dil مراسلہ: 12 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 12 مارچ 2011 mera swal ye hai sigrate pity waqat agr nabi alyhi salatu wasalm ka naam aa ja ty darood salam par skty hai ya nahi aur jis shkas ko smoking ki adaat ho to us k munh say to har waqat badbu aati hai to us k liy darood-o-salam parhny ka kiya hukam ho ga aur y b bta day k kin haliton main aur kin kin jagha par darood-o-salam nahi pardha ja sakta quran-o-hadith aur mootabar kutab k hawala jaat day kar jawab say nawazeian shukria اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 14 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2011 On 3/12/2011 at 4:50 PM, dil said: mera swal ye hai sigrate pity waqat agr nabi alyhi salatu wasalm ka naam aa ja ty darood salam par skty hai ya nahi aur jis shkas ko smoking ki adaat ho to us k munh say to har waqat badbu aati hai to us k liy darood-o-salam parhny ka kiya hukam ho ga aur y b bta day k kin haliton main aur kin kin jagha par darood-o-salam nahi pardha ja sakta quran-o-hadith aur mootabar kutab k hawala jaat day kar jawab say nawazeian shukria Behtar to yehi hay keh muun say badboo door kar k hi Salat-o-Salam parha jaye aor yehi Aadab-e-Durood Shareef main say hay. behrhaal Ciggarate peetay waqt Durood Shareef parh saktay hain. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30200 Napaki ki halat main bhi Durood Shareef parh sktay hain. Albatta behtar yehi hay keh Wuzu kar kay Durood Shareef parha jaye. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30201 Laikin Durood Shareef Naapak mqamat par naheen parhna chaheay .. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30201 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
dil مراسلہ: 14 مارچ 2011 Author Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2011 ASSALAM-O-ALIKUM bahi ap ki baat theek hai lakin badbu munh say aa rhai ho to masjid nahi ja skty to mahbob-e- ALLAH blessings Peace Be Upon Him ka naam k say lay skty hai aur jin hadeeson main hai k munh say badbo aa rahi ho to faristy munh say door chaly jaty hai aur hazoor blessings Peace Be Upon Him ko jab humara salam pouchta hai to agr hazoor blessings Peace Be Upon Him apnu munh mubarik dosri tarif kar lay is badbu k waja say to humari to sahamat aa gai na baki ap bether janty hai main to aak aam sa banda hun is trhan to quran b pardha ja skta hai jo ap beyaan kar rhy hai mazeed tasreeh kar day nawazish ho gi ALLAH bless u in every way of ur life AMEEN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 16 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 16 مارچ 2011 ASSALAM-O-ALIKUM bahi ap ki baat theek hai lakin badbu munh say aa rhai ho to masjid nahi ja skty to mahbob-e- ALLAH blessings Peace Be Upon Him ka naam k say lay skty hai aur jin hadeeson main hai k munh say badbo aa rahi ho to faristy munh say door chaly jaty hai aur hazoor blessings Peace Be Upon Him ko jab humara salam pouchta hai to agr hazoor blessings Peace Be Upon Him apnu munh mubarik dosri tarif kar lay is badbu k waja say to humari to sahamat aa gai na baki ap bether janty hai main to aak aam sa banda hun is trhan to quran b pardha ja skta hai jo ap beyaan kar rhy hai mazeed tasreeh kar day nawazish ho gi ALLAH bless u in every way of ur life AMEEN Shar'i maslay k etbar say pehla masla arz kea gya tha keh Ciggarate peetay waqt Durood Shareef parh saktay hain. baqi adab ka tqaza to yehi hay keh Durood Shareef parhtay waqt banda khud bhi muatar ho uska jisam bhi muatar ho uski sochain bhi muatar hon uski zuban bhi muatar ho uska muun bhi muatar ho algharz poora muatar ho , Madeenay ki yaadon main doob kar Nabi Pak kay jalway ko apnay saamnay rakh kar Nabi Pak ki baargah main durood shareef pesh kray , yehi mahabbat aor ishq ka tqaza hay. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30305 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔