Jump to content

Gaus-e-Azam RadiALLAHO Anho Kai Irshadaat

Shareef Raza

تجویز کردہ جواب

• 3 years later...

HAMARE LIYE HUJJAT RASOOL ALLAH (saw) AUR SAHABA KIRAAM(RA) HEIN ..UNKI BAAT CODE KAREIN..IN KE ILAWA KISI KA QOL YA FARMAAN HAMARE LIYE HUJJAT NAHI HAY..

(bis)

(saw)

wah g wah kia baat hai aap ki :lol:

acha g agr yeh aqeedah hum rakhey to hum aap k nazdeeq mushrik kafir or pata nahi kia kia.lekin jabh Gous e Azam (ra) ki baari ayi to hujjat nahi

janab agr yeh aqeedah rakhna shirk hai to aap Huzoor Gous e Azam (ra) par mushrik honey ka fatwa laga do.jaisa k aap log gusey mein aap kar keh bhi dete ho.

or agr aap nai laga sakte to jao ja kar kahi se stumped fatwa lao Huzoor Gous e Azam (ra) mushrik honey ka.warna toba karo or in ki baat mano :lol:

Link to comment
Share on other sites

HAMARE LIYE HUJJAT RASOOL ALLAH (saw) AUR SAHABA KIRAAM(RA) HEIN ..UNKI BAAT CODE KAREIN..IN KE ILAWA KISI KA QOL YA FARMAAN HAMARE LIYE HUJJAT NAHI HAY..

JANAB YA ALLAH MADAD SAHIB AGAR APP GHAIR MUQALLID HO TO APP KAY LYE SAHABA KIRAM RADI ALLAH ANHUM HUJJAT KESAY. APP KAY BARAY BARAY MOLVI SAHABA KIRAM RADI ALLAH ANHUM KAY QOOL KO HUJJAT NAHI MANTAY.

WESAY TO WAHABI GM GHOUS E AZAM RADI ALLAH ANHU KO WAHABI SABIT KARNAY KI BHAR POOR KOSHISH KARTAY HAIN , GUNYA TUT TALIBEEN HAATH MAIN LYE PHIRTAY HAIN. JUB KISI SUNNI KAY EMAAN KO BARBAAD KARNA HOTA HAI TO TUM INHI AULIYA ALLAH KO WAHABI SABIT KARNI KOSHISH KARTAY HO.

JUB IN KA QOOL TUMHARAY LYE HUJJAT NAHI TO PHIR IN KI KITABOON KO KYON LYE LYE PHIRTAY HO.

AGAR TUM DEOBANDI HO TO PHIR TUMHARA YE TAQEEYA HAI. MUNAFIQAT HAI.

Link to comment
Share on other sites

JANAB YA ALLAH MADAD SAHIB AGAR APP GHAIR MUQALLID HO TO APP KAY LYE SAHABA KIRAM RADI ALLAH ANHUM HUJJAT KESAY. APP KAY BARAY BARAY MOLVI SAHABA KIRAM RADI ALLAH ANHUM KAY QOOL KO HUJJAT NAHI MANTAY.

WESAY TO WAHABI GM GHOUS E AZAM RADI ALLAH ANHU KO WAHABI SABIT KARNAY KI BHAR POOR KOSHISH KARTAY HAIN , GUNYA TUT TALIBEEN HAATH MAIN LYE PHIRTAY HAIN. JUB KISI SUNNI KAY EMAAN KO BARBAAD KARNA HOTA HAI TO TUM INHI AULIYA ALLAH KO WAHABI SABIT KARNI KOSHISH KARTAY HO.

JUB IN KA QOOL TUMHARAY LYE HUJJAT NAHI TO PHIR IN KI KITABOON KO KYON LYE LYE PHIRTAY HO.

AGAR TUM DEOBANDI HO TO PHIR TUMHARA YE TAQEEYA HAI. MUNAFIQAT HAI.

Jannati firqa jo jannat mein jaega uski pehchan ye hay kay wo Rasool Allah ( (saw) aur Sahaba Kiraam (r-anha) ke tareke ko foloow karega bussss...baqi tareqe optional hay unko Quran Hadees se tele karna parega...

Link to comment
Share on other sites

Jannati firqa jo jannat mein jaega uski pehchan ye hay kay wo Rasool Allah ( (saw) aur Sahaba Kiraam (r-anha) ke tareke ko foloow karega bussss...baqi tareqe optional hay unko Quran Hadees se tele karna parega...

JANAB YA ALLAH MADAD SAHIB PEHLAY TO (r-anha) MAIN ANHA YE MOANNAS KAY SATH LAGTA HAI WO BHI WAHID KAY SATH. SAHABA KIRAM RADI ALLAH TA'ALA ANHUM LIKHA KARAIN.

JANAB JUB JANNATI FIRQAH KI NISHANI RASOOL ALLAH SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM OR SAHABA KIRAM RADI ANHUM KAY TAREEQAH PER AMAL KARNA HAI TO UB HAR FIQAH KAY TAREEQAH KO QURAN O HADEES O SAHABA KAY AMAL SAY TELI KARNA PARAY GA.

HUM NAY KAHA THA NA KAH APP KAY LYE SAHABA KIRAM RADI ALLAH ANHUM HUJJAT NAHI. YE APP NAY SABIT BHI KAR DIA.

Link to comment
Share on other sites

aap k ghous-eazam ki aik aur baat aap ko batata hoon...

Mairay pass jo ghniat-ul-talbeen hai woh maktaba ashrafiah aur is k mutarjim abdul daim jalali sahib hain.

Us k 129 page per likha hoa hai....

"Bidation k kuch khas nishan hain jin say woh pehchanay jaatay hain.Ahlulhadees ko bura kehna bidati ki nishani hai.Ahlulhadees ko firka Hashwiah karar daina zandeek ki ilamat hai.Is say is ka maksad hadees ko jhutlana hota hai.Ahlulhadees ko firka jabriah kehna firka qadriah ki ilamat hai.Ahlulsunnah ko mushabeh karar daina firka jehmiah ki nishani hai.Ahlulhadees ko Haarji kehna rafzi ki ilaamat hai.Yeh tamam baatain ahlesunnah say tasub kernay aur ghusa honay ki nishani hai.Ahlesunnah ka aik hi naam hai aur woh Ahlulhadees hai.Bidati in ko jo lakab daitay hain woh in ko chimat nahi jaatay."

Link to comment
Share on other sites

janab huzoor gaus e pak ki kitab se yeh b sabit kardain k biddatio se kaun murad hai ? aur ahlehadis murad kaun hai... ahlehadith muhadisen ki jamat ko kahte hen jinho ne ilme hadith sikhne me arsa lagaya ho aur is ki sharait osol ki kitab men mojod hen jin ki ap taqleed karte hen , kya aap ki jamat men yeh khososiyat hai ?

post par kisi hawale ko ap ne galat sabit nahi kya ?

aur ganiyatul taliben se hawala dene se yeh sabit hota hai aap degar irshadat se muttafiq hen?

jab yeh pahlo b mukammal howa tu isse sabit yehi hota hai kitab men aur is post ki roshni me biddati kaun sabit howa?

kya aap har hadith par amal karte hen

hadith e ureena ke bare men ap ka kya moqqaf hai jo bukhari shareef men hai?

aur bologat men raza`at k bare men ap ka moqqaf kya hai hazrat aisha sidiqa wala ya degar umm ol mumene wala? halakeh bukhari men hadith mojod he

kya ilme osol e hadith ki perwi karna taqled hai ? nahi tu quran wa hadith se sabit kijye ?

kharji firqe ki tarekh aur in ke aqauid aur najd k bare men hadith se tashrehat aur kitab ul tuhed ke bare men moqaf wazih karain... naiz ibne wahab najdi k bare men moqaf b wazih karain...

note: in sab sawalat k jawabat dena lazmi hen aap k gruop ke jitne b member hen koi b jawab deta hi nahi agar dosri thread men jawab ki koshish b ki jati hai tu sirf aik line par aisa kun?

aur humare aqaiud par jitni hadith e sahiha hen un ke bare men ap kese rad karte hen kya hadith se? defeniation karte hen kun? kya yeh quran wa hadith k khilaf nahi ye apna qayas nahi ? aur agar apne ulma ki raye pesh karte hen tu kya yeh taqleed nahi ..

aur aap ki saari kitaboo men jahan jahan logvi tareefat ayi hen ya apni ara ayi hen kya yeh quran wa hadith se sabit hen agar yeh sab nahi tu ahlehadith kahlane ki ap haqdar hen zara tafakur karain ...

...taqleed e urfi aur haqeeqi men kya faraq he ,? quran wa hadith se sabit karain..?

halakeh aap logo ko shaikh zubair wa degar ki full support hai ... aur akhri sawal

nasir ul bani aur ibne taymiah aur ap ke degar aima k bare men apne ulma ki dastakat karwain aur phir un se likhwain k hum in ki taqled nahi karte na hi in ki sari batain mante hen sirf in ki woh batain jo quran hadith e saiha se sabit ho warna degar batoon k jurm me in par wahi ilzam lazim ayeega jo degar jamat aur osol ki kutub k hawale se majrooh afrad par ata hai ...

umaid itne sawalat kafi honge...note in sawalat k jawabat mukammal aur tasalli bakhs na dene ki sorat me aap k maslak par kya ilzam warid hosakta hai woh ap ko qabol hoga aur wahi ap ka b moqqaf hoga kun aap apne takhayul men haqq ki jang larre hen is liye is muamle ko clear krna zaroori hai ,isi liye ap yahan ate hen replays aur post karte hen ..

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
• حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

• کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا

• Create New...