hanafi-hanafi مراسلہ: 4 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2011 As salamu alaikum Wa Rahmatullah Munazara Kohat ba unwan Meelad un nabi per Deobandiyoun nay Apnay Magazine may Munazaray ki roodad bayan kartay huway apnay kuch jawabaat ka Zikar Kiya Hai. File attached hai. Mainay Miqyas-e- hanafiyat (from Nafse islam) may check kiya magar Kuttay per Quran Kay nazil honay ka mazmoon nahi paya. Mujhay Umeed hai dosray jawabaat bhi ghalay hi hongay Meharbani kar kay Koi bhai is ka tafseeli radd kar sakta hai? Jazakallah Pls watch the full munazra for all answers : Miqyas e Hanfiat per wahabiat ko monh toor jawab is link per check karain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
imhanfi مراسلہ: 4 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2011 (ترمیم شدہ) Ap tu apnay munazar say b bar kar nikly. next time ap munazara karna kun kay ap k munazar tu shayad 100rahay thay esliya unko pata nahe chala. Mairi post ko 2sary topic say delete kardiya gia. chalay ap he bata dain Ahmed Raza Barelvi nay kitnay jaloos nikaly Eid Milad un Nabi kay. Ye baat ap ka munazar b nahe bata saka tha Edited 4 اپریل 2011 by imhanfi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Blue Chips مراسلہ: 4 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2011 As salamu alaikum Wa Rahmatullah Munazara Kohat ba unwan Meelad un nabi per Deobandiyoun nay Apnay Magazine may Munazaray ki roodad bayan kartay huway apnay kuch jawabaat ka Zikar Kiya Hai. File attached hai. Mainay Miqyas-e- hanafiyat (from Nafse islam) may check kiya magar Kuttay per Quran Kay nazil honay ka mazmoon nahi paya. Mujhay Umeed hai dosray jawabaat bhi ghalay hi hongay Meharbani kar kay Koi bhai is ka tafseeli radd kar sakta hai? Jazakallah aap ye link dekhain idher jawab mojod hy http://www.islamimehfil.com/topic/11799-%D9%85%D9%82%DB%8C%D8%A7%D8%B3-%D8%AD%D9%86%D9%81%DB%8C%D8%AA-%D9%BE%D8%B1-%D8%A7%D8%B9%D8%AA%D8%B1%D8%A7%D8%B6-%DA%A9%D8%A7-%D8%AC%D9%88%D8%A7%D8%A8/ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 4 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2011 janab imhanfi Deobandi sahb: 1) Ala Hazrat nay juloos nahi nikalay to is main kia buaraye hai?? 2) Hamare kis alim nay juloos na nikkalnay walay par fatwa dia? 3)Tmhare Tableegi mula shab e Juma or seh rozaya wagera kia bari fazilat bayan krtay hain?? Ab tm batao k tmhare Nanotvi or Gangohi nay kitnay shab e Juma lagaye?? Kitnay seh rozay lagaye?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 4 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2011 اور ہاں تمہارے مولوی گنگوھی تھانوی یا نانوتوی نے کتنی مرتبہ حق چار یا ر کانفرنس میں شرکت کی اور کتنی مرتبہ حق چار یار کا نعرہ لگایا اور تمہارے مولوی گنگوھی تھانوی یا نانوتوی نے کتنی مرتبہ یوم صدیق اکبر اور یوم فاروق اعظم منایا اور کتنی مرتبہ جشن دیوبند کیا اور کتنی مرتبہ چلہ پر گئے اور کتنی مرتبہ رائونڈ اجتماع میں شامل ہوئے اورنام نہاد تبلیغی جماعت کہ ساتھ کتنے دن لگائے اور بھی سوال ہیں ان کا جواب تو دو اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
imhanfi مراسلہ: 5 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 5 اپریل 2011 (ترمیم شدہ) Kohat Munazara main tum logoon nay sun he liya hoga k barelvi ulma nay lekha ha jo Ahmed Raza k Aqeeda aur Amal say mutabakat na rakhay wo kafir ha. 1) Tum man gay k Ahmed Raza nay Jaloos nahe nikalay it mean tum Ahmed Raza say mutabakat nahe rakhtay tu tum kia huwa. Pakay 100000 paky kafir 2) Tumharay munazar nay kaha Ashabay Rasool SAW nay Jaloos nikalay milad k aur ye sunnat ha Magar Tumara Majadad nahe nikalay, aur AIma Arba main say kitno nay es sunnat par amal kia please wazahat kardo. 3) Agar kiss tabligh nay kaha k jo chela nahe lagay ga wo kafir yan Ahle sunnat say farigh so post karo. Jishnay deoband kia tha eska fatwa Khalifa tu achi tara say janta ha. magar phir b bay sharmoo ki tara wohe baat repeat kar raha ha. Aur BilfaRz ham esko maan b layn tu kiss deoband nay kaha k jo aisa nahe karay ga wo kafir yan Ahle sunnat say Faragh. agar ha tu post karo. MAGAR JO AHMED RAZA SAY MUTABAKAT NA RAKHAY WO KAFIR AUR TUM NAHE RAKHTAY TU TUM APNAY ULMA KI NAZAR MAIN KAFIR PAKAY KAFIR Ab tu mujy bata Ahmed Raza nay kun jaloos nahe nikalay?? kia wo esko bura samaj ta tha. yan ilam ki kami thi. Aur ye b bata day k Fatwa Rizwiya main lekha ha jo Sheikh ki na many wo Akhrat main azab main jay ga. Sheik nay 10 Maharam ko Birth lekhi ha tum shiek ki kun nahe mantay. Tum to already Jahanimi ho wo b pakay. Ahmed Raza k mutabak. Edited 5 اپریل 2011 by imhanfi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
imhanfi مراسلہ: 5 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 5 اپریل 2011 (ترمیم شدہ) Kafala-e-haq jis site say para ha please uska hawala musj post kardain. thanks Edited 5 اپریل 2011 by imhanfi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
alSaifiya مراسلہ: 5 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 5 اپریل 2011 (ترمیم شدہ) 2) Tumharay munazar nay kaha Ashabay Rasool SAW nay Jaloos nikalay milad k aur ye sunnat ha Magar Tumara Majadad 100 raha tha, aur AIma Arba main say kitno nay es sunnat par amal kia please wazahat kardo. MAGAR JO AHMED RAZA SAY MUTABAKAT NA RAKHAY WO KAFIR AUR TUM NAHE RAKHTAY TU TUM APNAY ULMA KI NAZAR MAIN KAFIR PAKAY KAFIR Ab tu mujy bata Ahmed Raza nay kun jaloos nahe nikalay?? kia wo esko bura samaj ta tha. yan ilam ki kami thi. Aur ye b bata day k Fatwa Rizwiya main lekha ha jo Sheikh ki na many wo Akhrat main azab main jay ga. Sheik nay 10 Maharam ko Birth lekhi ha tum shiek ki kun nahe mantay. Tum to already Jahanimi ho wo b pakay. Ahmed Raza k mutabak. Kohat Munazara main tum logoon nay sun he liya hoga k barelvi ulma nay lekha ha jo Ahmed Raza k Aqeeda aur Amal say mutabakat na rakhay wo kafir ha. Wahabi Sahib zara batiye video mein kis jagah yeh baat hui takeh khud bhi sunain kiyunkeh aaplog ek no. ke jhootay aur fraudi ho hamesha se hi apka mamool hai ke batain bich mein se kaat ke gol mol kar ke shor macha detay ho yahan par video ke part ki link aur minuet zara likh dijiye takeh hum bhi sunain baat kya hai aur aap kya fazool shor macha rahay hain . 1+2 ) Tum man gay k Ahmed Raza nay Jaloos nahe nikalay it mean tum Ahmed Raza say mutabakat nahe rakhtay tu tum kia huwa. Pakay 100000 paky kafir acha apke paas kya saboot hai ke Aala Hazrat ne Jaloos nahin nikala ? kya aap ya aapka Kala Munazir jis ki Shakal pe hi shaitaan nachta hai us waqt mojud thay ? aur agar bilfarz nahin bhi nikala ho to kya aap Aala Hazrat ki Kitaab se koi hawala de saktay hain jis mein unhon ne kaha ho na main Jaloos nikalta hoon na hi isko jaiz samjhta hoon ?? 3) Agar kiss tabligh nay kaha k jo chela nahe lagay ga wo kafir yan Ahle sunnat say farigh so post karo. Jishnay deoband kia tha eska fatwa Khalifa tu achi tara say janta ha. magar phir b bay sharmoo ki tara wohe baat repeat kar raha ha. Aur BilfaRz ham esko maan b layn tu kiss deoband nay kaha k jo aisa nahe karay ga wo kafir yan Ahle sunnat say Faragh. agar ha tu post karo. acha g jab apni baat aati hai to kehtay ho saboot do aur khud bina saboot ke baat , janab kya aap logon ke liye bina saboot ke har baat jaiz hai ? yehi sawal aap se kartay hain ke aap Aala Hazrat ki kitaab se hawala dein jis mein Aala Hazrat ne kaha ho ke Milaad ka Jaloos mat nikalo aur jo nikalay woh MazzAllah Kafir hai. koi hawala hai apke paas ? ab yeh lijiye apnay us kalay Munazar jis ki shakal pe hi lanat pari hui hai ko yeh parhwa dijiye ga : http://www.scribd.co...h-by-Ala-Hazrat yeh Aala Hazrat ki Speech hai jo Meelad ke Moqa par unhon ne 12 RABI UL AWAL ko ki thi . ab zahir hai us zamanay mein na to tv tha aur na hi koi audio system ke Aala Hazrat apnay Ghar mein ya phir Hujra Shareef mein baith ke bayan detay zahiri baat hai Jalsay mein hi yeh speech ki jisko baad mein Aala Hazrat ko suna kar check bhi karwa li gayi thi . Ab aapki bari hai aap bhi zara Aala Hazrat ki Kitaab se hawala Pesh kar dein jis mein unhon ne farmaya ho ke Jaloos na Nikalo ya Jaloos Nikalnay wal Ahle Sunnat se MazzAllah Farigh hai ?? Saboot peh kijiye aur janab apne kaha: Aur ye b bata day k Fatwa Rizwiya main lekha ha jo Sheikh ki na many wo Akhrat main azab main jay ga. Sheik nay 10 Maharam ko Birth lekhi ha tum shiek ki kun nahe mantay. Tum to already Jahanimi ho wo b pakay. Ahmed Raza k mutabak. Scan Page lagaiye zara poora hawala bhi dijiye kiyunkeh aap out of context ibarat ko pesh kar ke shor machtay hain , Mumkin hai ke Aala Hazrat ne Aqaid aur Tariqat ke Mutaliq baat ki ho . kiyunkeh Ghaus ul Azam to Hanbli thay jabkeh Aala Hazrat bhi Hanafi aur hum bhi Hanfi aur Fiqh ke lihaz se to hum Imam e Azam ko Follow kartay hain Jabkeh Tariqat mein hum Mehboob e Subhani Ghaus ul Azam ke Murid hain Alhamdulillah . aur zahiri baat hai ab fiqh mein to ikhtilaaf hai hi Ghaus Paak Hanbli thay hum Hanfi . is liye Mujhay Yakeen hai ke Aala Hazrat ne zaroor Tariqat aur Aqaid ki Baat ki hogi isi liye Hawala aur Scan Page Manga hai takeh aapki Makkari zahir kijiye kiyunkeh mujhay yakeen hai aap jalsazi kar rahay hain aur Aala Hazrat ki baat ko ghalat tareeqay se is mozu pe fit kar ke pesh kar rahay hain. aur yeh sirf Jashn e Meelad Sharif ko MazzAllah najaiz sabit karnay ki koshish kar rahay hain . aur Munazray ka Mozu tha Jashan e Meelad aur Jaloos waghairah jaiz ya najaiz lekin aap log bina kisi dalil ke hi aagaye aur jawaz bhi nikala to kya ke 10 Muharram ko Milaad hai . Ghaus Paak ko to aap log bhi mantay ho to kya aap 10 ko Meelad manao ge ?? apka woh Kala Munazir khud bhi Qadri tha shayad ( Naam rakhnay se Qadri nahin hota Aqaid bhi Ahle Sunnat walay honay chahiye ) aur jo khud dalil de raha hai woh (Fake) qadri hai lekin Jahil woh baat sirf Sunion pe fit karta hai . aur yeh nahin dekhta ke woh bhi ghaus Paak ko Manta hai to yeh bataiye woh khud kiyun 10 Muharram ko nahin manata ?? ab aapne baat ki hai zara hawala aur Scan Pae full pesh kar dein takeh hum khud bhi parhain ke akhir kis ibarat ko kaat ke aapne wawela khara kiya hua hai .. aur Janab aap phir se Milaad ke Mozu pe uchalnay lag paray kuch din pehlay jo aap logon ki dhulayi hui thi Meelad ke Mozu pe woh bhool gaye ? us thread ko doobara se parh lijiye jo thordi si umeed jagi hai woh bhi khatam ho jaye gi Edited 5 اپریل 2011 by alSaifiya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
imhanfi مراسلہ: 5 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 5 اپریل 2011 Salfiya, Tum always bewagufoon wali post kun kartay ho jis k kuch fida b nahe hota. aur itni lambi k jis main na sar aur na paon. Agar tum wo vedio dekho gay jis main kant chant hoe hogi tu kiss hathi ki ankhoon waloon ko b nazar nahe aye ga. ja ja kay deoband ki site par pura munazara dekh jis main koe chant nahe tab tum ye question nahe karo gay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hanafi-hanafi مراسلہ: 5 اپریل 2011 Author Report Share مراسلہ: 5 اپریل 2011 aap ye link dekhain idher jawab mojod hy http://www.islamimeh...88%D8%A7%D8%A8/ As'salamu alaikum wRB, Link kay liye shukriya. Imam Bukhari per aitraaz ka jawab yahan hai: http://www.islamimehfil.com/topic/11496-%D8%A7%D9%85%D8%A7%D9%85-%D8%A8%D8%AE%D8%A7%D8%B1%DB%8C-%D8%B9%D9%84%DB%8C%DB%81-%D8%A7%D9%84%D8%B1%D8%AD%D9%85%D8%AA%DB%81-%DA%A9%DB%8C-%DA%AF%D8%B3%D8%AA%D8%A7%D8%AE%DB%8C/ Mujhay umeed hai kay jis tarha Deobandiyoun nay Miqyas ki ibarat ko samjha hai usi tarha unki samajh aur aqal nay Munazara may kam kiya hoga. In aitrazat ko padh kar ye jan nay ki zaroorat nahi rahti kay kisnay Munazara jeeta. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
alSaifiya مراسلہ: 5 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 5 اپریل 2011 (ترمیم شدہ) Salfiya, Tum always bewagufoon wali post kun kartay ho jis k kuch fida b nahe hota. aur itni lambi k jis main na sar aur na paon. Agar tum wo vedio dekho gay jis main kant chant hoe hogi tu kiss hathi ki ankhoon waloon ko b nazar nahe aye ga. ja ja kay deoband ki site par pura munazara dekh jis main koe chant nahe tab tum ye question nahe karo gay. Ahmed Raza aur Jaloos. Ajab baqakoofoon wali baat ki tum nay k main sabit kardain k nahe nikala. espar mairi taraf say Shiekh Jilani. Lagta ha tum nay munazara nahe dekha agar dekha ha aur phir b kaha raha ha tu tun andaha aur bahra ha. AP k munazar ki shakal par he lanat pari hoe thi jis tarah tum sab barelvion par hoti ha balkay us say b par kar thi kun k wo shitan ki ulad ha aur uski taraf say munazara kar raha tha ( AGAR TUM MAIRAY MUNAZAR KI RESPECT KARTAY TU MAIN BE KARTA- ADMIN SAHAB AGAR MAIRI YE BAAT DELETE KARNI HA TU SALFIYA SHITAN KI POST B DELETE KARNA PARAY GI) Bas yeh hai tumhari auqaat har baar aisay hi bhagtay ho . tumhari itni auqaat nahin ke kuch Hawla bhi de sako aur yahan par aake time waste kartay rahtay ho . Post Lambi is iye lag rahi hai ke jawab nahin hai tumharay paas . anyways baraye meharbani jo scan pages aur hawalay mangay hain woh pesh kar dein aur us kay ilawa deoband ki link hi sahi janab woh post kar dein minuet bhi bata den ab aap ne claim kiya hai to hawala bhi dijiye har baat se aisay bhagtay hain jaisay Gadhay ke sar se singh . ya to baat na kiya karein ya phir apni baat pe pehra diya karein . i am waiting .. @ Modz is badtameez insan ki bazari language jo yeh ghar mein istamal karta hai hadh se barh rahi hai . iski post ko edit kar dein . isko to tameez aye gi nahi na hi sharam aye gi . Ba adab ba muraad. Be adab be muraad Edited 5 اپریل 2011 by alSaifiya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 15 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 15 اپریل 2011 (ترمیم شدہ) ٓ اگر کوئی اردو کی غلطی ہو تو بتا دیں Edited 30 اپریل 2011 by Mughal... 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Usman.Hussaini مراسلہ: 15 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 15 اپریل 2011 Excellent work. mashaAllah is k utube per bhi video add ker dain.jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Lhr.Usa مراسلہ: 19 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 19 اپریل 2011 (ترمیم شدہ) Oftenly you post too in deoband forum can you please upload this at that site, Edited 19 اپریل 2011 by lhrusa اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Blue Chips مراسلہ: 19 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 19 اپریل 2011 Oftenly you post too in deoband forum can you please upload this at that site, kia aap k batil forum mai is post ko kerny sy Deobandi apni shikast ko tasleeem ker lain gy ??? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalifa مراسلہ: 20 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 20 اپریل 2011 Mughal bhai buhat ala........ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Lhr.Usa مراسلہ: 29 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2011 2nd Request Oftenly you post too in deoband forum can you please upload this at that site, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 30 اپریل 2011 Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2011 2nd Request Oftenly you post too in deoband forum can you please upload this at that site, آپ خود لگا دیں اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Lhr.Usa مراسلہ: 3 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 3 مئی 2011 (ترمیم شدہ) why you are not willing to put there. IS some thing wrong??? in your post you are afraiding Edited 3 مئی 2011 by lhrusa اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 3 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 3 مئی 2011 On 5/3/2011 at 3:53 PM, lhrusa said: why you are not willing to put there. IS some thing wrong??? in your post you are afraiding aap nay Request ki aor aap ki request Reject kar di gayi ab aap order denay par utar aaye hain aor bachon ki trah dil ko tasliyan bhi day rhay hain keh ''dar gaya dar gaya'' to Arz yeh hay keh forum aapki nokri k leay naheen bnaya gaya keh jo aap order krain ham maanain aap apnay amal main khud mukhtar hain , aap kaheen bhi kisi bhi forum par post krna chahtay hain to krain wrna na krain. laikin doosron ko majboor mat krain. Topic name hay ' ,کوہاٹ مناظرہ دیوبندی شکست کہ چند پہلو aap topic kay haq main ya radd main dalail kay sath kuch post krna chahtay hain to krain. warna jholiyan mat phailian aor minnatain mat krain keh yeh wahan post kar do wo wahan post kar do waghera waghera. Warning: next post agar isi qism ki fuzooliat par mushtamil hui to edit ya delete kar di jaye gi. yeh topic fuzool GUPSHUP ya chit chat kay leay naheen bnaya gaya. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalifa مراسلہ: 6 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2011 http://www.youtube.com/watch?v=negMLnsRr6o&feature=channel_video_title اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalifa مراسلہ: 6 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2011 (ترمیم شدہ) NEW LINK http://www.youtube.com/watch?v=DAK1UJURIrU&feature=channel_video_title VIDEO LINK Edited 6 مئی 2011 by Khalifa اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Lhr.Usa مراسلہ: 18 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2011 (ترمیم شدہ) reply from deoband site batil forum walay ab sirf frustration mei deingay maar rahay hain.bak bak kerny se deobandio ke shikasat per parda nahi dala ja sakta. Pora munazra bhi uploaded hay aor Shariat e munazra nechay deay gaey link per hain. AhleHaqq sun ker khud he faisala ker lain ge k deobandi perlay darjay k munafiq hain; Sharait of Manazra Eid e Milad Ul Nabi KOHAT http://www.youtube.com/watch?v=gLy1quk4nq0&feature=channel_video_title Edited 18 مئی 2011 by Usman.Hussaini Batil forum ke bak bak remove & Video of Shariat e Munazra added اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 18 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2011 Modrate say Guzarish ha ki is ko delete ker dean keo k is mean deo ki site ka link ha Deobandi Sun lean k Alfaz ko idhar udhar karnay say ya Fuhash Zuban istamal karnay say ya GAlean denay say JAwab nahi A jata ya sab ko pata ha deokbanday Apnay jawab dawa mean hi Eid Mildunabi ko Maan gay tahy Ab BAdzubani Istamal ker ka k Sirf Safhat bahray ja sactay hean jawab nahi dia jasacta اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 18 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2011 reply from deoband site aap ki doosri post main deobandi mazhab ki website ka link tha , isleay aap ki yeh post htayi gayi hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔