dil مراسلہ: 11 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 11 مارچ 2011 mera swal ye hai sigrate pity waqat agr nabi alyhi salatu wasalm ka naam aa ja ty darood salam par skty hai ya nahi aur jis shkas ko smoking ki adaat ho to us k munh say to har waqat badbu aati hai to us k liy darood-o-salam parhny ka kiya hukam ho ga aur y b bta day k kin haliton main aur kin kin jagha par darood-o-salam nahi pardha ja sakta quran-o-hadith aur mootabar kutab k hawala jaat day kar jawab say nawazeian shukria اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 14 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2011 mera swal ye hai sigrate pity waqat agr nabi alyhi salatu wasalm ka naam aa ja ty darood salam par skty hai ya nahi aur jis shkas ko smoking ki adaat ho to us k munh say to har waqat badbu aati hai to us k liy darood-o-salam parhny ka kiya hukam ho ga aur y b bta day k kin haliton main aur kin kin jagha par darood-o-salam nahi pardha ja sakta quran-o-hadith aur mootabar kutab k hawala jaat day kar jawab say nawazeian shukria Behtar to yehi hay keh muun say badboo door kar k hi Salat-o-Salam parha jaye aor yehi Aadab-e-Durood Shareef main say hay. behrhaal Ciggarate peetay waqt Durood Shareef parh saktay hain. Napaki ki halat main bhi Durood Shareef parh sktay hain. Laikin Durood Shareef Naapak mqamat par naheen parhna chaheay .. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔