to kaafi purani baat hay:

Mujhy b thora kuchh ma'aloom hay:

Baat ye thee ke "Takdeer" k editor ne "Melad Shareef" ko ghaaliban yahoudiyon aur christians ka din qarar diya thaa. To Sunni-tehreek ne poori karachi men ye a'ilaan kiya thaa ke "Aa'inda jo ko'ee b ye jareeda khareed kary ga, ya bechy ga wo apni haalat ka zimedar khud hogga." Ya to Editor hum se mu'aafi m,aangy, ya phir ye jareeda chhapina band kardy.

To is par us ne mu'aafi maangi thee, aur ghaaliban ye 1995 ya 1996 ki baat hay. Mazeed itna ke Is Jareede ne "MQM" ke baary men b buhat kuchh likha tha, lakin wo b is ka kuchh nahin bigaar saky thy. Ye kaam agar kiya to Shaheed-e-Ahl-e-Sunnat Alaih Rehmat ne. Phir us k ba'ad Shaheed Abbass Bhai Qadiri Alaih Rehmat ne b buhat kaam kiya thaa. Aur aaj kal poory Pakistan (Bilkhusous) Karachi ke andar agar koee Wahabi (Deobandi) wagherah jab koee gustakhi karta hay to us ko munh tor jawaab diya jaata hay. To ye sab kuchh Shaheed-e-Ahl-e-Sunnat Alaih Rehmat k ahsanat hain hum par. Warna ST k baniny se pahily bechary sunni sirf sunty hee thy, Hamari buhat saari masjidon par Ahl-e-Hadith ne qabza kiya (Late 70's aur 80's men) us waqt kuchh nahin kar paaye thy. Lakin aaj agar ko'ee aisaa karta hay to us waqt hee un se lar wo majid waapas lee jaati hay. Aur Kaafi aisee masaajid ke jin par Ahl-e-Hadith walon ne (80's) men qabza kiya tha wo b waapas lee jaa chuki hain, jin ka record Markaz-e-Ahl-e-Sunnat par mojoud hay.

 

W'ssalam.

Edited by Mudasir Yaseen
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...