Madani Munna مراسلہ: 29 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2007 Yeah Waaqiya Ek English News Paper Main shaiya Hoa Tha. Yeah Ek Sewish Man Kay Baray Main Tha Jo Neya Neya Muslim Hoa Tha. Us Ney Apney Friend Se Poocha Kay Kon Say Country Main Islam Bohat Ziyada Pe'hla hoa Hai, To Us Kay Dost Ney Usay Pakistan Kay Baray Main Bataya. Wo Pakistan Main Aaya Abi Air Port Par Utra Hi Tha Kay Aazan Ki Aawaz Aai Us Waqat 12:45 Time Hoa Tha. Us Ney Wahan Sath Masjid Main Namaz Aada Ki Abi Bahir Nikla Tha Kay Pass Hi Ek Aor Maslak Ki Masjid se Aazan Ki Aawaz Aai Us Ney Wahan B Namaz Pari. Logoon seSaddar Bazar Ka Poocha Aor Us Ki Janib Chal Diya Abi Gali Main Enter Hoa Hi Tha Kay Aachanak Gali Kay Nukar Par Mujood Masjid Main Se Aazan Ki Aawaz Aai Usay Bhok B Lagi Hoi Thi Us Ne Jaldi Jaldi Jamat Se Pehlay Hi Faraz Par Leyae Aor Ek Rikshah Roka Rikshay Walay Se Kaha Mujay Main Market Main Lay Jao Abi Time 1:20 min Hoey Thay Jab Wahan 1:30 Par Pohancha To Wahan Bari Masjid Main Aazan Honey Lagi Wahan Us Ney Pir Namaz Aada Ki. Pir Bahir Nikla Aor Hotel Doondney Laga Aagay Ja Kar Ek Hotel Mila Jis Kay Sath Ek Aor Masjid Thi 1:45 par wahan Aazan Honey Lagi Us Ney Wahan B Namaz Aada Ki Aor Yeah Soochatay Ho Aagay Chal Diya Kay Chinaess Khana Khaya Jay Tora Aagay Giya To Ek Aor Masjid Nazar Aai Wahan Jammat Ho Rahi Thi Wahan Jammat Se Pir Namaz Pari Aor Soochney laga Kay Jis Aadmi Ney Mujay Kalima Parhaya Hai Us Ney To Bataya Tha Kay Pooray Din Main 5 Namazain Hoti Hain Lekin Main Ney to Yahan Pakistan Main One And Half Hour Main 6 Namazain Aada Ki Hain Wo Usi Waqat Wapis Air Port Aaya Aor emargency Ticket Le Kar Pehli Filght Se Wapais Apney Country Rawana Ho Giya. Jab Wahan Pohancha To Friend Ney Poocha Kyon Itni Jaldi Wapis Kyon Aagay. To Us Ney Kaha Main Ney Pakistan Main in one and half Hour 6 Namazain Parai Hain Agar Sara Din Wahan Rehta To Kiya Hal Hota. Main To Heran Hon Pakistani Zinda Kesay Hain. hehehehehehehehehehehehe اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔