Jump to content

Meqas E Hanfiyat-Hazir O Nazir Per Aiteraz

T.T

تجویز کردہ جواب

Je bilkul ap baghair daleel ke aiteraz karain aor ham Quran o Hadees se jawabat de :lol:

JANAB-E-AALI AP KI KITAB BE AIK BAT LIKHI HAI US KI WAZAHAT CHAHI HAI HM NAY AIS ME HM AP KO QURAN SE AITRAZ KAHA SE KARIN. LAZMI BAT HAI AP KO JAWAB DAINA HAI TO QURAN OR HADEES SE SABIT KARIGAY K YA BAT GAR ISLAMI NAHI HAI..

Pehlay ap is daway/ issue ko Quran o Hadees se Gustakhi sabit karain phir ham se mutalba karain

ARY BIG BROTHER. HM YA TO JANTY HAI K HMY AIS TARHA KI CHEEZEN DAIKHNA MANA HAI OR JO DAIKHTA HAI WO GUNHA GAR HOTA HAI....AP TO US AAZEEM HASTI KO YA SUB DIKHTY HOWY MANTY HO ...

Link to comment
Share on other sites

abb aap itna bara jhooot to na bolain kia ye hi deobandiat hy k jo cheez likhi hi nai wo aap khud sy shamil ker do

jub k aap ki share ki gai ibarat mai sirf itana likha hy k Hazoor us waqat be Hazir nazir hn lakin Karam katibeen ki tarha aap Apni Nazar ko mehfooz fermaty hn ye jumla aap ko kio nazar nai aa raha ?

jub k Is ibarat ka asal maqsad to AAp S,A.W) k her jaga Hazir nazir hony ki dalil mai hy na k aisy munazir ko dekhna maqsood hy

Edited by Blue Chips
Link to comment
Share on other sites

toheedi bahi ap ny jo post ki hai k hambastari k waqt wali hazir hoty hai ap ais ko galta aaqia manty ho ya nahi ?? ya bat islmic aaqiay k khilaf hai ya nhi??

umeed hai ap jaldi batin gy>>>

No T.T ieteraz tumhari teraf se aya he bas afsoos itna he he k tum ne na insafi ki tumne apney ghar me jhankney se pehley dosrey k ghar me pather marey..janab jo khud sheeshe k gahr me rehta hu usko dosrey k gahr pather nahi phenkney chaiye....apka ferz tha k ap ye bhi batatey k hamarey deobandi ulma k bhi yehi aqeeda tha.....phir ap dono per ieteraz kertey.....

or ab ap hume bol rehey hen k kia ye aqeedah sahee he janab pehley ap bataien kia apney buzergo per ieteraz kerney ka honsla rakhtey hen....

Link to comment
Share on other sites

(bis)

ya bat ap hmy quran or hadees se batain.....

or hm kisi k bary me kuch nhi khty hain... hm ny ap k ulma ki kitab k bary me phocha hai ya ap nay deobandi ulma ki kitab ko code q kia hai????

ap ya aaqida quran or hadees se samjhain....

Edited by T.T
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...