Jump to content

Online Survey Ki Income Jaiz Hai Ke Na Jaiz ?

muhafiz1292

تجویز کردہ جواب

SALAM DOSTO ME HIND SE HUN INDIA ME 2 ONLINE SURVEY COMPANY ABHI BOHOT ZORON PAR HAI

1 SPEAKASIA

2 RAM SURVEY

YE DO COMPANY ONLINE SURVEY PROVIDE KARTI HAI AUR HAR WEEK ME SURF EK BAAR SURVEY KARNA HOTA HAI SPEAK ASIA KA ID 11000.RS KA HAI AUR EVERY MONTH YE 4000 RS SURVEY KE DETI HAI AUR RAM SURVEY KA ID 3500.RS KA HAI YE EVRY MONTH 2000.RS SURVEY KE DETI HAI AGAR AAP KO IS BUIZNESS KE BARE MEIN JANTE HOTO SHARA-EE REHNUMAYI ATA FARMAYE YE JAIZ BUIZNESS HAI KE NA JAIZ PLZ REPLY

Link to comment
Share on other sites

Wa Alaikumussalam

aap please is business kay baray main mukammal tafseel byan kijiay keh kaam kiya karna hota hay?? aor pesay kis hisab say miltay hain waghera waghera mukammal tafseel kay sath likheay

please Caps Lock Off kar kay likha krain.

(azw)(ja)

Evry week sirf 1 survey karna hota hai online 20 suwal par tick karna hota hai apna openion dena hota hai

Link to comment
Share on other sites

On 5/16/2011 at 6:08 PM, muahfiz1292 said:

Evry week sirf 1 survey karna hota hai online 20 suwal par tick karna hota hai apna openion dena hota hai

bhai yani keh survery ka matlab hey keh wo aap ko 20 questions dain ge aor aap un par apna opinion dain ge aor phir aap ko pesay milain ge???

bhai ...

1 : Suwal kis qism kay hotay hain?

2 : aap kay opinion denay say unhain kiya faida?

3 : wo aap ko kion pesya dian ge?

4 : pesay kistrah dain ge?

5 : agar aap 20 ki bjaye kam suwalon par opinion dain to phir? kia pesay milain ge ? ya pesya kam milain ge ya?

6 : opinion denay main aap khud mukhtar hain? yani keh aap jo marzi opinion dena chahin day skatay hain??

7 : mazeed qwaneen kay mutaliq bhi wzahat farmeay.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...