hanafi-hanafi مراسلہ: 28 ستمبر 2011 Report Share مراسلہ: 28 ستمبر 2011 (ترمیم شدہ) As'salamu alaikum, Dr Tahir kay khilaaf fatway per Minhajians nay believers ki tareef bayan ki hai jis kay mutabiq Christians aur Jews bhi believers hain. Is tarha Qadiyani bhi Minhajians kay believers wali category may aajaatay hain. Kiyoun kay aqida ki bina per Qadiyani Christains aur jews say kuch behtar hain kay Rasool Allah ki nabuwwat aur risalat ko to maantay hain jab kay yahood aur Nassara is kay munkar hain? Aqida per ek nazar: Yahood: -Sayedna Uzair ko khuda ka beta maantay hai -Tawrait kay haamil magar is kay muharrif bhi -Nabi Paak () ki nabuwwat kay munkar -Quran kay munkar Nassara: -Sayedna Eisa ko khuda ka beta maantay hai -Injeel kay haamil magar is kay muharrif bhi -Nabi Paak () ki nabuwwat kay munkar -Quran kay munkar Qadiyani: -Sayedna Uzair Ya Sayedna Eisa ko khuda ka beta nahi maantay hai -Nabi Paak (saws) ki nabuwwat ka Iqrar -Quran ka Iqrar -Mirza Qadiyani ko Nabi, Mahdi Aur Masih mantay hain Agar Ilhami or Ghair Ilhami ki tareef per inhisaar karain to Qadiyani Yahoo aur Nassara say kuch behtar lagtay Hain (?) Munkir-e-Khatm -e- Nabuwwat to Munkir Nabi-e- Islam say thoda behtar darjay may nazar aataa hai. Is kay alawa Minhajians nay jo Shaikh Sialwi kay fatway ka jawab diya hai is may Saara zoar Yahood aur Nassara ki aurton kay ooper hai. Agar is per israar karain to agla Christams sirf Christian aurton kay saath hi manaya jayega kiyoun kay Munkahat ki daleel ki bina per unki aurtay mard hazraat say thoda ziyada believers ho jaati hain To hamain hairat na honi chahiye agar kuch din baad hum daikhain kay Dr. Tahir Qadiyanis kay saath koi Jashan mana rahay hain. Edited 28 ستمبر 2011 by hanafi-hanafi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kaamran مراسلہ: 30 ستمبر 2011 Report Share مراسلہ: 30 ستمبر 2011 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔