Jump to content

Takleed


Only_Quran_Hadees

تجویز کردہ جواب

Asalamoalaikum kabhi app loog ye kehtay hai k abi ki baat hamaray liye hujat hai kabhi app kehtay hain k kisi ki baat ko haq jantay hoee na os say dalil mangi jae or os ko islam samjh kar kardiya jae ye kahaan ka insaaf hai agar unsay ghalti hogae hoo kisi baat main to app woh amal bhi kar dein ye hi hai na (Takleed) bahi sahab ghalti na karnay wali ek hi zaat thi or woh zaat (Aap saw)ki zaat thi jis k liye Quran main Allah nay khud kalam kiya hai k (Aap saw) jo dein lelo jis say rook dein osay rook jaoo)(SURAH HASHAR KI AYAT HAI YE) phir kahaan say kisi aisay Emam ki Takleed karein jis nay deen ka Elim bhi 20 saal baad hasil karna shoro kiya tha akhir kun hai aisa kun hum sahi deen ko janay ki kosish nahi kartay????Allah hafiz....

Link to comment
Share on other sites

Asalamoalaikum kabhi app loog ye kehtay hai k Nabi ki baat hamaray liye hujat hai kabhi app kehtay hain k kisi ki baat ko haq jantay hoee na os say dalil mangi jae or os ko islam samjh kar kardiya jae ye kahaan ka insaaf hai agar unsay ghalti hogae hoo kisi baat main to app woh amal bhi kar dein ye hi hai na (Takleed) bahi sahab ghalti na karnay wali ek hi zaat thi or woh zaat (Aap saw)ki zaat thi jis k liye Quran main Allah nay khud kalam kiya hai k (Aap saw) jo dein lelo jis say rook dein osay rook jaoo)(SURAH HASHAR KI AYAT HAI YE) phir kahaan say kisi aisay Emam ki Takleed karein jis nay deen ka Elim bhi 20 saal baad hasil karna shoro kiya tha akhir kun hai aisa kun hum sahi deen ko janay ki kosish nahi kartay????Allah hafiz....

 

Pehlay aap apni identification kay baaray main confirm kar lain keh aap Qdri kay ID say baat karain gay ya phir ONLY_QURAN_HADEES kay ID say

 

Phir yeh bhi daikh lain gay Taqleed siraf hum hee kartay hain ya apnay aap kau ghair Muqallid kehnay walay ANTI HADEES bhi muqallid hain

 

Mazeed yeh keh aap apnay iss banner ki laaj bhi rakhain

post-367-1177968405.gif

 

Aik topic bana kar waheen baat karain aap her jagah par new topic bana rahay hain

 

aur aik topic agar mojood hay tau wahin post karain Thanx

 

 

Filhaal Kaya aap mujhay yeh batana pasand karain gay keh Quran kitni Qira'at main naazil huwa tha???

 

aur aaj jis Qira'at kay mutabiq Quran ki tilawat kee jaati hay woh kis Qira'at main kee jati hay???

 

Aur woh Qira'at kis Imam ki thee aur woh Imam kis city kay rehnay walay thay???

 

 

Kaya saari Duniyya aaj uss Qira'at kay Imam ki taqleed nahin kar rahi hay???

Link to comment
Share on other sites

Pehlay mujhko ye bataoo k Emam abu hanifa ki tahleed hum par qayamat taak wajib hai ya nahi sawal main nay kiya tha mery sawal ka jawab do pehlay oki phir main tumko batata hoon k kiss kiss ki takleed karna chahiye samjhay munay abb bataoo jalde say..Allah hafiz.....

4455[/snapback]

 

Her Ghair Muqlid ko agerchey Akhbar perhna na aata hoo.. per woh Quran-o-Hadees sey masla nikaal leta hai...

 

Aap logoun ko jitni bhi daleel di jayein aap un ka sahi Rad nhin kertey.. bas dhitayi sey aik hi jawab key Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) ney taqleed kiyon nhin ki? waghera kehtey rehtey hoo.. halankey is aitraz ka jawab bhi Mujtaba bhayi wali post mein guzer chuka...

 

aapkey her suwal ka jawab oper article mein mojod hai.. ager aap perh saktey hain.. tu zaror perhye ga..

 

JO TAQLEED NHIN KERTA WOH AHLE SUNNAT WAL JAMAAT KEY NAZDEEK GUMRAH HAI

 

Aap sey sirf aik suwaal hai.. is ka jawab dejiye..

 

JO TAQLEED KERTA HAI.. WOH GHAIR MUQALIDEEN KEY NAZDEEK KIYA HAI? HUKM LAGAOO...

 

takey hum ko pata chal jaye... key hum tumharey nazdeek kiya hain... phir usi hukm ki base per jawab dein gey...

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...