Jump to content

Jamayat-Ul-Ahadees ( Aala Hazrat Rehmatullah Alye Ki ? )


alSaifiya

تجویز کردہ جواب

(salam)

Ajj kafi dino ke baad Nafse Islam pe gaya to wahan Ahadith ke section mein mujhay yeh Khazana Milla :

 

Jamayat-ul-Ahadees

iski 10 Jilden upload kar di gayi hain aur Paper Quality bhi bohot kamal hai . Lekin is se pehlay main ne yeh nahin dekhin yeh Aala Hazrat (ra) ki Tasaneef mein se hai shayad lekin is mein kamal bat yeh hai ke is mein ahadith ko aktha kar ke baqaida Aala Hazrat (ra) ki Tashreeh bhi hai aur bardi zabardast Ahadith ki Kitab hai Ghaliban 36 hazar se zayid Ahadith Jamah ki gayin hain is mein + Ahadith ki Sanad aur Sehat par bhi Mufeed wazahat hai is mein .

 

Main ne to pehlay yeh nahin dekhi lekin main bohot Imress hua hoon is se kya aap log is ke baray mein jantay hain ??

aur kya aap is ke mutaliq information de saktay hain ??

 

Yeh to Ajj ke dor mein ek Khazana hai Ahle Sunnat wal Jammat ke liye . Kya yeh Aala Hazrat (ra) ne likhi ya phir unki Tasaneef mein se Akathi ki gayi hai ??

 

is pe zara baat karein takeh logon ko bhi aur mujhay bhi is ke mutaliq information hasil ho . waisay is Book ke vol. Khareed kar Masjid mein Rakhnay Chahiye takeh Bahar e Shariyat ki Tarah logon ke le Mufeed ho aur Dars ke kaam aye . aap kya kehtay hain ??

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

Mujhay Lagta hai Nafs e Islam ne Ya to in se copy ki hai ya phir abhi 8th Vol Shayad Chapa nahin kiyunkeh dono taraf Vol 8 nahin hai . Lekin is Website pe 2008 ki upload hui hui hai . Kabhi nazar nahin pardi ya phir shayad dheyan nahin diya .

 

Yusuf Bhai yeh website main janta hoon . inhon ne bhi bohot acha collection upload kiya hai Books .

(ja):)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...