Jump to content

Eisal e Sawab ki Appeal........for.....


Faizan e Attar@Madani Inaamat

تجویز کردہ جواب

(bis) Assalato wassalamo ALika YA RAsoolAllah..... (salam) wa Rahmatullah all brothers and sisters.......a mother-in-law of an islamic sister, has died in last days........the islamic sister has requested for more and more eisal e sawab for her mother in law........Alhamdulillah Azzawajal her mother in law died in a very sweet madani envirement.....while going to hospital......in the taxi ....the islamic brother ..nigran of taweezat e Attaria ..was also in the taxi...and he was saying loudly...Ya RAsoolAllah madad....ya HabibAllah Madad....and .....all the persons in taxi were reciting durood o salam......on the way.......she died in such a sweet way....that no one can felt that she is not alive now.....may Allah Azzawajal grant her maghfirat.ameen

So my sweet sisters and brothers....for sweet madina....grant ur Eisal e Sawab.....such as.....

QURAN E PAK

Different Surah

Durood Shareef

Madani Qafloon main safar ka sawab

Madani Inamat (Fikre MAdina ) ka sawab

Kalimah Tayyibah

Ummer bhar ki naikiyyoon ka sawab

others.............

wo islami bhai ju 12 madani Qafloon main safer ker chukey hein wo.......Qafloon main safar ka sawab aor sath sath umer bhar ki naikoon ka sawab zaror zaror ata fermaein......pir tu insha ALlah Azzawajal beira hi paar hu jaiy ga....kion k

 

APNI SARI NEIKIYAAN ATTAR NEY KI USS K NAAM

12 MADANI QAFLOON MAIN KER LEY JU KOEE SAFAR.

 

aik aor islamic sis ki mother foot hu gayee hein ...baray Madina eisal e sawab main un ko bi aor sab muslims ko bi shamil ker lijyee.......

waiting for Eisal e Sawab from u........

wasalam.

Link to comment
Share on other sites

Walaikum Salam,

(sa) ... Khush qismat hain... Allah (azw) ki un per Rahmat hoo aur un key sadqey hamari maghfirat hoo.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen (saw)

 

Sag-e-Attar ka naam-e-aamal nekiyon sey khaali hai... aur afsos key her amal fasaad ka shikaar hai... per phir bhi in jesey naik bandoun key sadqey Allah (azw) karam ker dey tu gunahon ko nekiyon mein bhi tabdeel ker sakta hai.... ger karam ho jaye tu woh tamam main marhomeen ko esaal kerta hoon.... Allah ta'ala in ki qaboor per karoroun rahmtain nazil fermaye.. aur inhein qabr-o-hashr ki manazil mein murshid-e-pak key sadqey aasani fermaye... aur inko aur hum sub ko bey hisaab bakhsh dey.. aur Jannat-ul-Firdous mein apney MADANI HABEEB (saw) ka Peroos Meethay Murhisidi Attar key sath Naseeb fermaye.. Aameen Bajahin Nabiyil Aameen (saw)

 

Sadqa Pyarey Ki Haya Ka Key Na Ley Mujh Sey Hisaab

Bakhsh Bey Pochey Lajaye Ko Lajaana Kiya Hai

 

Aameen Bajahin Nabiyil Aameen (saw)

 

Wasalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

Madinah Yhoon To Saray Ebadatain Kartay Hain But Kisi Ko Is Bat Ka Yaqeen Nahin Hota K Wo Qabool Hoi Ya Nahin

But Har Sunni Ki EK Ebadat Aasi Hai Jis K Kabool Honey Ka Takreeban Har Sunni Ko Yaqeen Hota Hai Wo Hai Durood Shreef

Madinah Main Ney Aaj Tak Jitni Martaba B Durood Shareef Parha Hai Main Us Ka Tammam Sawab Marhooma(R.A) Ko Esal Karta Hoon

Aor Meri Ammi Ki Taraf Say B

Total Takreeban Hai Koi

10 lakh say ziyada hai

Allah Ki Un Par rehmat Ho Aor Un Kay Sadqay Humari Magfirat.

Link to comment
Share on other sites

(salam) Allah (azw) unki maghfirat fermaye.. aameen

kuch din pehlay aik 22/23 saala jawan islami bhayi accident mein is dar-e-faani sey koch ker gaye hain... baraye madinah us ko bhi esal e sawab mein shamil ker lein...

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...