SunniDefender مراسلہ: 6 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2011 فورم کے میمبران سے گزارش ہے کہ اس معلق پتھر کی حقیقت بتائیں کیا یہ معجزہ ہے ؟ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 6 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2011 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SunniDefender مراسلہ: 6 مارچ 2011 Author Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2011 Foto k nichy likha hy masjid e Aqsa mai ye pether tha lkain yahan per to ye pather humain kahain bahir nazar a raha hy is ki kia waja hy ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 6 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2011 (ترمیم شدہ) http://www.islamimehfil.com/topic/6481-need-a-pic-of-these-rocks/page__gopid__69657#entry69657 Edited 6 مارچ 2011 by Bismillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SunniDefender مراسلہ: 6 مارچ 2011 Author Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2011 (ترمیم شدہ) http://www.islamimeh...9657#entry69657 Bhai inter net per searching k doran aik our forum per is bary behs ho rahi thi udher aik banda keh raha hy ye foto shop ka kamal hy Edited 6 مارچ 2011 by SunniDefender اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 6 مارچ 2011 Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2011 (ترمیم شدہ) Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou photoshop ka to mujhay pata nahi lekin itna mainay zaroor ulma-e-ahlesunnat say sunna hai keh mairaj pe jatay waqat ek pathar utha tha aur huzoor salalahou alehi wasalam nay farmaya theher ja aur wo pathar wahi pe theher gaya, ab mujhay nahi pata keh yeh wala pathar wahi hai ya nahi. baqi yahan pe hamaray Usman Razawi saab atay hain aur wo kafi deeni maloomat rakhtay hain aap unsay iss forum pe sawal kar saktay hain. yeh hai unki link: http://www.islamimeh...6-usman-razawi/ aur waissay bhi bhai aissay sawalat muftian-e-karaam say karnay chahiey jo hum say zayada ilm rakhtay hain, internet pe to aap jantay hain keh tara tara kay log tara tara kay mazhab/aqeeday kay mananay walay atay hain. ab har koi islamic forums par visit karnay wala ya answer denay wala mufti to nahi hota na. to phir kyon na hum seeda seedha kissi sahi ul aqeeda mufti say poochay aur ek tasali bakhsh jawab hasil karain. ab intenet pe koi kuch kehta hai aur koi kuch to tasali kahan say hogi. najanay jawab denay walay ka kya aqeeda hai aur wo allah aur uskay rasool salalahou alehi wasalam aur sahaba-e-karaam kay baray main kya aqeeda rakhta hai.ulma-e-karam farmatay hain aur yaqeenan aap bhi jantay hi hongay keh aaj dunya main baaz logon kay haath main quran aur hadees to hoti hain lekin mefoom apna hota hai. mera to mashwara to yahi hai keh aap seeda seeda kissi sahi ul aqeeda aur ba amal mufti saab say poochain. aap chahain to apna swal inn mufti saab say online pooch saktay hain kafi jaldi jawab a jata hai galiban agar wo busy na ho to: http://mufti.faizaneattar.net/ http://www.dawateislami.net/darulifta baqi aap ki marzi. duaaon main yaad rakhiey ga! Edited 6 مارچ 2011 by Bismillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SunniDefender مراسلہ: 14 مارچ 2011 Author Report Share مراسلہ: 14 مارچ 2011 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 29 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 29 اگست 2014 Salam kisi ko is baray m.sahi info hon to share frmaiye main confuse hun.k ye wohi pather h ya nai Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 31 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 31 اگست 2014 is pather k baaray main aam tour par jo likha hota hay, wo ya ha, k is pather par miraaj sharif ke raat burraaq ko bandha gia tha aur kehtay hain baitul maqdas kay qareeb hay. ab israeel to ko e ja naheen sakta, na kisi nay daikha. bus khabrain he khabrain hain. is liee a authetic baat naheen kahee ja sakti is k baaray main. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔