Jump to content

Main Wahabi se Sunni kaisay huwwa???

Raza

تجویز کردہ جواب

  • 1 month later...
(salam)

(ja) Brother

gr8 post

(salam)

Razi bahi I pray that Allah ( (azw) and his Beloved Nabi e Azam (saw) will become Razi with you.

excellent post.

My two request;

1) It will an excellent effort if u can upload video or audio file of "Qari Muhmmad Javed Iqbal Naqshbandi" on topic main Sunni Kaisee howa.

2) Please can u upload Munazara of Allama Abdul tawab Acharwi that has change the life of Qari javed Sahab.

Please remember me & my family in ur prayers.

Wasalaam

Muhammad Faisal

Optical Networks Engineer

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
  • 1 month later...
bismillah.gif

Salam,

Asslamoalaium,

Mera naam Shoaib hai. MAin pehle Brelvi tha lakin aAlhamdulillah abb Ahlehadees hoon.

Iss forum per Ahlehadees ke khilaaf jo ilzaam lagae gae hain, Aik waqt tha k main bhi yehi kuch samajhta tha. Hata k Ahlehadees k peeche namaz bhi nahin parhta tha k yeh log to gustakh hai.

Mager jab Allah ne Quran o sunnat ki janib rehnumai ki to Zahen bhi taasub se paak ho gia.

Kia ilzaam tarashian daleel hoti hain?

Mujhe to aaj tak kisi brelvi aalim ne koi aisi daleel Rafa Yaden ya kissi aur Masle per nahin di jis se behter daleel Ahle hadees ke paas na ho (Alhamdulilla).

Lakin main phir bhi rigid nahin ager aap main se koi bhi kissi masle per mere saath baatcheet kerna chahta hai to main haazir hoon lakin baat ager daleel se ki jae.

Mujhe sirf darr iss baat ka hai k mujhe yahaan ban ker dia jae ga.

Allah ne to Yahood-o-Nisara se kaha hai k "AAo USS KALME KI TARAF JO HAM AUR TUM MAIN MUSHTARIK HAI" to phir ham sab to aik kalma parhne wale hain phir kia ham TAASUB se baalater ho ker Quran-o-Sunnat ki jaanib nahin aa sakte jo hamare dermian mushtarik cheez hai bajae iss k main yeh kehta rahoon k falan Ahlehadees aalim yeh kehta hai buss main to issi ko manoon ga aur Aap main se koi yeh kehta rahe k main to falan Brelvi Aalim ki baat hi maanon ga.

Hamari Dawet sirf Quran-o-Sunnat ko miar banana hai. Abb iss ki buniad per ager Ahlehadees Aalim ki baat Quran-o-Sunnat ke khilaaf ho to uss ki galat ager kissi doosre maslak ke aalim ki baat galat saabit ho to woh galat.

Quran main bhi Allah ne kaha hai k "AGER TUM MAIN KISSI BAAT MAIN IKHTILAAF HO JAE TO USSE LOTA DO ALLAH AUR USS KE RASOOL (SALLALLAH O ALEHE WASALIM) kI JAANIB"

Ager aap main se koi mere saath kissi masle per baat kerna chahta hai to main haazir hoon yaqeen se kehta hoon jo baat daleel se sabit ker di jae gi usse maan loon ga. Allah ham sab ko hadayat de.

Mera E.mail Address hai: *******@yahoo.com

Wasalam

Iss se kia saabit hota hai main itne logon ko jaanta hoo jo baad main ahlehadees hue hain. main hood bhi pehle brelvi tha. Aap sab apne ird gird dekh lain aap ko hazaron mil jae ge jo pehle Ahlehadees nahin the baad main hue. jab k mushkil se hi koi ho ga jo pehle Ahlehadees ho baad main doosri taraf chala jae. jese hazaron mill jae ge jo christian se muslim hote hain lakin mushkil se hi koi badnaseeb muslim Christian hota hai.

wasalam

Edited by ya mohmmadah
Post mein Email batny ki ijazat nahin
Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...
  • 3 weeks later...

Talinenoor sab ap sabot pesh kar sake gae ke ap pehlay ek Sunni the or saheb e Ilm,or raho ginti ki bat to janab apke maslaq ke log shaed hi lakh me ae jab ke crore me Sunni maslaq ko maane wale hen.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...