Rizvann مراسلہ: 27 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 27 اپریل 2011 agar meri zahur ki namaaz qaza ho jati hai tu ab mein use asar ki jamaat hone se pehle parhna chahta hoon tu mein pehli rakaat mein (sana)-taooz-tasmia-fatiha or surah milaonga yehi mein dosri rakaat mein karonga ga magar ab poochna yeh hai kay 3 or 4 rakaat mein bhi surah fatiha or surat milonga ya nahin dosra sawaal woh yeh hai kay agar imam zahur ki namaaz parh kar faregh ho jate hain yani ab woh sunntein parh rahe hoon tu mein us dooran ponchta hoon tu mujhe zahur ki 4 rakaat farz parhna shroo karo tu pehli rakaat mein sana taooz tasmia fatiha or surah milaonga or yehi dosri rakaat mein bhi karonga kya ab 3 or 4 rakaat mein bhi fatiha or surat milonga ya nahin sirf fatiha parh kar rukoo kar loon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 28 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 28 اپریل 2011 agar meri zahur ki namaaz qaza ho jati hai tu ab mein use asar ki jamaat hone se pehle parhna chahta hoon tu mein pehli rakaat mein (sana)-taooz-tasmia-fatiha or surah milaonga yehi mein dosri rakaat mein karonga ga magar ab poochna yeh hai kay 3 or 4 rakaat mein bhi surah fatiha or surat milonga ya nahin Zuhr, Asar ya isha kay 4 farz agar akelay parh rhay hain to chahay ada ho ya qaza parhnay ka tareeqa aik hi hay aor wo yeh hay keh pehli rakat main Tauz Tasmiya Sana Fatiha Surah sab parhna ho ga. Doosri Rak'at main Sana (SubhanakAllah Humma Wabehamdika''' NAHEEN parhain ge. teesri aor choti rakat main Sirf Tauz Tasmiya aor Fatiha parhain ge. isii trah maghrib ki teesri rakat main bhi Sirf Tauz tasmia aor Fatiha Parhain ge. Jammat kay sath nmaz parh rhay hon to pehli rakat main Sana parh kar khamosh ho jain, Imam kay peechay Qirat ki ijazat naheen. dosra sawaal woh yeh hai kay agar imam zahur ki namaaz parh kar faregh ho jate hain yani ab woh sunntein parh rahe hoon tu mein us dooran ponchta hoon tu mujhe zahur ki 4 rakaat farz parhna shroo karo tu pehli rakaat mein sana taooz tasmia fatiha or surah milaonga or yehi dosri rakaat mein bhi karonga kya ab 3 or 4 rakaat mein bhi fatiha or surat milonga ya nahin sirf fatiha parh kar rukoo kar loon Zuhr, Asar ya isha kay 4 farz agar akelay parh rhay hain to chahay ada ho ya qaza parhnay ka tareeqa aik hi hay aor wo yeh hay keh pehli rakat main Tauz Tasmiya Sana Fatiha Surah sab parhna ho ga. Doosri Rak'at main Sana (SubhanakAllah Humma Wabehamdika''' NAHEEN parhain ge. teesri aor choti rakat main Sirf Tauz Tasmiya aor Fatiha parhain ge. isii trah maghrib ki teesri rakat main bhi Sirf Tauz tasmia aor Fatiha Parhain ge. Jammat kay sath nmaz parh rhay hon to pehli rakat main Sana parh kar khamosh ho jain, Imam kay peechay Qirat ki ijazat naheen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔