Jump to content

Eid Meelad ul NABI Sallalahu Alaihe Wasallam

Mujtaba

تجویز کردہ جواب

Jazak Allah Mujtaba bhayi.. behtreen topic hai...

Dushman-e-Ahmad Pey Shidat Kejiye

Mulhidoun Ki Kiya Murawat Kejiye

Misl-e-Faras Zalzaley Hoon Najd Mein

Zikr-e-Aayat-e-Wiladat Kejiye

Ghaiz Mein Jal Jayein Bey Deeno Key Dil

Ya Rasool Allah (saw) Ki Kasrat Kejiye

Zalimo Mahboob Ka Haq Tha Yahi?

Ishq Key Badley Adawat Kejiye

Shirk Theray Jis Mein Tazeem-e-Habib (saw)

Uss Burey Mazhab Pey Lanat Kejiye

Link to comment
Share on other sites

jab itni dalail bhi kafi nahi to aye be deeno kya ab Jibaraeel Aleh Salam aa kar gawahi dengy ki MILAD MANANA BIDAT NAHI kya tab maongy...shayad tab bhi na mano lagta to aisa hi hai....

Allah Be deeno ko jald hidayat de qabl isky ki Mar kar Mitti me.......

mujtaba bahi aap ki jitni tareef karein hum kam hai aap waqai behad behatreen or Dandan e shikan Jawab dete hain in be deeno ko....

Allah aap ko salamat rakhy

JAZAK ALLAH KHER

meri taraf se aap ko salamti ho....

JAZAK ALLAH KHER

4095[/snapback]

I Agree With You Dear

But Main Ney Suna Tha Kay Ap Per Salamti Ho

Ap Ko Salamti ho

only for some ent

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...
  • 2 years later...
  • 2 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...