Qadri مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 ASALAM-O-ALIKUM bahi app say yeh pochna tha k QURAN ki koi asi ayat hay jis mein sabit hay k ,,,,NABI FARMA RAHE HAIN K BATA DEIN K MUJY KOI GEEB KA ELIM NAHI HAY..... MERI AHLE HADEES SAY BAAT HUE THI TO WOH YEH BAAT QURAN SAY SABIT KAR RAHE THE??WOH SAHI BAAT HAY ? PLZ TAFSEEL SAY BAYAN KAIN SHUKRIYA ALLAH HAFIZ....REPLY اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 (ترمیم شدہ) WalekumSalam Jee Han Madinah Quran Pak Se Yeah Bat Sabit Hai Lekin Jeasay K Ap Jantay Hon Gay K QURAN Pak Ki Har Aa'et Kisi Kam Waqat Or Mooqa Par Nazil Hoi Hai. Yeah Aa'et Us Waqat Nazil Hoi Thi Jab Kufar Ne Ap Se Yeah Mutalba Kiya Tha K Ap Humain Khazanoo Ka Pata Bata Dain Takay Hum Ap Par Iman Lay Aain Us Waqat Allah Ne Farmaya Ka Aaey Mahboob farma Dain Kay Main Elm-e-Ghaib Nahi Rakta. Is Kay Elawa Wo(Wahabi Deobandi) Ek Aor Bat Kahtay Hain Kay Jab Ap Tamam Suhaba(R.A) Kay Sath Safar Par Thay Safar Kay Duran Hazrat-e-Aayeshah (R.A) Ka Har Mubarak Gum Ho Giya Tha. To Ap Ney Sahaba Ko Hukam Diya KHar ko talash Karain Wo Aasi Jaga Thi Jahan Pani(Water) mayaser nahi tha. Jab Namez-e-Aasar(confirm nahi kay aasar thi ya magrib) Ka Waqat ho giya kay Aaj To Is Har Ki Waja Se Humari Namaz Chlai Jay Gi. to Sahaba Parishan Ho Gay. Us Waqat Ap Par Wo Aa'et Nazil Hoi Jis Main Bataya Giya Tha Kay Agar Ap ko Pani Na Milay To Ap Tayamam Kar Lain(Mafhoom). Jab Sahaba Ney Yeah Aa'et-e-Mubaraka Suni To Wo Kush Ho Gay Aor Hazrat-e-Abou Bakr Se Kahney Lagay Kay Yeah Ap Kay Ghar Waloon Ki Barkat Hai Kay Agar Har Gum Na hota to Yeah Aa'et Nazil Na Hoti. Isi Aa'et Kay Hasool Kay Leaye Ap Ne Apney Elm-e-Ghaib se Pehley Hi Har kay abaray main Bataya. JazakAllah Edited 25 اپریل 2007 by madina_dil_de_undar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 is mozu par Jal Haq me jo Ilm Ghyb par behas ki gayi hai usku 2 safhat upload kar raha hu. baki iski tafseel ke liye aap Jal Haq ka mutala kijye.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 JazakAllah Asif Bahi I Have Not Scanner Nor Inpage IS Leaye Main Ney Roman Main Hi Apney Khiyalat Ka Izhar kar Diya. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri مراسلہ: 25 اپریل 2007 Author Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 asalam-o-alikum karne ka shukriya but yeh ahle hadees Jal Haq ko nahi mante bolte hain k woh to app k mulana ki kitab hay .....warna mein bhi Jal Haq ka he bolta an ko ?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 (ترمیم شدہ) asalam-o-alikum karne ka shukriya but yeh ahle hadees Edited 25 اپریل 2007 by madina_dil_de_undar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 walekum as salam mudassir bhai.... ji mene bhi sirf copy paste ka kaam hi kiya hai...kash mujhy inpage use karna aata....barhaal aap ka shukriya.... ji haan qadri bhai mudassir bhai ne bilkul sahi kaha aap ko hawala dena hai to aap jal haq me asani se talash kar sakty hain mufti ahmad yaar khan sahab RA ne apny alfaaz to kahy nahin sari detail hawalon par hi to di hui hai...ap zara tadbbur karein...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 qadri sahab kyu na aap apna signature change kar lein ye meri danis me sahih nahi hain ki islam me firqy nahin or islam firqon me nahin....phir us hadees ka ka banega ki huzur ka farmana ki meri ummat 73 firqon me bat jayegi....kya kehty hain aap? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 Brother Inpage USe Karna To 1 2 3 Ki tarhan Hai Bas Typing Speed honi Chahiyae InshahAllah Jald Hi(Jab Mila) Inpage Ka Tutorail Add Karoon Ga. InshahAllah Again And jazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri مراسلہ: 25 اپریل 2007 Author Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 yaar app sab to muj pe gussa hone lagy hain mein to ek baat bol raha hoon k woh jal haq ko nahi mante....mein bol raha hoon k app doseri hadees say bayan kar dein bass.....mujy jawab dene mein asani ho jay ge .... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 (ترمیم شدہ) Madinah Hum Gusa Nahi Horahay Ap Hadees Ka Hawala Dain Aor Ja'ul Haq Ka Zekr Hi Na Karain. Yeah Munazra B Isi Baray Main Hai Lekin Copmlete Nahi Hai 1 2 3 Edited 25 اپریل 2007 by madina_dil_de_undar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri مراسلہ: 25 اپریل 2007 Author Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 (ترمیم شدہ) BAHI MEIN AHLE SUNNAT SAY JAMAT SAY HOON AGER MUJY KOI MASLA HOGA TO MEIN APP SE HE POCHON GA NA YAAR ....APP BASS SAWAL KA JAWAB DEIN OK AUR MR..madina_dil_de_undar SAHAB APP KOUN HOTE HAIN BOLNE WALE K MEIN APNA SIGNATURE CHANGE KARDON...HAAN AAPASS MEIN MIL KAR RAHA KARIN FIRKON KI TO DOOR KI BAAT HAY APP AHLE SUNNAT K BANDO SAY HE SAHI MU BAAT NAHI KAR RAHE .? Edited 25 اپریل 2007 by qadri اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 (ترمیم شدہ) Dear Mannan Bahi Ap Ko Asif Bahi(Ya Muhammadh) Ne Nahi Main Ney Signature Use Karney Ka Method Bataya Tha Dear Ap Ko Yeah Nahi Kaha Kay Ap Yeah Change Kar Lain Beshuk Ap Yeah Hi Laga Lain. Mujay Koi Ehtaraz Nahi Hai Ap Agar Tori Bohat English Jantay Hain To Yeah Link Check Karain Is Main Ap Ko Bohat Kuch Mil Jay Ga. http://www.barkati.net/books/ilmegaib/ilmgaib.htm JazakAllah Dear ap Apni Post Edit Kar KAy Us Main Se Ya Muhammadh Ki Jaga madina_dil_de_undar Lekh Dain Ap Ki Bari Mehrbani ho gi. Agar Koi Ghalti ho gai to Allah Aor Us Kay Rasool Ki Kahtir Muaaf Farma Dain Kyon K MAin Kisi Ko Nazar Nahi Dekh Sakta. JazakAllah Edited 26 اپریل 2007 by madina_dil_de_undar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri مراسلہ: 25 اپریل 2007 Author Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 Allah Allah Karne Se Allah Na Mile Wo Allah Wale Hain Jo Allah Se Mila Dete Hain .. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 25 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2007 ASALAM-O-ALIKUMbahi app say yeh pochna tha k QURAN ki koi asi ayat hay jis mein sabit hay k ,,,,NABI FARMA RAHE HAIN K BATA DEIN K MUJY KOI GEEB KA ELIM NAHI HAY..... MERI AHLE HADEES SAY BAAT HUE THI TO WOH YEH BAAT QURAN SAY SABIT KAR RAHE THE??WOH SAHI BAAT HAY ? PLZ TAFSEEL SAY BAYAN KAIN SHUKRIYA ALLAH HAFIZ Bhai aap kay poochna chahtay hain mujhay tau aap kee baat ki samjh nahin laggi aap keh rahay hain QURAN ki koi asi ayat hay jis mein sabit hay k ,,,, NABI FARMA RAHE HAIN K BATA DEIN K MUJY KOI GEEB KA ELIM NAHI HAY yeh kaya likha hay??? RASOOL ALLAH farma rahay hain BATA DAIN...kaun bata day kissay bata day K mujhay koi ghaib ka ilm nahin hay............... bhai jee baat tau wazeh karain keh RASOOL ALLAH farma kissay rahay hain??? aur batanay ko kissay keh rahay hain ??? aur mujhay say kaun muraad hay RASOOL ALLAH ya phir jis ko RASOOL ALLAH farma rahay hain keh BATA DAIN.??? Agar woh ANTI HADEES aap ko quran say saabit kar raha tha tau uss say quran ki uss ayat ka hawala pooch lain. 30 paaron main say kaun say paray main hay aur kaun see surah main hay phir aap ko tafseel batnaay main koi asaani ho jaye gee اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 26 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2007 Qadri Sahib, aap JA'AL HAQ ka muta'liya kejiye jo asif bhayi ney images diye hain... insha Allah aapkey masail hal ho jayein gey... aur unho ney jesay likha key aap JA'Al HAQ ka zikr us anti hadees/deobandi sey kiyon kertey hain? aap us key hawalon ka sirf zikr kejiye aur un sey jawab talab kejiye... Misal key Tor per ASIF BHAYI key post kerdah image ki pehli hi aayat ko dekhye.. jis mein ILM-E-GHAIB KI NAFI HAI.. uss key jawab mein Mufti sahib (aleh rahma) likhtey hain.. key 4 mufasireen ney is ki tafseel mein likha hai key yeh ZAATI ILM-E-GHAIB ki nafi hai... na key atayi... aap un tafaseer key hawaley note kejiye aur anti hadees ko dejiye.. ager woh nhin mantey.. tu aap ILM-E-GHAIB key haq mein aayat aur aahadees post kejiye... maslan SARKAR ney qayamat tak key ahwal ka pehley hi sey batla diya... Mazeed Tafseel key liye JA'AL HAQ CHAP. ILM-E-GHAIB read kejiye... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 26 اپریل 2007 Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2007 Aor Mannan Bahi Yeah Topic B Check Kar Lain Sha'ed Yahan Se Koi Madad Mil Jay http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=992 http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=988 http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=1307 JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri مراسلہ: 26 اپریل 2007 Author Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2007 asalam-o-alikum bahi log sharing karne ka bahot shukriya ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH JAMA'AT TUL MUSLIMEEN , JAMA'AT TUD DAWAH, JAMA'AT TUS SUNNAH, TEHREEK E AHLEHADEES YE SUB WAHABIOON KI JAMAATAIN HAI. JAHAN TAK MAIN NAY SUNA HAI JAMA'AT TUL MUSLIMEEN WAHABIOON KI JAMA'AT HAI. QADRI AGAR APP SUNNI HO TO YE USE NA KARO. AGAR NAHI TO BHAIOON YE APP SUB SAY KHAIL RAHA HAI. DOSRA ILM E GAIB KAY HAWALA SAY BAAT KAROON GA QURAN OR SUNNAT KO SUB SAY ZIADA SAMAJH NAY WALAY SAHABAH, SAHIH HAI NA MAIN GALAT TO NAHI, HAZRAT SAWAD BIN QARIB RADI ALLAH ANHU NAY NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KI BARGAH MAIN NAZRANAH E AQEEDAT PAISH KARTAY HOYE KAHA, یہ اشعار فضیلۃ الشیخ علامہ سیّد یوسف سیّد ھاشم رفاعی(کویت) نے اپنی کتاب ادلۃ اھل السنۃ و الجماعۃ میں نقل کءے ہیں فاشھد ان اللہ لا شیءی غیرہ و انک مامون علی کل غاءب MAIN GAWAHI DETA HOON KAH ALLAH TA'ALA KAY SIWA KOI SEEH (MOJOOD E HAQEEQI)NAHI HIA OR APP HAR GAIB PER AMEEN BANAYE GAYE HAIN. و انک ادنی المرسلین شفاعۃ الی اللہ یا ابن الاکرمین الاطاءب AYE TAYYAB OR MOAZZIZ HASTIOON KAY CHASHAM O CHERAG ALLAH TA'ALA KI BARGAH MAIN APP KI SHAFA'AT TAMAM RASOOLOON SAY ZIADA MAQBOOL HAI. فکن لی شفیعا یوم لا ذوشفاعۃ سواک بمغن عن سواد قارب APP USS DIN MERI SHAFA'AT FARMAYEEN, JUB APP KAY SIWAH SAWAD BIN QARIB KA KOI MALJAH O MAWAH NAH HOGA MASNAD MAIN YE ASHAR ISSI TARHAH HAIN. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri مراسلہ: 6 جون 2007 Author Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 asalam-o-alikum bahi app kia chez use karne say rok rahe hoo mujy ? aur mein fakhar say bol sakhta hoon k mein sunni hoon ahle sunnat jamat say hoon ....kisi say sawal pochna gunha nahi hay janab app ko kisi chez mein problem hoge to app kisi na kisi say pocho ge ? yeh he waja hay jo aj kall k log info na hone ki waja say dosery firko mein ja rahe hain jesay k sab ko pata hay k mery area mein sab dost ahle hadees ho gay hain ...ager mera iman atna khamzor hota to aj mein GM K SIDE PE HOTA aur yahan app say baat nahi kar raaha hota kiyoon k ek dafa jo Gm ho jata hay woh phir woh sunni ho he nahi sakhta ......ap nay achi info di hay inshallah woh mery kaam aaai ge but app kisi ko be waja nahi bol sakhte k mein app sab k sath kheil raha hoon ? ok to next time zara khayal rakhna plz jazak allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 JAD DUL MUKHTAR, very nice post... qadri saieen jazabati ho gaye hain. hum mantey hain beyshak aap sunni hain. koi bhi bad gumani nahi ker raha. woh sirf unho ney ap key top per attach image ke baray main kaha hai. apna image dekhain. islam main firqay nahi firqon main islam nahi. yeh image jamat ul muslimen walay use kartay hain. jo kay pakay wahabi ghair muqlid hain. balkay un say bhi 2 hath agay. in ki tafsel islamieducation.com per aik book main pedh saktay hain ap. ghar kay bhaidi lanka dhayain. ghair muqlid ahle hades bhi inko sahi nahi mantay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sunni Tehreek مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 (ترمیم شدہ) Qadri bhai joh hawale pehle diye hain ahlehadith ke khilaaf bahut se aap unko woh sunaye aur unse iska jawab len. INSHALLAH Anqareeb Qadiyaniyoun aur Wahabiyoun ka kitna link hain is per aik post unke hawaloun ke saat ki jayegi. Gm ke maane na maane se kuch nahin hota, woh na to hadith maante hain na quran, agar unko koi hadith den to woh kehte hain yeh zaeef hain humare al baani ne kaha hain. Is Wajah se joh Info yahan available hain mere bhai aap usko use karen. Jad dul Mukhtar bhai aap Imran bhai to nahin ? Baarhaal post aap ki hazrat zabardast hain Jazak Allah Edited 6 جون 2007 by Hafizsahib اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH HAFIZ SAHIB JAD DUL MUKHTAR NICK DEKH KAR BHI POOCHTAY HO APP IMRAN BHAI TO NAHI , JI IMRAN ATTARI HERE ALHAMDULILLAH JAMA'AT TUL MUSLIMEEN WO HAIN JO QABAR MAIN SAWAL O JAWAB , AZAB E QABAR KAY MUNKIR HAIN BALKAH KHUD AHLE HADEES WALAY IN KO GUMRAH KEHTAY HAIN. APP KEHTAY HAIN JUB KOI SUNNI GM HO JAYE TO WO KABHI SUNNI NAHI HOTA APP KA YE KHAYAL GALAT HAI. PALTALK PER AIK BHAI AATAY HAIN WO GM THAY LAKIN ALHAMDULILLAH UB WO SAHI HUL AQEEDA SUNNI HAIN. BAAT SARI MUTALAH KI HAI AGAR HUM ULLAMA AHLESUNNAT KI KITABOON KA MUTALLAH KARAIN YA UN KI BARGAH MAIN HAZRI DETAY RAHAIN TO HUM SAWALOON KA JAWAB POOCHNAY WALAY NAHI BALKAH JAWAB DENAY WALAY HOTAY. MERI KOI BAAT APP KO BURI LAGI HOTO MAIN APP SAY MUAFI CHAHTA HOON. JAZAKA ALLAH AZZAWAJAL ALL AAMEEEEEEEEEEN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 6 جون 2007 Report Share مراسلہ: 6 جون 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔