Jump to content

Idm Full Version


Hyder Qadri

تجویز کردہ جواب

(ja)(ja)(ja)(ja)

 

subkhan Allah, aapnay jazakallah to likh diya lekin kya aapnay kissi mustanad mufti saab say maloom bhi kya hai keh iss tarah jo software share kiey jatay hain iss tarah say unko free main download kar kay (jab keh wo free nahi hain) unka free main istimaal karna jaiz bhi hai ya nahi?

mainay bhi issi tarah ka ek masla poocha tha yahan pe aur mujhay uska jawab bataya gaya. aap bhi par lijiey. yeh hai uski link

http://www.islamimeh...h__1#entry58706

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

جی دیکیھں اگر کسی نے سافت وئیر خریدہ یعنی سی ڈی خریدی اور اس سی ڈی سے سافٹ وئیر انسٹال کر

 

کے وہ سی ڈی اپنے دوست کو دے دی اسی طرح آگے سے آگے چلتی گئی

 

اسی طرح ایک دوست نے خریدہ اور اس نے اپنے دوستوں کے لیے نیٹ پر شیئر کردیا

 

ایک دفعہ تو خریدہ ہی گیا ہے نا

 

 

اگر کوئی خرید کر بیچے تو اور بات اور مفت شیئر کرے یہ اور بات ہے

 

 

باقی میں کسی مفتی صاحب سے کنفرم کروں گاں تفصیلی اس کے متعلق

Edited by Mughal...
Link to comment
Share on other sites

ji han zaroor kharida gaya hai lekin jiss nay kharida hai uska istimaal sirf ek hi Computer kay liey hota hai na keh bohat saray logo kay liey, han agar software free main ho to uska share karna jaiz hai chahey 1000 admion kay saath share kiya jaey, kyon keh kissi shareware software ko illegaly tor par istimaal karna yaqeenan dhoka kehlata hai, aur meri naqis maloomat kay mutabiq islam kay ander kissi ghair muslim ko dhoka dena jaiz nahi hai.

yeh hai Internet Download Manager ki E-mail aur contact karnay ka zaria, [email protected] or http://www.internetdownloadmanager.com/contact_us.html

inn ko aap email karein aur poochain keh meray ek dost nay aapka software kharida hai aur ab wo net pe doosray logon kay saath bhi usko share karta hai aur log usko free main istimaal kartay hain kya iss tarah karna jaiz hai, agar yeh company walay kehtay hain keh ji han iss tarah karna jaiz hai to theek main apnay alfaaz wapis lay leta hoon aur agar unhon nay kaha keh nahi yeh ghair qanooni hai to phir aap apni islah kar lijiey ga.

unsay jo jawab milay please zaroor bataiey ga, shukrya!

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...