Jump to content

Need Info About DR.ZAKIR?


Qadri

تجویز کردہ جواب

(salam)

Dr. Zakir naik wahabi ghair muqalid hai... aur deen mein ghair mujtahid key liye taqleed wajib hai... aur taqleed ka inkaar gumrahi hai...

iss key ilawah Dr. zakir naik key aqeeday sakht wahabiyon jesay hain... rasheed gangohi ki terha is ney bhi kaha hai key (muaz Allah) Allah ager chahey tu jhoot bool sakta hai.. (Naoz Billahu Min Zalik)

 

Asool hai key jis cheez sey bandah mutasir hota hai.. us ki aadat apna leta hai... aur us ki baat accept ker leta hai...

iss liye Ulema-e-Ahle Sunnat key ilawah kisi bhi bad mazhab aur gumrah aalim key bayanat nhin sun'ney chahyein.. aur ager koi yeh kahay key main apney aqeeday mein mazboot hoon aur tabdeel nhin ho sakta.. tu hadees-e-pak ka mafhoom hai.. key nafs jo baat qasam kha ker kahay tu samajh lu is sey bara jhoota koi nhin...

Link to comment
Share on other sites

Dead Link

4667[/snapback]

 

Post has been Edited... please check now....

 

P.S: topic moved to correct category..

Link to comment
Share on other sites

(salam) Ubaid bhai...

 

me apki post ki sab baton se ittefaq rakhta hu siwyae isky ki zakir naik ne kaha ho ki Allah can tell a lie...mene khud usky bayan suny hain usmy usny saaf saaf kaha hai ki ALLAH CANT TELL A LIE...ALLAH CAN DO ONLY GODLY THINGS....even mujtaba bahi ki post me bhi mujtaba bhai ne qoute kiya hai ki even Dr. Zakir Naik too beleive that Allah can't tell a lie ( in "wahabiyon ka khuda jhoot bol sakta hai " topic mein).

 

Agar aap Ke paas koi inofmration ho is matter par to plz share karein..

 

(ja)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Bro/Sis Iman ney bilkul sahi kaha hai... asal cheez us ka aqeedah sahi nhin.. aur yeh sabit hai..

 

baaqi is Kizb-e-Ealhi wali bat ka saboot meray pas mojod nhin... mager main ney yeh baat yanabi.com per aik discussion mein read ki thi.. key Dr. zakir naik ney apni speech mein kaha hai key ALLAH (azw) JHOOT BOLEY GA NHIN.. MAGER WOH QADIR HAI... (Noaz Billahu Min Zalik)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Zakir naik pakka wahabi hay

 

aur jahan tak baat hay uss kay Aqeeda Imkan e kizb ki tau uss ka yeh inkaar nahin kar sakta aur na hee uss par fatwa e kufr day skata hay kiun keh iss taraf unn ka BABA E WAHBIYYAT ISMAIL DEVILHI kaafir ho jata hay aur iss ki himmat koi bhi nahin karta wahabion main

 

chahay woh Muqallid Wahabi(deobundi) hau ya ghair muqallid wahabi(anti hadees)

 

aur wohInjeel barnabas kay hawalay tau daita hay laikin uss main RASOOL ALLAH (saw) kay noor honaya aur Angoothay choomnay ko nahin manta..tau kaya yeh munafiqat ki nishani hay ya wahabi honay ki.....i think aik hee baat hay

 

 

 

aur Iesale Sawaab kay baray main zakir naik ka fatwa yeh hay

Isaal-e-Sawab through Recitation of the Quran

 

Q4.    I would like to know that if we read Quran and ask Allah to send sawab to all Muslims and my relatives including my parents who are no more, will the sawab only go to my parents or to all the rest too ?

 

Abdulla Aminuddin, [email protected]

 

A4.    It is Bid'ah (innovation) to recite the Qur'an for Isaal-e-Sawab of those who have passed away, regardless whether the deceased is your parent or relative. There is no evidence supporting this practice in the authentic sources of Islam, in the Seerah of the Prophet (Pbuh) or the life of his Companions. Didn't deaths occur during the time of the companions ? Why then, we do not find any such evidence from their lives ? All those things that benefit the living and the dead have already been shown by the Prophet (Pbuh), as Deen has been completed. Therefore, it is inappropriate to innovate anything in the religion.

 

Narrated Aisha (R.A.): Allah's Messenger (Pbuh) said, "If somebody innovates something which is not present in our religion, then that thing will be rejected."(Sahih Bukhari, Vol. 3, Hadith No. 2697 & Sahih Muslim, Vol. 3, Hadith No. 4266).

 

However it is allowed to pray for the deceased and give charity for him, as there is no difference of opinion in this regard.

Link to comment
Share on other sites

(bis) .......Assalato wassalamo alika YA RAsoolALlah.......... (salam) ...... (ja) khaira...ameen .....Allah Azzawajal ap sab ka bhala karey...ameen........ap ney Zakir N'laiq ka masla utha ker buhet saroon k liyee hidayat ka saman ker diya...waqee......zakir hey wo nike ka ......aor nike kiya hey????????

 

attachment dekh lijyee.......waAllah Ta'la Alamu wa RAsooluhu Aalma (azw) wa (saw) ......

4.jpg

Link to comment
Share on other sites

walaikumussalam

(ja)

is pehloo se dekha jaye to ye shakhs waqai zakir "naik" hay,

ALLAH (azw) ummat e muslima ko is k fitnay se mahfooz rakhay aameeeen bijahinnabiyyil ameen (saw) .

 

 

 

 

 

mahfooz sada rakhna shaha bay adabon se

or mujh se bhi sarzad na kabhi bay adabi ho

aameeen bijahinnabiyyil ameen (saw)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...