Jump to content

request


Umm-e-Anwaar Raza

تجویز کردہ جواب

(salam) brothers & sisters

hamain yahan qasida e ghousia likha hoa chahiye net se mujhay aik site se mila hay but wo roman main hay to usay parhnay main qawaid ki ghalation ka imkan hay ,Baraye Madeena koi ager arabic main hi scan ker k lagaday hamain ashad zaroorat hay.

ALLAH (azw) apnay habib e kareem alaihissalato wattasleem k sadaqay main ap sab per apna khusoosi karam farmaye aameeeeeeen

wassalam ma al ikram

Edited by iman
Link to comment
Share on other sites

Link to comment
Share on other sites

walaikumussalam

is topic per allama arshadul qadri sahib rahmatullahi ta ala alaih ki is kitab ka mutal aa bhi mufeed hoga"

dawat e insaf

or allama kokab noorani sahib madda zillu hul aali ki is tasneef ko bhi read karen:

deoband se bareli

wassalam

Link to comment
Share on other sites

janab allama kaukab norani sahib ki kitab "haqeeqat" koi post kar sakhta hay ? ya koi link hoo ? jis pe free hoo ?plz reply

 

(salam)

sorry.. woh kitaab haqeeqat nhin... HAQAIQ key naam sey hai.. aur HAQAIQ-E-DAR-UL-ULOOM DEOBAND yeh dosri kitaab hai... woh sirf haqaiq key naam sey hai.. ghair muqalideen ki taraf sey printed aik pamphlet key rad mein allamah kaukab norani sahib ney likhi thi.. us kitab mein ghair muqalideen ki khoob chamdi udhedi hai kaukab norani sahib ney unki apni kitabon sey...

 

kia ye kitab unhoon nay dyo bandyon k baray main likhi hai ya ................ plz tell me if u know .............

4908[/snapback]

 

jee yeh deobandiyon key barey mein books hain... jin mein un key haqaiq bayan kiye gaye hain..

 

......... sey aapka kiya matlab hai?

Link to comment
Share on other sites

(bis) ....Assalato wassalamo Alika YA RAsoolALlah....Qassedah Ghousia ki request per nazar pari...tu yaad aya k ...yeh tu dawat-e-islami ki web per hey........madani phool ....main search kerney sey mil jata hey......ager chayee hu tu .....attach ker ney ki try ki hey.......

wasalam ..

Muhtaj e Dua e Maghfirat.

29.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...