Jump to content

* Molvi Ashraf Sialvi Shiekh Abdul Qadir Jilani R.a Ka Gustakh Hay ?


Blue Chips

تجویز کردہ جواب

  • 1 month later...

Exposing Nifaq,

 

main esforum par post nahe karta magar ap ki post pari tu ap say aik question pouchnay ko dil chaha.

 

AGAR AIK DEOBAND ALAM B APNAY UPER LAGAY GAY ALZAM KA RAD KHUD HE KARDAY TU USKA HUKAM BE SIALVI SAB WALA HE HOGA YAN MUKHTALAF.

 

 

Agar jurm ka saboot hay tu phir tu ye makkari ho ge aor agar koe sabot nahi sirf propaganda ya hey tu phir bari ozzima

Link to comment
Share on other sites

Ap k kahnay k matlab ha, k Sialvi sahab k kalaf sirf propuganda tha.

 

Agar ap ki baat sach manloon tu Ahmed Farooqi sahab par ungli uthti ha aur ye baat sabit hoti ha k barelvi ulma without tahkeek kay kissi par b alzam laga saktay hain. Kiya Farooqi sahab nay ye thek kiya k aik propaganday ki bunyad par Sialvi sb ko gustakh kahdiya.

 

phir Aagar Sialvi sahab sachi thay tu kun na boolay etc, Agar age ki waja thi tu b ye baat darust nahe. Unhoon nay Farooqi sahab ko hakikat kun na batae aur ghar ja kar book main apna sachy honay ka sabot dytay rahay.

 

Juram aur Ibarat main kiya faraq ka wazahat kardain agar aik mujram khud he kahday k main mujram nahe tu kiya ye baat kabalay kabool hogi yan nahe.

 

aur kissi ibarat par fatwa dynay say pahly aik mufit ko kin points ko maday nazar rakhna hota ha please wo b mentioned kardain.

Edited by lhrusa
Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...