shahzad6058811 مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 jo jo bhee aitraaz kie ay gay hain aur kaha gia k TAHREEF ke gaee hay to in aitraaz ka jawab laazmi dain . taa k bad gumaaniaan door hoon. thanks اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haq3909 مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 jnb ya koch Masalen hean baki aap Link mean ja k cheak ker lean 1.2.jpg 1.jpg 2.1.jpg 2.jpg 3.1.jpg 3.jpg 4.1.jpg 4.jpg 5.1.jpg 5.jpg اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haq3909 مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 (ترمیم شدہ) Tahreefay karnay kee kya waja? Edited 23 مارچ 2014 by Haq3909 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
RazaviTiger مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 na haq420 shb iterz karne sa phle froum koserch kar lo tumhri sub batyoun ka jawab mojood ha...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AbuAhmad مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 Tahreefay karnay kee kya waja? Mughal Bhai ny jo post ke hay woh tu perh lo. pehlay addition mei jo issue tha woh new addition mai theek kar dya ga hay.Jis ka saboot scan ke sorat mai Mughal bahi ny post kar deya hy اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 Tahreefay karnay kee kya waja? janb ab aap usi wahbi ki tahra paintara badal rahy hean jo pahly bi forum per a ker is kisam ki bahs ker chuka ha ya link dajen or ya Safhat gooor say parhean [attachment=66905:1.gif] [attachment=66907:post-4-12808024390615.gif] [attachment=66906:3.gif] اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haq3909 مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 janb ab aap usi wahbi ki tahra paintara badal rahy hean jo pahly bi forum per a ker is kisam ki bahs ker chuka ha ya link dajen or ya Safhat gooor say parhean 1.gif post-4-12808024390615.gif 3.gif Salam, Mujhay aik cheez samjh nahi ati.Tahreef sirf unhi ibaraat may kyon huwi jo mutanazay thee?AUr please yay Wahabi kay lafz say guraiz karay.Wasallam. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 Haq bhai ap waqaye zehni toor pe iss topic pe behas karna chahty hein ya just SAJID KHAN DEOBANDI jaisy kisi jahil ka koi article per kr yeh sb keh rahy hein ? agr ap waqaye zehni toor per ready hein tu baat saboot k sath kijiye kyon ki ap ki reply 1 line ki hoti hy aur baat k andar saboot name ki koi cheez hoti nhe اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 Salam, Mujhay aik cheez samjh nahi ati.Tahreef sirf unhi ibaraat may kyon huwi jo mutanazay thee?AUr please yay Wahabi kay lafz say guraiz karay.Wasallam. janb Malfozat chapay bahir likha tha k TAkhreaj shuda hean ........... or ku wo Ebarat shamil ni ki in safhat ko parh lean ko k aap ny link tow parha ni shaiyad smjh ajay app 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haq3909 مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 janb Malfozat chapay bahir likha tha k TAkhreaj shuda hean ........... or ku wo Ebarat shamil ni ki in safhat ko parh lean ko k aap ny link tow parha ni shaiyad smjh ajay app 1.jpg 2.jpg Acha bhai aap agar woh Ibartaay nikal day to issay "behso say ijtinaab kehtay hay" aur agar Hum apnay akabireen ki ibartaay nikaltay to yakeenan hamay gustakh/kafir kaha jata. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 23 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 23 مارچ 2014 Acha bhai aap agar woh Ibartaay nikal day to issay "behso say ijtinaab kehtay hay" aur agar Hum apnay akabireen ki ibartaay nikaltay to yakeenan hamay gustakh/kafir kaha jata. Janab aap ko kitab say gustakhiyan nikalana per Kafir nahin kaha jahay ga balkay agar aap in ibaratoon ko Islami aur in kay likhnoon waloon ko musalman manneh gay toh zeroor aap Kafiroon meh shamil hen. Musalman honay kay leyeh kam say kam aap ko in ibaraat ka kuffria manna zeroori heh. Kamil iman ussee ka heh joh in ibarat kay likhnay waloon ko aur ibaraat ko ghair islami jannay aur ibarat ko kufria aur likhnay waloon ko Kafir. Jis ko Islam pasand heh us nay musalmanoon wala nazria rakhna heh aur jis ko Kufr us nay Kafiroon wala, Allah ka shukr heh kay ham Sunni Musalman hen aur aap ko be Musalmanoon meh honay kee niyat kerni chahyeh. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Junoon26 مراسلہ: 24 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2014 Acha bhai aap agar woh Ibartaay nikal day to issay "behso say ijtinaab kehtay hay" aur agar Hum apnay akabireen ki ibartaay nikaltay to yakeenan hamay gustakh/kafir kaha jata. janab Srf edition me dakhil nahi ki gaye iska ye matleb nahi k inkar kia gia he un ibarto ka...or dawat e islami ne pehley hi likh dia k isme me sehl o takhreej se kam lia gia he...or asli kiteb bhi maktab me mojood he ap isko dhoka kis terha keh saktey hen..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 24 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2014 chalo itna to pata chala tum deobandi ho... nikaal de rakhi hi kaha hai aaj kal o kitaabe milti hai???? agr milti b hogi to wo tehreefo se bhari padi hogi(e.g. ashadul azaab) al muhannad padho dekho apne mu apne akabiro ko kafir qaraar de diya hai ab tum wo ibarate nikaal b to kufr nahi hatega... jin ibarato ko nikala gaya malfooz se uski muafi magi gayi kyaa malfooz ki ibarate kufriya thi???? kyaakabireen ki kitaab se wo ibarate nikaalne se wo musalmaan bagair toba k hojayege???? margaye mardood na fatiha na durood اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 24 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2014 Acha bhai aap agar woh Ibartaay nikal day to issay "behso say ijtinaab kehtay hay" aur agar Hum apnay akabireen ki ibartaay nikaltay to yakeenan hamay gustakh/kafir kaha jata. jnb Behso say ijtnab ka matlab to aap ko pata chal gaya .mager is ka matlb ya ni k hum un ebartow ko tasleem ni kerty etc . balky aap ny dahka k bad mean un ebartow ko zaroori tashreh k sath dobara shamil ker dia ha.......... Humary ulma ny aap k Akbren ki Ebartow par Fatway diay ku wo kufria the ager aap un ko sahi manen gean tow aap per bi wo hi fatwa lagay ga.......... chahy book mean ho ya na ho.........baki tehreef kisy kahty hean is kitab ka mutalaya karen http://www.scribd.com/doc/120933033/Tehreefat-Deobandi-Wahabi-Ulma-ke-Munafqat" style="text-decoration: underline;" >Tehreefat-Deobandi/Wahabi Ulma ke Munafqat by http://www.scribd.com/RazaKhaniMazhab" style="text-decoration: underline;" >RazaKhaniMazhab Haq Sahib ki taraf say is thread mean topic ko chor ker or kisi topic per guftagu start ker di gai the tow is topic ko Lock ker k un ka thread elhda ker dia gaya ha اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
عرفان احمد مراسلہ: 25 مارچ 2016 Report Share مراسلہ: 25 مارچ 2016 Makatba Tul Madina Ne Jo Ibarat Malfozat e Aala Hazrat Se Kisi Maslehat Se Nikali Thi Woh New Addition Main Daal Di Hen کیا یہ نسخہ مل سکتا ہے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
عرفان احمد مراسلہ: 25 مارچ 2016 Report Share مراسلہ: 25 مارچ 2016 دعوت اسلامی کی سائٹ سے مل گیا ہے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔