Jump to content

Ameer Ahl E Sunnat

ghulam e murshid

تجویز کردہ جواب

(salam)

Acha jnab aap dawat-e-islami say is leay nalan hain keh jnab kay nazdeek chand sabz pagri pehnnay walon nay Ulama-e-Ahl-e-Sunnat say jhagra kea.

Muhtram bhai har sabz pagri pehnnay wala dawat-e-islami say taluq naheen rakhta aor na hi har koi apnay aapko dawateislami wala kehnay wala dawateislami wala hota hay aor na hi dawat-e-islami apnay har rukan k zaati aamal ki zimmadar hay.

aor agar to dawateislami k zimmdaram sunni ulama ki pitayi ka kehtay hain to aap suboot dijiay?? wesay agar waqeaye aesa hota to pakistan-o-hindustan main maar khaa khaa kar sunni ulama kay doctors say kafi taluqat ban chukay hotay kionkeh dawateislami walay laakhon naheen Karoron hain .

lihza behtar hay keh aap apni ghalat fehmiyan door krain aor ulama kay ikhtelaf ko ulama tak hi rehnay dain ...

(azw)(ja)

USMAN BHAI MEINE AAPKO SAWAL KIYA THA KE KISI ALIM E DEEN KI PITAYI KARNA KEISA SHARIAT KA HUKM ISS MAMLE ME KYA HAI AAP SIRF YE BATAIYE AAPNE JO UPAR KAHA HAI WOH HUMARA MAUZU NAHI MUJHE SIRF YE BATAO KE KISSI ALIM E DEEN KO PITNA KEISA

Edited by muahfiz1292
Link to comment
Share on other sites

Muhtram aap ka kiya khiyal hay mera jwab kia ho ga???

zahir hay ulama-e-ahl-e-sunnat say unkay ilm-e-deen ki wja say ranjish rakhna kufar hay aor dunyawi waja say ho to sakht gunah aor mahroomi ka bais hay.

YEHI TO ME KEH RAHA THA DAWAT E ISLAMI WALO NE OLMA E AHLESUNNAT KI BEREHMI SE PITAYI KI HAI YE AMAL UNHE ZEIBA NAHI DETA

AUR AAP YE KEH RAHE THEY KE HAR KOI SABZ IMAME WALA D I WALA NAHI HOTA AGAR YE EK MUBALIG NE KIYA HOTA TO BAAT THODI HALKI HO JATI MAGAR MIBALLIGIN APNE GIROH KE SATH UNKO PITA HAI AAP HI BATAO KYA YE UNHE ZEIBA DETA HAI

ABHI YE EK KADI HAI AGEY INKE BOHOT SE EISE KARNAME ZAHIR HONE WALE HAI DALEEL KE SATH KE UNKE DEFENS KARNE WALE JO SAHI MANA ME HAR MAMLE KO SHARIAT NIGAH SE DEKHTE HAI AAJ JEISE ME KEH RAHA HUN KE D I ME AAJ BOHOT KHARABIYA AA GAYI HAI KAL YE JUMLA KEHNE WALE BOHOT SARE HONE

AUR HAN DAWATE ISLAMI WALO KO MUNAZRE KA CHALLENGE BHI DIYA HAI AGAR DAWAT E ISLAMI HAQ HAI TO CHALLENGE KUBUL KARLE YE KARZ HAI AGAR D I WALE MUNAZRA KARNE AA JATE HAI AUR JISS BUNIYAD PAR IKHTELAF OLMA KAR RAHE HAI AUR DAWATE ISLAMI AGAR UNKE AITRAZ KA JAWAB MUANZRE UNHE SIKASHT DE DE TO ME RUJU KARLUNGA AUR TAUBA BHI MAGAR YE BHI SACH HAI DAWAT E ISLAMI WALE MUNAZRA NAHI KARENGE AUR BAHANA BANAKE SARAK JAYENGE JAB TAK ISS MASLE KA FAISLA NAHI HO JATA DAWAT E ISLAMI KI MUKHALEFAT OLMA E AHLESUNNAT JAARI RAKHENGE AUR AGAR KOI KEHTA HAI KE HUMARE OLMA AGAR UNKI MUKHALEFAT GALAT KARA RAHE HAI TO AAO MUNAZRE KA MAIDAN BARELY SHARIF ME KHULA HAI AAO AUR APNE AAPKO BARI SABIT KARDO

جناب کس موضوع پر مناظرہ کا چیلنج دیا گیا ہے

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...