Jump to content

Permorning Umrah

Muhammad Kashif

تجویز کردہ جواب

Assalamu alikum,

Mufti Sahib,

Mera sawal hai meri wife next month Umrah kai liya (apnai parents) kai sath aa rahi hain 20 days kay liya. In 20 dinou kai durmiyan unki periods ka bhi time ho ga.Is surat main unhain kya kerna chahiya takay ibadut main khalul na pari. please quran or hadith ki roshni main mujhi jawab dijiya. Main Saudi arabia main job kerta hoin to yahin si unko join ker loun ga.or 1 or sawal kya main is period main unki sath auzdawaji taluq rukh sukta hoin.

apki jawab ka muntazir.

Muhammad Kashif Hussain

Dammam, Saudi Arabia.

Link to comment
Share on other sites

Janab Muhtrum,

Main apni question ki jawabs ka intizar ker raha hoin.

please mujhi answer karain.

Shukriya.

Link to comment
Share on other sites

On 4/30/2011 at 4:42 PM, Muhammad Kashif said:

Janab Muhtrum,

Main apni question ki jawabs ka intizar ker raha hoin.

please mujhi answer karain.

Shukriya.

(salam)

Sorry Muhammad Kashif bhai . Darasal yeh topic meri nazar say naheen guzra , mujhay ilm naheen tha keh aap nay yeh suwal poocha hay .

behrhaal ab main nay mufti sahib ko suwal send kar diya hay . jesay hi jwab aata hay post kr doon ga , insha Allah (azw)

.....

wesay is site par aap bhi suwal send kar saktay hain:

http://mufti.faizaneattar.net/

firefox say suwal send naheen hoga ,internet explorer use krain ge tab hi suwal send ho ga.

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

Assalamu alikum,

Mufti Sahib,

Mera sawal hai meri wife next month Umrah kai liya (apnai parents) kai sath aa rahi hain 20 days kay liya. In 20 dinou kai durmiyan unki periods ka bhi time ho ga.Is surat main unhain kya kerna chahiya takay ibadut main khalul na pari. please quran or hadith ki roshni main mujhi jawab dijiya. Main Saudi arabia main job kerta hoin to yahin si unko join ker loun ga.or 1 or sawal kya main is period main unki sath auzdawaji taluq rukh sukta hoin.

apki jawab ka muntazir.

Muhammad Kashif Hussain

Dammam, Saudi Arabia.

(wasalam)

Soorat-e-Mas'ula main Periods aanay say pehlay aap ki Zoja aesi medicines use kar leti hain keh jinsay periods ruk jatay hain to is soorat kay andar Umra waghera bhi mukammal achay tor par kar sakain gi aor aapsay milnay ki soorat main azdwaji taluqat bhi qaim rakh sakain gi us main harj naheen hoga Laikin agar medicine naheen khain aor periods aagaye to azdwaji taluqat qaim karna jaiz na ho ga , isi trah Masjid-Ul-Haram aor Masjid-e-Nabawi (Ala Sahibiha AlssalatoWassalam) main bhi janay ki ijazta na hogi.

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=31891

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...