muhafiz1292 مراسلہ: 24 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 24 مئی 2011 (ترمیم شدہ) INDIA GUJARAT ME NAJDIYO NE ek master mind plan banaya ye hai jaan gaye hai ke khulkar aqaid me ye hume fasa nahi sakte isliye ab inhone ek new policy banayi hai AUR UNKA EK MOLVI TAIYAR KIYA GAYA QARI AHMED ALI YE jab taqrir karta hai auliya e kiram ti tarif karta hai jiski wajah se ahmedabad gujarat me USKO BOHOT SHORAT MILI aur iski taqrir se bhole bhale sunni bhai confuse ho gaye ke deobandi to kabhi gaus ka daman aur khawaja ka daman nahi chodenge is QARI AHMED ALI naare lagwata tha aur APKO JANKAR YE HAIRAT HOGI YE SALAM BHI PADTA THA AUR PADHWATA THA (MAGAR BAITHEY BAITHEY) KHADE HOKAR NAHI bohot se sunni be khabari me iski taqrir me chale jate they JAB OLMA E ISS PAR FOCUS kiya to isne TAQRIR ME huzur salallaho alayhe wasallam ke shan mein TAUHIN KI aur iss ne PUBLIC SE KEHLWAYA KE HUZUR HUMARE BADE BHAI HAI 3 BAAR YE USSNE KAHA AUR APNI TAQRIR ME KEHLWAYA FIR JAB OLMA E AHLESUNNAT NE ISKI GIRAFT KI TO sabse pehle USKE SAMNE GHAZI E MILLAT ALLAMA HASHMI MIYA NE ISKA ZORDAR RADD KIYA AUR uska effect ye pada ke uski taqrir par pabandi lag gayi 1 saal ke liye aur jab MUNAZIR E AHLESUNNAT ALLAMA ABDUSSATTAR HAMDANI AHMEDABAD AYE TO qari ahmed ali ko munazre ka challenge diya AUR TAMAM WAHABIYON KO CHALENGE DIYA KE AHMED ALI NE JO KAHA HAI HUZUR HUMARE BADE BHAI HAI (ASTAGFIRULLAH) SARKAR KO BHAI KEHNA JAIZ HAI KE NAJAIZ ISS MASLE PAR MUNAZRE KA CHALLENGE DIYA AUR AAJ TAK QARI almed ali unko reply nahi deta aur munazre ka challenge bhi usne kubul nahi kiya AUR BHAG TA FIRTA HAI ISKI TO GHAZI E MILLAT NE ZORADAR PAKAD KI THI HAMDANI SAHAB KA CHALLENGE VIDEO DEKHIYE ALLAH INKE FITNO SE BACHAYE ? Edited 24 مئی 2011 by muahfiz1292 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 26 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 26 مئی 2011 یہ ہیں ہی منافق اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔