Jump to content

Rahaish Women Kai Liye

Reality910

تجویز کردہ جواب

Assalamu alaikum

Main yahan is forum par aik masly par help mangna chahti hoon. Kya Lahore, Pakistan main koi aisy suitable aur decent hostel ya living place kai baray main janta ya janti hai jahan Single girls jo kai accommodation ka masla hai, un ko accommodation (affordable) mil jaiye. Mujhy kisi aisy accommodation arrangement ki zarorat hai jahan mahool suitable ho aur jagah munasib ho. Ye is sai bhi zyada achi baat hai kai agar koi suitable job ho jo kai suitable accommodation bhi offer karti ho tu is sai zyada achi baat aur koi nahi ho gi. Meri taleem "MBA" hai aur office jobs ka experience bhi hai.

Is masly par kya koi information rakhta/rakhti hai? Agar hai tu please yahan share karain.

I am looking forward to receiving help on this issue.

Thank you.

(please is baray main kisi ko koi knowledge hai tu jald az jald is baray main yahan forum par bata dain

ya

koi asi website ya web search bata dain jahan main aik suitable aur respectable rahaish dhoondh sakhon)

I hope koi na koi zaroor yahan help kar day ga.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw) (saw) (saw)

(salam)

Please check your PM.

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw) (saw) (saw)

(salam)

Please check your PM.

fi-aman:

(bis)

(salam)

Aap ki help ka shukriya. Actually, mujhy kisi aisy arrangement ki zarorat hai jo kai direct ho yahni kai aik proper naam kai sath. Agar is silsilay main kisi ko koi achi job ka pata ho tu zaroor yahan post karain. Main nai MBA kiya hai.

(ah)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Aap ki help ka shukriya. Actually, mujhy kisi aisy arrangement ki zarorat hai jo kai direct ho yahni kai aik proper naam kai sath. Agar is silsilay main kisi ko koi achi job ka pata ho tu zaroor yahan post karain. Main nai MBA kiya hai.

(ah)

Aap ny MBA ker lia to konsa Pahar Dha lia hy Yahan pakistan mai to phd our pata nai kia kia ker k fargh ghar mai makhian mar rahy hn

bus Dua kerin mulk bach jaiy jo is waqat ghdoon k hath mai aa gia hy

Link to comment
Share on other sites

Aap ny MBA ker lia to konsa Pahar Dha lia hy Yahan pakistan mai to phd our pata nai kia kia ker k fargh ghar mai makhian mar rahy hn

bus Dua kerin mulk bach jaiy jo is waqat ghdoon k hath mai aa gia hy

(bis)

(salam)

Maazrat kai sath, yahan jo main nai type kiya tha kai main nai MBA kiya hai woh sirf aik brief introduction kai liye tha. Ye nahi kai deeengh marny ki niyat thi. Laikin phir bhi agar aik jaga Duniya kai mutabiq jo highest education consider ki jati hai us ki qadar nahi tu maira khayal hai us jagah kai logo ko apna muwazna karna chahiye. Aisi jagah tu phir Insaan Matric hi kar lay tu woh us mahool ki requirement pura kar lay ga .

Dosri baat ye hai kai jo soorat e haal hai us main sirf Hakoomat tu zimmay daar nahi. Ye soorate haal koi aik din main tu paida nahi hoi ye is mulk ka 62 saala nizaam ka natija hai. Agay har koi khudh samjh daar hai.

Tessri baat ye kai agar meri taleem ki koi qadar nahi tu us main mujhy sharminda hony ki zarorat nahi ye is mulk kai logo ki bad naseebi hai jahan "IILM Jo kai Islam kai mutabiq har mard aur aurat par farz hai " kai ussol ko hi nahi mana jata wahan aap ko apny aap ko dekhna chahiye.

(ah)

Edited by Reality910
Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

Assalamu alaikum,

Kya kisi kai paas " females kai liye Lahore main" koi respectable rehaish ya hostel ki information nahi hai? Yahan maira maqsad is previous post ki discussion karna nahi tha. Agar aap main sai kisi kai paas koi munasib rehiash ki malomaat hoon tu please yahan jald az jald share karain.

Any help will be highly appreciated.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Salam,

Lahore main Hostels boht zeyda hain, achy bhe hain, bury bhi, Insaan ka khud acha hona zeyda zaroori hy, Hostals ka Mahool aser andaz ni hota,

Lahore main Sayed Hostals for girls , Near Sunnet Nager Chohaan road Lahore, its near Secretariat , Courts, it is in city. you can move in all Lahore city,

i just heard This name but most important you share room with other girls, its all on you , how to be live with respect & Moral Values. i cant tell charges, etc etc more info, sorry

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...