Jump to content

Google Ads Kay Zareeay Paisay Kamana Haram Hay


Eccedentesiast

تجویز کردہ جواب

Google Ads Kay Zareeay Paisay Kamana Haram Hay Kionkeh

 

1 : Ads jaiz najaiz donon hotay hain , najaiz ads par click karnay ki wja say gunahgar honge.

 

2 : Yeh koi aesa kam naheen hay jis par ijara kiya jaye ya iski tankhawh di jaye , yeh fuzool kam hay.

 

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30997

Link to comment
Share on other sites

Google Ads Kay Zareeay Paisay Kamana Haram Hay Kionkeh

 

1 : Ads jaiz najaiz donon hotay hain , najaiz ads par click karnay ki wja say gunahgar honge.

 

2 : Yeh koi aesa kam naheen hay jis par ijara kiya jaye ya iski tankhawh di jaye , yeh fuzool kam hay.

 

http://mufti.faizane...wer.php?Q=30997

 

jis topic per site hoti hy usi sy related adds show hoty hn yani ager website jaiz hy to adds bhe waisy hi google lagta hy

Link to comment
Share on other sites

jis topic per site hoti hy usi sy related adds show hoty hn yani ager website jaiz hy to adds bhe waisy hi google lagta hy

 

Meray muhtaram bhai agar aap yeh kehna chahtay hain keh islami website par islami ads hongi to bhai un ads main wahabi shia waghera ki websites bhi shamil hoti hain ,, lihaza mukammal jaiz ads naheen hoti.

Link to comment
Share on other sites

Meray muhtaram bhai agar aap yeh kehna chahtay hain keh islami website par islami ads hongi to bhai un ads main wahabi shia waghera ki websites bhi shamil hoti hain ,, lihaza mukammal jaiz ads naheen hoti.

 

 

 

Ager Website Computers ya technology k topic per ho to phir wahabion deobandion k konsy badmazb computron ki site k adds hn gy ?

Link to comment
Share on other sites

Ager Website Computers ya technology k topic per ho to phir wahabion deobandion k konsy badmazb computron ki site k adds hn gy ?

 

Laikin bhai aesi soorat main bhi ads main music , ya na mahram ki tasweer ya aawaz k paye janay ka imkan hay . behrhal agar aesa kuch bhi na ho tab bhi Yeh koi aesa kam naheen hay jis par ijara kiya jaye ya iski tankhawh di jaye.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...