Mughal... مراسلہ: 10 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2011 (ترمیم شدہ) کیا کرکٹ میچ کے لیئے دعا کرنا جائز ہے یعنی ہم پاکستانی ہیں تو کیا ہم پاکستانی ٹیم کی جیت کہ لئے ایک کھیل میں دعا کرسکتے ہیں پاکستان ٹیم کہ کسی میچ کو جو انڈیا سو ہو اس کو کفر اسلام کی جنگ کہنا اور دعا کرنا ٹھیک ہے Edited 10 اپریل 2011 by Mughal... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashique-Mustafa مراسلہ: 10 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2011 کیا کرکٹ میچ کے لیئے دعا کرنا جائز ہے یعنی ہم پاکستانی ہیں تو کیا ہم پاکستانی ٹیم کی جیت کہ لئے ایک کھیل میں دعا کرسکتے ہیں پاکستان ٹیم کہ کسی میچ کو جو انڈیا سو ہو اس کو کفر اسلام کی جنگ کہنا اور دعا کرنا ٹھیک ہے Kufr o Islam ki Jang kehna to zahir si baat hai ghalat hai q k india mein pakistan se ziyada musalman rehte hain Haan albatta aik by Mufti Akmal Sb se Sawal hua tha k Cricket match mein apni team (Pakistan) k liye dua kar sakte hain to Mufti Sb. ne Kaha tha "Ji haan Kar sakte hain" اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 12 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 12 اپریل 2011 کیا کرکٹ میچ کے لیئے دعا کرنا جائز ہے Ji Naheen. Cricket match k leay dua karna manna hay. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=31315 Neez cricket ko Zareea-e-Muash bnana bhi jaiz naheen. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=31011 Cricket dekhnay ya khailnay ki ijazat naheen. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29101 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashique-Mustafa مراسلہ: 12 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 12 اپریل 2011 Ji Naheen. Cricket match k leay dua karna manna hay. http://mufti.faizane...wer.php?Q=31315 Neez cricket ko Zareea-e-Muash bnana bhi jaiz naheen. http://mufti.faizane...wer.php?Q=31011 Cricket dekhnay ya khailnay ki ijazat naheen. http://mufti.faizane...wer.php?Q=29101 Ye Faizaneattar wale Mufti Sahab ki Rae hai,, jo aap ne kaha Mein ne Mufti Akmal Sb. Damat Barkatuhum ki Rae Batayee,, Har ek ki apni marzi hai jis ki baat mein ziyada wazan lage follow karle Faizaneattar wale mufti sb se kisi ne sawal kya tha k bank se lease per car nikal waee jae ya nai mufti akmal sb ejazat dete hain to unho ne kaha k mujhe elm nahi k waqai wo ijazat dete,, agar dete hain,, to wo SAHIB E RAAE hain,, un ki apni tehqeeq hogi hamari apni tehqeeq hai,, phr bhi bahrahal bacha hi jae to behtar hai,, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 29 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2011 Ye Faizaneattar wale Mufti Sahab ki Rae hai,, jo aap ne kaha Mein ne Mufti Akmal Sb. Damat Barkatuhum ki Rae Batayee,, Har ek ki apni marzi hai jis ki baat mein ziyada wazan lage follow karle Faizaneattar wale mufti sb se kisi ne sawal kya tha k bank se lease per car nikal waee jae ya nai mufti akmal sb ejazat dete hain to unho ne kaha k mujhe elm nahi k waqai wo ijazat dete,, agar dete hain,, to wo SAHIB E RAAE hain,, un ki apni tehqeeq hogi hamari apni tehqeeq hai,, phr bhi bahrahal bacha hi jae to behtar hai,, sorry for late reply bhai bat yeh hay Mufti Akmal sahib kay keh denay say koi najaiz kam jaiz naheen ho jata .... Deen ko mazaq ya khail naheen bnana chaheay ........ Mufti Akmal Sahib dalail kay sath likh kar naheen detay hain Bank sar lease par car niklwana jaiz hay ya cricket kay leay dua jaiz hay .. Mufti Akmal sahib agar likh kar dalail dain to phir Ulama Un ka radd krain .... http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=31441 http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=31442 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔