Rizvann مراسلہ: 10 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2011 mere ek dost ne ek sawaal kiya kay milad tum kyun manate ho mein ne jawab diya hazrat muhammad sallahu alyhe wassllam ki viladat ki khushi mein woh kehte hain yeh tu khane ka rewaaj qaim kiya howa hai yani langar wagera...(or us ne ek daleel de ky imam ahmed raza ne hazrat muhammad sallahu alyhe wassllam ki viladat ka din 9 bataya hai plz mujhe is barey mein completey jawaab dijiye ek tu miald kay bare mein or dosra viladat ki tareekh ka takay us ko jawaab de sakoon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Blue Chips مراسلہ: 10 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2011 Rizwan Bhai aap us bandy sy pochain k 9 Tarheekh ko Jo milaad wala din kaha hy us ka Refrence hi bta dy Our Imam Ahmad Raza khan R.H.) ny Apni Books mai Mukhtilf Rawaiat Likhi hn Milaad ki Date k Lakin Jamhoor Ulama k Nazdeek 12 Rabi Ul Awwal hi Eid Milaad ka din hy our 12 hi Imam Ahmad Raza khan R.H) ny bhe btai hy اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔