Jump to content

Masseges For Muslim Ummah


Madani Munna

تجویز کردہ جواب

(salam)

I Am Starting New Topic In This Topic you Can Post Your Masseges For Muslim Ummah

Say What Do You Want To Tell Other Muslims.

 

Allah (azw) Ney Hum Ko Duniya Main Ek Kam Dey Kar Behja Hai Jis Ko Karna Hum Sab Ka Farz Hai.

Hum Allah (azw) Ki Ebadat Nahin Kartay Us K Aehkam Nahin Mantay Sara Din Gunah Pey Gunah Kartay Rehtay Hain Pir Hum Yeah Kehtay Hain K Allah (azw) Hum Ko Jannat Main Jagah Aata Farmay.

Yeah Kis Tarhan Mumkin Hai.

 

For Ex.

1. Ap Kisi Mazdoor Ko Kam Pey Bulatay Hain Aor Us Ko Koi Kam Bata Detay Hain

Kud APney Kisi Kam Say Chalay Jatay Hain To Jab Sham Ko Ap Aa Kar Dekhtay Hain K Us Mazdoor Ney Apna Kam Nahin Kiya To Ap Ko Yaqeenan Us Par Ghusa Aaye GA Us ko us ki ujrat k bajay ap Yaqeenan Us Ko Dantain Gay Ya Marain Gay Kiyon K Us Ney Ap Ka Time Zaya Ki.

2. Agar us Ney Kuch Tora Bohat Kam Kiya Howa To Ap Us Ko Baray-e-Nam Ujrat Dain Gay Aor Ho Sakta Hai Kuch Zazza B Dain.

3. Agar Us Ney Apna Tamam Kam Kiya Hoa To Ap Us Ko Poori Ujrat Dain Gay Aor Us Say Ap Ka Dil B Kush Ho Ga.

 

Yeah Hi Muamla Hai Allah (azw) Aor Banday Kay Darmiyan.

lehaz Hum Ko chahiye K Hum Allah (azw) Aor Us K Rasool (saw) Kay Aekhamat Par Aamal Karain.

 

JazakAllah

Aga Koi Bat Ghalt Hai Too plz Muj ko inform karna taa k main apni post edit kar doon.

Edited by madina_dil_de_undar
Link to comment
Share on other sites

CHUP KEY LOGOUN SEY KIYE JIS KEY GUNAH

WOH KHABARDAR HAI KIYA HONA HAI

 

AREY OO MUJRIM BEY PERWAH DEKH

SIR PEY TALWAAR HAI KIYA HONA HAI

 

KAM ZINDAAN KEY KIYE AUR HUMEIN

SHOQ-E-GULZAR HAI KIYA HONA HAI

 

HAYE REY MUSAFIR NEEND TERI

KOOCH TYAAR HAI KIYA HONA HAI

 

ISS KADI DHOOP KO KIYONKER JHEELEIN

SHOOLA ZAN NAAR HAI KIYA HONA HAI

 

UN KO RAHM AAYE TU AAYE WERNA

WOH KADI MAAR HAI KIYA HONA HAI

 

KIYON RAZA KUDHTEY HOO HANSTEY UTHO

JAB WOH GHAFAAR HAI KIYA HONA HAI

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...