Jump to content

muslim women


Umm-e-Anwaar Raza

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...

(sa)

Dear Sister... Waqi bohat bohat achi post hai..

 

Allah (azw) humain piyaare Habib-e-Karim (saw) ke sadqey main hamari Maa, Biwi, Behan, Baiti sab

se naik salook karney aur un ke saarey huqooq poorey poorey ada karney kee taufeeq ata farmaey..

 

Aamin..

Imtiaz Attari

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...
(sa) bohut achi post hai laikan aap yee bhi batain kay agur aap kay husband aap ko kisi ghalat kaam ki tarah kahain tu aap nahin sunain mein nay yee bhi suna hai yahan kay kuch murd apni biwion say ghalat kaam kurwana chahtay hain aur kur rahay hain tu aap un ko hardly naa bolain jo kaam islam kay against hon aap us ko naa bolain (ja)
Link to comment
Share on other sites

(salam)

sister sana im sorry

main ap ka sawal samajh nahi pai

kia ghalat kaam se murad ap ki khilaf e shara kaam hay?

ager shoher khilaf e shara kaam ka hukum de to beewi per us ki ita at wajib nahi

han mager hardly na bolen ye sahi hay ,ahista ahista zehan banain liakin is doran khayal rahay k us khilaf e shara hukum per amal nahi kerna yani ager shoher shariat k khilaf kisi kaam k kernay ka hukum dega beewi ko us ka kerna wajib nahi tareeqay se shoher ko samjhaya jasakta hay

wohi baat ajati hay sister

k jo shariat per amal kerna chahay Allah us k liye rahain nikal deta hay

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

sana sister plz read this post 4 ur question:

 

shoher ki ita at ka matlab

is thread main post#20 parhiye ga ap ko apnay question ka jawab mil jaye ga inshaAllah (azw)

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay main hamari sab behnon ko sahi manon mein shoher ki ita'at ka jazba ata farmaday or khilaf e shara kaam kernay se bachnay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

sister sana im sorry

main ap ka sawal samajh nahi pai

kia ghalat kaam se murad ap ki khilaf e shara kaam hay?

ager shoher khilaf e shara kaam ka hukum de to beewi per us ki ita at wajib nahi

han mager hardly na bolen ye sahi hay ,ahista ahista zehan banain liakin is doran khayal rahay k us khilaf e shara hukum per amal nahi kerna yani ager shoher shariat k khilaf kisi kaam k kernay ka hukum dega beewi ko us ka kerna wajib nahi tareeqay se shoher ko samjhaya jasakta hay

wohi baat ajati hay sister

k jo shariat per amal kerna chahay Allah us k liye rahain nikal deta hay

wassalam ma'al ikram

 

IMAN KUCH AISEE BATAIN HAIN JO HUSBAND KEHTAY AUR KURWATAY HAIN YAHAN USA AUR CANADA MEIN APNI BIWIHON SAY AAJ SAY NAHIN BOHUT SALON SAY MERAY YAHAN NAHIN BOLNA KA MATLAB YEE THA KAY JO KAAM SHARIYAT KI KHILAAF HO UN KO SISTERS NA BOLAIN AUR THEEK KAHA AAP NAY KAY AHISTA AHISTA KUR KAY UN KO SAMJAIN (IMAN YAHAN PUR MEIN NAY SIRF IS WAJAH SAY CLEAR FICATION KI HAI KAY KUCH SISTERS NEW MUSLIM HO YA KUCH HUSBAND KI HUR BAAT KO SAMJHAY KAY BAS HAAN BOLNA HAI YEE KISI BHI BAAT KO UN KI NAA NAHIN BOLNA IS LAEY MEIN NAY CLEAR KYA HAI )ALLAH PAK HUM SAB KO SHARIYAT PAY CHALNA KI TUFEEQ ATA FURMAEY AMEEN

Link to comment
Share on other sites

(salam)

sana aapi ap wo thread parhain na jis ka refference iman baji ne ooper diya

us main iman baji ne samjhaya hay k shoher k ita at ka matlab shariat mein kia hay

main bhi iman baji ki ye post parh ker ye samjhi thi k shoher ki her baat main itat kerni chahiye mager ab sahi samajh agaya

IM per reh ker main ne bohat seekha hay Alhamdulillah (azw):)

(ah)

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

IM per reh ker main ne bohat seekha hay Alhamdulillah

(sa)

(ma)

MEIN NAY SIRF IS WAJAH SAY CLEAR FICATION KI HAI KAY KUCH SISTERS NEW MUSLIM HO YA KUCH HUSBAND KI HUR BAAT KO SAMJHAY KAY BAS HAAN BOLNA HAI YEE KISI BHI BAAT KO UN KI NAA NAHIN BOLNA IS LAEY MEIN NAY CLEAR KYA HAI

ap ne acha kiya jo clear kiya sana sis! (ja)

infact article lagatay hoay meray zehan main nahi tha k is article se kisi ko misunderstanding bhi hosakti hay.

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadaqay mein ham sab ko ikhlas k sath yahan per deeni masail seekhnay sikhanay ki madani sa'adat ata farmaye aameeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...