Jump to content

Asr Ki Namaaz


Abdul Wahid

تجویز کردہ جواب

Assalamo Alaikum,

 

Namaaze asr ka waqt hanafi feqa mein safai feqa ke taqriban 1 ghanta baad hota hai. Ager safai imama ke piche safai feqa ke waqt ke hisab se namaaz-e-asr jamaat se perd liya to kia hanafi ki namaaz ho jati hai.

 

was salamu alaikum

 

behter ye hoga ke aap az khud Bahaar-e-Shariat - Hissa Awwal me Imamat ka bayaan or iski sharait ka mutalla farmalen...

 

bahar haal masala #28, #29 mulahaza farma leejiye....

 

1. masala #28 ke tehet maloom hota ha ke suwal me batai gai soorat me Imam ki namaz uske nazdeek us waqt me saheeh hai lekn hanafi muqtadee ke nazdeek wo namaz ka waqt nahi to us waqt us Imam ki iqtida karna saheeh nahi...

 

2. masala #29 ke tehet maloom hota ha ke suwal me batai gai soorat me Jamaat-e-Asr agar Shafaai waqt me ada ki gai to namaz baatil hai, yani ke sirf hanafi muqtadee ki namaz na hui... kyu ke Shafai Imam ne Hanafi Muqtadee ke Faraiz-e-Mazhab ki riayat nahi ki...

 

wallahu taalaa aalamo wa rasooluhoo aalam, azza wajalla wa salallaho taalaa alehi wasallam

 

regards, was salam

 

p677.gif

p678.gif

Edited by Qaseem
Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...