Jump to content

NIYAZ KA KHANA ?


Qadri

تجویز کردہ جواب

NIYAAZ bator-e-Esal-e-Sawab ki jaati hai... Maslan Giyarhveen Shareef key silsiley mein niyaaz ki gayi tu yeh dar asal Esaal-e-Sawab hai...

 

book_giyarhveen_kiya_hai.gif

 

ESAAL-E-SAWAB

 

Iss LINK sey aapko Esal-e-Sawab Speeches bhi mil jayein gi...

 

Mazeed JA'AL HAQ key yeh do chap. bhi read kejiye....

 

BEHS FATIHA TEEJA DASWAAN AUR CHALEESVAAN KA BAYAN

 

BEHS OLIYA ALLAH KEY NAAM PER JANWER PAALNA

 

In Books aur Articles mein her baat ba daleel kahi gayi hai... pas aap apni tasali ker saktey hain ya kisi ko bhi woh hawala jat pesh ker key jawab talab ker saktey hain...

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

Qadri sahib Khatam, Teeja, Chehlam, Nazra nayaz waghaira sab kay sab Iesaal e Sawaab kay liye hotay hain aur iesaal e Sawaab ka saboot quran o hadees man mojood hay

 

Haan aik baat zaroor hay keh Iesaal e Sawaab siarf muslmaan kay liye hota hay kaafir ko iss ka koi faida nahin hota

 

issi liye Muslmaan apnay fout shuda lawahqeen kay liye Iesaal e Sawaab kartay hain

post-367-1177619413.jpg

Link to comment
Share on other sites

Walekum Salam

Madinah Agar Kisi Kay Pass Wo Hadees-e-Mubaraka Mujood Hai To Please Put Kar Dain Jis Main Kisi Sahabi (ra) Ki Walida Fou't Ho Gi Thine Aor Ap (saw) Ne Un Sahabi (ra) Ko Kunwan Kudney Ka Kaha Tha Esale-Sawab Kay Leaye.

JazakAllah

Link to comment
Share on other sites

malang bhai...

 

Innal Aamalo Bin Niyaat.....

 

 

to jis ki jaisy niyt hogi waisa hi usko ajr meilega.....

 

jo jaisa karega usy waisa hi samar milega..agar ghareebon ki jagah maldaar bhi kha lein to is se in logo ki bad dyaanati sabit hoti hai...niyaz dilany ki hurmat sabit nahin hoti...is liye ye kehna behtar hoga ki jis kisi nek kaam me buri batein shamil jo jayien to un ghalat baton ko alag kiya jaye na ki siry se us nek amal ko hi biddat/najayaz/haraam/shirk ke fatwe me daal diya jaye....jazak Allah

Link to comment
Share on other sites

Bhai Logoon Ki neyat Allah (azw) Aor us Kay Rasool (saw) Hi Jantay Hain.

Aor Han Sawab Sirf Greeb Ko Khilanay Say Nahin Hota.

 

Agar Rich Man Niyaz Khaey Ga To Kiya Us say Jis Kay Leaye Niyaz Di Hai Us Ko Sawab Poohanchay Ga Ya Nahin?

 

agar Nahin to kiya daleel hai?

Link to comment
Share on other sites

  • 4 years later...

Bhai app ne mery sawal ka jawab nahi diya...aur Niyaz k Matlab kia hain ? aur ager yeh terjuma galat hay to sahi terjuma kia hay woh upload karin ..k logon pe baat waziya ho jay ok

 

Isaal e sawab ke dusry naam hain Nazar, Niyaaz. isy Fatiha bhi kaha jata hai...

 

Muzaffar Husain Sahab.mp3

nazar niyaaz biddat nahin.mp3

Isaal E Sawaab.zip

http://www.razanw.or...&keywords=subul

Link to comment
Share on other sites

 

 


ya muhamadah bahu aik or sawal he

niyaz ya esale sawab hum kabhi bhi ker saktey he kia ys is k liye koi khas waqt muqerer tu nahi..


Ji haan kabhi bhi kiya ja sakta hai..no koi din/waqt muqarrar hai ki tabhi hoga....na hi koi din mana hai...

 

kia iska khana hum kisi gher muslim ko de saktey hen...



nhin de to sakty hain.. usman bhai is par mazeed roshni dal sakty hain... Edited by Sag-e-Attar
Link to comment
Share on other sites

janab mene apka turjuma read kia me ghalti ki nishandahi karr raha hon ...agar ye galti hai to isko durust karlain...

 

apne jo tujuma lagaya hai os me janwar jisper zaba kay waqt ka zikar hai .....likin mene jo quran ka turjuma dekha different places per os me esa nahi hai to kindly ap muje plz inform kardain kay janwer kay zaba kay waqt jo ap ne likha hai wo sahi hai?

ye post debate kay leye nahi hai sirif galti sahi karne kay leye hain

shukriya

post-3412-0-62331500-1305962959.jpg

post-3412-0-68382900-1305962974.jpg

Edited by Rizwan Q
Link to comment
Share on other sites

janab mene apka turjuma read kia me ghalti ki nishandahi karr raha hon ...agar ye galti hai to isko durust karlain...

 

apne jo tujuma lagaya hai os me janwar jisper zaba kay waqt ka zikar hai .....likin mene jo quran ka turjuma dekha different places per os me esa nahi hai to kindly ap muje plz inform kardain kay janwer kay zaba kay waqt jo ap ne likha hai wo sahi hai?

ye post debate kay leye nahi hai sirif galti sahi karne kay leye hain

shukriya

 

 

rizwan q sahib app nay jo tarjuma paysh kiya agar app us ko gor say paray kay us may likha hay jis cheez par Allah kay siwa kisi ka nam liya jaay chezo may to khanay pinay or roz mara istmal karnay wali ashiya bhi ati hay jin ko ham apna nam day kar kahtay hay kay y hamri hay maslan app kay pass ik dhod ka diba hay kisi nay pocha y dhod kis ka hay app nay kaha mayra hay to is tarjumay say to app kay liay wo dhod haram ho ghya is tarha buhat si mislay di ja sakti hay umeed karta ho app ko samaj a ghi ho ghi jis tarjumay may janwor ka zikar hay wahi tarjuma theek hay

 

Edited by kaamran
Link to comment
Share on other sites

janab mene apka turjuma read kia me ghalti ki nishandahi karr raha hon ...agar ye galti hai to isko durust karlain...

 

apne jo tujuma lagaya hai os me janwar jisper zaba kay waqt ka zikar hai .....likin mene jo quran ka turjuma dekha different places per os me esa nahi hai to kindly ap muje plz inform kardain kay janwer kay zaba kay waqt jo ap ne likha hai wo sahi hai?

ye post debate kay leye nahi hai sirif galti sahi karne kay leye hain

shukriya

 

1.GIF

2.GIF

3.GIF

4.GIF

5.GIF

6.GIF

7.GIF

8.GIF

9.GIF

10.GIF

11.GIF

12.GIF

13.GIF

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...