Jump to content

Deo Gandion Ki Gustakhana Books


sweetload

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Meri tamam islami bhaiyon sey request hey key Deogandyon ney jo gustakhyan apni books main ki hain, kya wo tamam books kisi deogandi site per without edited original gustakhi k saath mojood hain? Agar hain to please us ka link bata dain.

 

Ya kisi bhai k pas original books mojood hain? kya main usey physically dekh sakta hoon? Asal main aik dost ko ye sab original dekhna hey key reall main un logon ney aisi kufria ibarat books main likhi theen. Taa key wo sahi maslak per aa sakey.

 

Please help me in this matter. I will be thankful to you.

 

(ja)

(ah)

 

Muhammed Anwar

Link to comment
Share on other sites

Some Books from http://www.noorenabi.net/book/aqaid-section/deoband-kufriyaat-in-books/15/

posterone.jpg

Poster One

Pages: 1

Volumes: 1 postertwo.jpg

Poster Two

Pages: 1

Volumes: 1 alimdaad.jpg

Al-Imdaad

Pages: 4

Volumes: 1 arwahesalasa.jpg

Arwah-e-Salasa

Pages: 98

Volumes: 1 denidawat.jpg

Deeni Dawat

Pages: 7

Volumes: 1 merciya.jpg

Merciya

Pages: 24

Volumes: 1 taqindian.jpg

Taqvit-ul-Emaan

Pages: 52

Volumes: 1 taqpakistani.jpg

Taqvit-ul-Emaan

Pages: 61

Volumes: 1 tazkjild1.jpg

Tazkira-tul-Rasheed

Pages: 34

Volumes: 2 tazjild2.jpg

Tazkira-tul-Rasheed

Pages: 68

Volumes: 2 Intersting-Picture.jpg

Faysla Kejiye A Team Work By Khadiman-e-Ahlesunnat

Pages: 127

Volumes: 1 modoodihaqaiq.jpg

Modoodi Haqaiq

Pages: 81

Volumes: 1 Tablegijamat.jpg

Zalzala

Pages: 204

Volumes: 1 hifzulemaan.jpg

Hifz-ul-Emaan

Pages: 2

Volumes: 1

Edited by SunniDefender
ad books library link
Link to comment
Share on other sites

اگر آپ کو کسی دیوبندی کی کسی خاص عبارت کا سکین پیج چاہئے ہو تو بتا دیں

 

اور میرے سگنیچر میں موجود ویب سائٹ دیوبندی مزہب پر بنائی گئی ہے آپ وہاں سے بھی دیوبندی عقائد کا مطالعہ کر سکتے ہیں

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Janab Sunni Defender Bhai, (ja),

 

Aap ki bohot mehrbani keh aap ney itna waqt diya aur reply kya. Magar merey bhai main shayad apney sawal main apni bat sahi samjha nahi saka. Hamari sunni barailviyon ki websites k links to merey pas bhi hain magar meri demand ya request merey sawal main ye thi keh Un khabees logon ki website sey hi wo kufria aqaaid wali books chahiyen yani merey dost ka kehna hey keh sunni sites per jo deogandiyon ki books hain wo website owners ney edited ki hain (ye ilzam hey ) magar wo yehi kehta hey keh ya to deogandiyon ki websites sey wo kufria aqaaid dikhao ya real books dikhao.

 

I think ab aap meri request samajh gaey hongey, Agar ho sakey to koi link un kii website ka ya original books kisi bhai k pas hon to main thori dair sirf dekh ker wapis ker doon ga...........

(ja)

fi-aman:

Muhammed Anwar

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Janab Sunni Defender Bhai, (ja),

 

yani merey dost ka kehna hey keh sunni sites per jo deogandiyon ki books hain wo website owners ney edited ki hain (ye ilzam hey ) magar wo yehi kehta hey keh ya to deogandiyon ki websites sey wo kufria aqaaid dikhao ya real books dikhao.

 

(ja)

fi-aman:

Muhammed Anwar

 

Bhai ap aik kam karain apnaey dost se pehlay aik asooli baat taey kar lain.

 

Os se pochain jo deobandi books ky scan tumhay deay hain (jin ko tum tehreef shuda mantay ho) wo gustakhana hain ya nahi??

 

Agar Sunnio ny koe tehreef ke ho ge tu ham mujrim.

 

Ye bhut sada sa hal hay ...agar wo gustakhi maan jaey tu app kisi Sunni madrasay mei jaa kar asal books daikh saktay hain

Link to comment
Share on other sites

salam.gif

سویت لوڈ صاحب۔ بہت مشکل ہہ کہ آپ کو وہ کتابیں کسی دیو بندی ویب سائٹ پر مل سکے۔ آپ اپنے

دوست سے کہیں کہ اگر ان کی کتابیں ایڈت کی گئ ہوتی تو دیو کے بندی یوں تکیہ نہ کرتے بلکہ ابھی تک ایک ہنگامہ مچا چکے ہوتے۔۔

Edited by Mustafaye
Link to comment
Share on other sites

Janab Usman Sahab aur Mustafaye Sahab Aap Ka bohot Shukria,

 

Asla main wo in ibarat ko gustakhana maan chuka hey, magar usey original books dekhni hain. Ab ye batain keh wo kin madrason main mil sakti hain aur kya itni aasani sey hum ja ker dekh saktey hain ? kyun key merey khayal main ye kafi qeemti books hain sab k liye.

 

Doosra ye keh aksar members scan pages lagatey hain gustakhi waley, to yaqeenan un k pas original books hongi? to kya wo thori der k liye dikha saktey hain?

 

 

ALLAH HAFIZ

Muhammed Anwar

Link to comment
Share on other sites

سویٹ صاحب آپ کس جگہ رہتے ہیں ؟

تا کہ آپ کو آپ کے نزدیک ترین بک لائبریری کا بتایا جا سکے

 

Janab Sunni Defender Sahab,

 

Main Karachi main Jama Cloth Market near Hazrat Alam Shah Bukhari R.A. ke mazaar k paas rehta hoon. Please ye bhi bata dejiye ga keh library ki timings kya hian aur kya wo un 8 ya 10 books ko dekhna allow kerain gay?

 

Thanks

 

ALLAH HAFIZ

Muhammed Anwar

Link to comment
Share on other sites

Janab Sunni Defender Sahab,

 

Main Karachi main Jama Cloth Market near Hazrat Alam Shah Bukhari R.A. ke mazaar k paas rehta hoon. Please ye bhi bata dejiye ga keh library ki timings kya hian aur kya wo un 8 ya 10 books ko dekhna allow kerain gay?

 

Thanks

 

ALLAH HAFIZ

Muhammed Anwar

 

 

Sweet Saab aap ko Message ker dia hy chek ker lain

Link to comment
Share on other sites

Sweet Saab aap ko Message ker dia hy chek ker lain

Janab Sunni Defender Sahab,

 

Thanks for the reply,

 

Bhai, Main facebook use nahi kerta aur na hi mujhey wahan per kisi ko message kerney ka tareeqa pata hey. Please koi asaan tareqa batain aur koi address dain ta key main wahan khud ja sakoon.

 

JAZAK ALLAH

 

Muhammed Anwar

Link to comment
Share on other sites

Janab Sunni Defender Sahab,

 

Thanks for the reply,

 

Bhai, Main facebook use nahi kerta aur na hi mujhey wahan per kisi ko message kerney ka tareeqa pata hey. Please koi asaan tareqa batain aur koi address dain ta key main wahan khud ja sakoon.

 

JAZAK ALLAH

 

Muhammed Anwar

 

 

Sweet Saab Phir thora wait kerin mai khud un sy contact ker k aap ko bta don ga

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...