Sage.Akhtar مراسلہ: 6 ستمبر 2011 Report Share مراسلہ: 6 ستمبر 2011 maine net per kahin aisa likha hua padha, main ye janna chata hoon ke aisa kehna sahi hai ya nahi. plz jawab tafseel se dijeyega. Hazart mansoor na jo nara -e haq lagaya woh bulkul sahe hai kyun ianal haq ki awaz allah ki thi or zahir hazat ke jism say hue hamre hazat ne farmaya hai ka yeh ahle batin jante hai ki mansoor haq par tha kisi ne mansoor se pucha ke apna to nara lagaya An'nal haq ka aur phir nawafil phad rahe hai to allah ko to ibadat ki zarorat nahi hai ? to hazat ne jawb diya wo zaat har jageh har roop main ja kar mazy le sakte hai to nawafil mian kyoun na le hamare peer sahab naa farmay jub hazrat musa ko tree sa awaz aa sakti hai main allah ho to marde momin say kyun nahi . hazart mansoor khate hai, An'nal haq main nahi khata mera mehbob kehta hai to kya mian apne mehbob ki baat na kahun kamil murshid ki shubat kamil bante hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
NoorieQadri مراسلہ: 13 ستمبر 2011 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2011 (ترمیم شدہ) Pls use RadiAllahu Anhu or Rehmatullah Alaih after Awliya Allah' Names Edited 13 ستمبر 2011 by NoorieQadri اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔