Jump to content

Jhagrey


Attaria Sehrish

تجویز کردہ جواب

Assalam-o-Alaikum!

Mein ap se gharelo larai jhagron ke barey me pochna chahte hon.Chand saai pehle mere walid sahab ne dosre shadi kr le the.Jis ke waja se hum log apne dadheal walon se mukamal tor per kat chuke hen.Mere phopian wagaira hum logo se milna chahte .

Lekin hum logo ke dilon mein un ke lye itne nafrat ha ke hum un logo se baat bhi nahen krna chahte.Kyon hum log un sab ko apne walid ke dosre

shadi ka zimedar samajhte hen.Hum log apne ammi ko samjhatey hen lekin wo unko apna dushman samajhte hen.Ap mujhe btaen ke mein kase sab ke dilon se nafrat khatam kron or kase apne khandan ko milaon.Shukriya

Edited by Usman Razawi
Apna email address share mat kijiay. Jazakillah
Link to comment
Share on other sites

Assalam-o-Alaikum!

Mein ap se gharelo larai jhagron ke barey me pochna chahte hon.Chand saai pehle mere walid sahab ne dosre shadi kr le the.Jis ke waja se hum log apne dadheal walon se mukamal tor per kat chuke hen.Mere phopian wagaira hum logo se milna chahte .

Lekin hum logo ke dilon mein un ke lye itne nafrat ha ke hum un logo se baat bhi nahen krna chahte.Kyon hum log un sab ko apne walid ke dosre

shadi ka zimedar samajhte hen.Hum log apne ammi ko samjhatey hen lekin wo unko apna dushman samajhte hen.Ap mujhe btaen ke mein kase sab ke dilon se nafrat khatam kron or kase apne khandan ko milaon.Shukriya

 

(wasalam)

 

zati jhagron ki bina par Rishtay daron say qata-e-taluq ki ijazat naheen ....... lihaza aap apnay rishtay daron ko samjhain aor unhain ikatha karnay ki koshish jari rakheay. Qata Rehmi sakht gunah hay . Aor sila Rehmi bahut bari ebadat hay.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...