Gham-e-Madinah مراسلہ: 8 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2011 AL QUR’AN:- Jho ALLAH k ahad aur apni qasmo k badle zalil daam letey hai akhirat me unka kuch hissah nahi aur ALLAH na unse baat kare na unki taraf nazar farmaye qayamat k din aur na unhe (gunaho se) paak kare aur unke liye dardnak azaab hai. Those who accept abject prices in exchange of ALLAH’s covenant and their oaths..., do not have a portion in the Hereafter - ALLAH will neither speak to them nor look towards them on the Day of Resurrection, nor will He purify them; and for them is a painful punishment. (Al Imran, Surah 3, Ayaah 77 – Tarjama: Kanzool Imaan) { e aayat yahood k ahbaar aur unke rosa’a abu rafe’a wa kinana’h bin abi al haqiq aur ka’ab bin ashraf wahyyi bin akhtab k haq me nazil huwi, jinhone ALLAH TA’ALA ka woh ahad chupaya tha jo SAYYADE ALAM SALLALAHU ALAIHI WASALLAM par iman lane k muta’allik unse tauret me liya gaya. Unhone usko badal diya aur bajaye uske apney hatho se kuch ka kuch likh diya aur juti qassam khai k ye ALLAH ki taraf se hai. Aur ye sab kuch unhone apni jama’at se rishwat hasil kanney k liye kiya. } اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔