Jump to content

Jashan E Wiladat Manana Jaiz,deobandi Molvi Ka Iqrar


Qadri Sultani

تجویز کردہ جواب

  • جوابات 51
  • Created
  • Last Reply

agar yahi sach hai to Nabi (S.A.W.W) ne Sahaba Kiram ne or Imam abu hanifa ne kion nahi manaya??....kia ye sach ap logo ne bataya ummat ko

kya computer sahaba mein se kisi ne use kiya tha ??

aur Jannab agar Imam Abu Hanifa (ra) ka amal apke liye Hujjat hai to phir zara Qaseeda Nomaniya bhi parh lijiye ga jis mein Imam Abu Hanifa (ra) ne Huzoor (saw) ko " YA " se bhi Pukara aur Madad bhi mangi wahan kiyun mun pher lete hain ??

 

janab agar aapki jo defination hai na biddat ki uspe agar ummat ko parkha jaye aaj sabhi MazzAllah Biddati ho jayain . apni naqis aqal ko kholiye aur agar khud aapko acha nahin lagta aur dil mein ghutan hoti hai to doosron ko to apnay Aaqa (saw) ke Milaad se na rokein .

 

khair kya piddi kya piddi ka shora aap ke kehnay se kon rukay ga :lol:

 

Alhamdullilah Millad dhoom dhaam se manain ge aur jigar Najdiyon ke khoob jalayain ge :P

 

Mere Sunni Bhaion Jashne Eid Millad Un Nabi (saw) sab ko Mubarak ho :)

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

سیفی بھائی آپکو بھی میلاد شریف مبارک

 

رضوان کیو دیوبندی صاحب!!کیا حضور ﷺ یا امام اعظم رضی اللہ عنہ نے کبھی سپیکر کا استعمال کیا تھا؟؟؟؟

 

اور آقاﷺ نے تو اپنا میلاد خود منایا،آپ جیسے بد بخت لوگ اٹھ کر آج اعتراض کر رہے ہیں،جنکی اپنی کوئی علمی اوقات نہیں۔

Link to comment
Share on other sites

سیفی بھائی آپکو بھی میلاد شریف مبارک

 

رضوان کیو دیوبندی صاحب!!کیا حضور ﷺ یا امام اعظم رضی اللہ عنہ نے کبھی سپیکر کا استعمال کیا تھا؟؟؟؟

 

اور آقاﷺ نے تو اپنا میلاد خود منایا،آپ جیسے بد بخت لوگ اٹھ کر آج اعتراض کر رہے ہیں،جنکی اپنی کوئی علمی اوقات نہیں۔

 

 

o bhai ilmi oqat ho ya na hoo likin itna to hume bhi pata hai kay Speaker ka use agar sawab ki niyat se karoogay to wo bhi najaiz ho jaega..speaker 1 jiddat hai iska sawab or gunah se ya islam se koi talluq nahi ..han agar ap ye kahoo gay kay speaker ka istemaal karna sawab hai ya computer chalana sawab hai to ye najaiz hoga...

isi taran ap loog Jashan-e- Eid-e-milad ko Sawab samjhtay hain or iska taaluq islam se jortay hain ..jab kay esa koi hukum islam me hume nahi milta

 

or jis taran ki tum log Milad per kharafaat karr rahe hoon wo kal sab ko pata chal gaya....63 mon ka cake kaat rahe hoo sharam nahi ati yum logo ko???

Sunni tehreek kay jalsay me Liaquatabad jis taran bhangra dala gaya or dhamaal dala gaya...Punjab me Aatish bazi ki gae dhool daflian dance or mast jo kar ulti seedhi harkateen Astaghfirullah jis taran ye sari kharafat tum loog karr rahe hoo iska na koi hukum hai na kbi kisi sahabi ne is taran se kia

Link to comment
Share on other sites

mughal sahab 12 rabi ul awwal ko jitna bhi dhool dhamaal hota hai un sab ki qayadat bareelvi ulma hi karr rahe hotay hain or junooon ki had tak log pagalon ki taran dance bhangra aplogo ki qayadat me ho raha hota hai.....

baqi Jashan wiladat per jo threads hain unper kafi sawalt mojod hain jinkay jawab nahi hain...

 

ap ne shadi ka zikar kia....mere doost shadi to islam me hai iska suboot bhi milta hai ok koi ye nahi keh sakta kay shadi karna najaiz hai ok

likin jashan wiladat islam me kaha hai iska suboot bhi nahi hai..

 

ab agar shadi me geer sharai kaam hotay hain is bina per ham shadi ko najaiz to nahi keh saktay na???? agar najaiz keh saktay hain to bolo??

 

jashan wiladat jiska islam me koi tasawur hi nahi or agar is me geer sharai kam hongay to yaqena wo najaiz hi hoga...or jashan wiladat bhi najaiz hi hai kion kay iska islam me koi suboot mojod nahi then shadi ok.

 

umeed hai ap samjh gaye hongay

Link to comment
Share on other sites

mughal sahab ap ne kaha hai kay agli post me ye batao ga kay Sahab Kiram Wiladat ka zikar kartay thay...

to janab yaad rakheen kay:

Wiladat ka zikar karna or wiladat ka jashan manana 2 alag bateen hain....zikar to ham bhi kartay hain jab ham kisi ko batatay hain kay aj Nabi (S.A.W.W) ka padaish ka din hai ya wafat ka din hai...likin jashan nahi manatay

thnx

Link to comment
Share on other sites

جناب رضوان دیوبندی صاحب

آپ نے بالآخر تسلیم کر لیا کہ کچھ بدعتیں ایسی ہوتی ہیں جنا کا استعمال جائز ہوتا ہے۔اور ایسی بدعتوں کو ہم بدعت حسنہ کہتے ہیں۔لیکن آپکے نزدیک تو ہر بدعت گمراہی کی طرف لے کر جاتی ہے۔

 

جناب نے ہم پر جو سوال کیا ہے جو کیک کاٹا جاتا ہے اسکی اصل کیا یے اور میلاد شریف کے جلوس سے آپ کو بہت زیادہ تکلیف ہوتی ہے اور وہ بھی ہر سال تو اب ہم جناب سے پوچھتے ہیں کہ جب مسییلمہ کذاب نے جھوٹی نبوت کا دعویٰ کیا تھا اس وقت صحابہ نے اس گستاخ کے خلاف کیا ریلیاں نکالی تھیں؟؟؟؟جواب ہاں اور نہ میں دیجئے گا؟؟؟

 

آئی ایم احنفی صاحب آپ ہماری کسی مستند عالم دین کا فتویٰ پیش کر دیں جسمیں لکھا ہو کہ ملفوظات قابل قبول نہیں ہوتے۔۔۔

Link to comment
Share on other sites

mene kab kaha kay kuch biddat esi hoti hain jinka istemal jaiz hota hai?

 

dosri baat mere doost agar reelian nikal rahi hai kisi muslima kazzab ya kisi kay bhi khilaf to wo na to koi sawab samjh kar nikal raha hai or na hi koi isko deen ka hissa smajh kar nikaal raha hota hai or naa hi koi ye samjhta hai kay esa karna afzal hai or itna sawab milay ga itni neekian milay gin....reelian faqat Govt. ya jo nabuwat ka dawa karr raha hai oskay khilaf nikali jati hain iska sawab or gunah se ya islaam se koi talluq nahi hota..

Link to comment
Share on other sites

رضوان جی اتنے بھولے نہ بنیں۔۔۔

اگر سپیکر حضوراقدسﷺ نے استعمال نہیں کیا تو بغیر ثواب کے آپ ایسی چیز کو مسجد میں کیوں استعمال فرما رہے ہیں جسکا وجود دور نبویﷺ میں نہ تھا؟؟؟؟اگر یہ بدعت ہے تو آپ بتائیں کہ یہ کون سی بدعت ہے؟؟؟؟

 

ریلیاں جب نکالی جاتی ہیں،تو اسوقت بھی روڈ بلاک کئے جاتے ہیں،کسی دیوبندی حور زادے کے سینے میں اسوقت آگ کیوں نہیں لگتی؟؟؟کیا اسے عداوت رسولﷺ ہی نہ سمجھا جائے؟؟؟اگر ثواب سمجھ کر آپ یہ کام نہیں کرتے تو اسکی اصل کیا ہے؟؟قرآن و حدیث کی روشنی میں واضح کریں۔

Link to comment
Share on other sites

o mere doost mene kab kaha kay speaker ka istemaal biddat hai zara batana pasand kareegay????

 

or apki dosri baat ka jawab ye hai kay ap relax ho jaeen reelian nikalnay ki deen me koi asal nahi hai or na hi reelian nikalana koi ein islami kaam hai ok...agar koi current affair per reelian nikaal raha hai to osko ap islam se kion jornay lagay :).... ham ne to kisi reeli ko ye nahi kaha kay ye afzal hai sawab hai ein islam kay mutabiq hai....iska islam ya sawab se koi link nahi..umeed hai ap samjh gaye hongay

Link to comment
Share on other sites

جناب جی کیا اس جدت کا اسلام میں کوئی تصور ہے؟؟؟

اور ریلیاں جو آپ لوگ نکالتے ہیں ،آپ نے خود تسلیم کیا کہ یہ سب بے اصل ہیں۔۔جلوس شریف کا اصل جاننے کے لئے ایک لنک حاضر ہے،ہمارے پاس تو قرآن سے اسکی اصل ثابت ہے لیکن آپ لوگوں نے تو خود اسکو بے اصل مانا ہے۔

Jaloos e Milad Un Nabi (saw) ka saboot...

 

 

 

http://www.youtube.com/watch?v=kMBqsED8gMc

Link to comment
Share on other sites

jiddat or taraqqi to bilkul shuru se hoti chali aa rahi hai Khan-e-Kaba ki tameer mukhtalif doar me jiddat kay sath hoti rahi hai.....Hazrat umer kay doar me baqiada bait ul maal banaya gaya salary muqarrar ki gae hukomati nazam-o-nasaq tarteeb dia gaya jo kay pehle Nabi (S.A.W.W.) kay doar me nahi tha.....to jiddat to hai taraqqi bhi hai mere doost....likin ap ye nahi keh saktay hai hazrat Umer (R.A) ne agar foj ki salary muqarrar ki to unko sawab mila ya salary muqarrar karna koi afzal tha islam ka hissa tha ok esa nahi hai balkay ye jiddat thi....

 

mere pas handfree nahi hai warna me zaroor sunta ap ne jo video di hai

 

or dosri baat ap samajh lain ap shayad samjhna nahi chah rahe ap jo juloos nikaltay hain or jashan manatay hain osko ap loog mustahib samjhtay hain sawab or afzal samjhtay hain......jab kay islam me is cheez ka koi tasawur nahi hai ok ...agar esa hota to sab se pehle hamaray Nabi ka irshad hota kay falan din falan juloos nikallooo or jashan manao to itna sawab milay ga

Edited by Rizwan Q
Link to comment
Share on other sites

رضوان کیو اور امنفی صاحب

آپ کو اصل میں تکلیف ہے عید میلاد النبی ﷺ سے

آپ کے نزدیک ناجائز ہے تواس کا مطلب یہ نھیں کہ ہمارے نزدیک بھی ناجائز ہے

جہاں تک بات رھی ملفوظات کی تو آپ بتائیں دیوبندی مذہب کہ نزدیک معتبر ہے یا نھیں

 

آپ کا ہمیں پتہ ہے کتنا زکر کرتے ہیں مولود شریف کا

ہمارے علماء ڈھول ڈھمکے کی مذمت کرتے ہیں

لاو کوئی حوالہ کسی کتاب کا کوئی پروف

جس میں انہوں نے جائز کہا ہو عید میلاد مصطفی ﷺ پر گانا باجا جائز ہے

 

 

 

 

170029_174439149258432_100000770432223_327111_5562717_o.jpg

 

Edited by Mughal...
Link to comment
Share on other sites

Aur ek Sawal ab meri taraf se imhanfi aur Rizwan Wahabai hazraat se ke aap log kehtay ho ke computer ko aap log sawab ki niyat se use nahin kartay ek baat zara waziyah kar dein ke is forum mein behas kya aap log sawab ki niyat se nahin kartay ?? ke shayad koi humaray ultay seedhay uljhay hue Aqaid mein phas jaye aur MazzAllah deobandi ho jaye ?? aur apko sawab millay ??

 

kya aap log yeh sawab ki niyat se nahin kartay ??

 

 

agar nahin to phir is ka matlab hai aap log " FASADI " ho aur bewajah computer use kar ke Islami forums pe fasad kar rahay hain jab ke is se koi aapko sawab nahin ??

 

in baton ka zara jawab de dein .

 

acha Mic aap logon ke nazdeeq biddat nahin ??

kya baat hai khoob jaa rahay ho .

 

aap log toh Milaad ke muamlay mein apnay Akabarin ki bhi mukhlifat kar jatay ho . kya is se saaf zahir ne ke aap log hi woh Fitna e Najd ho jis ka zikar Ahadith e Mubarikah mein aya hai ?

 

chand Akabarin e Ulema e Hind jo ke Milaad Manatay aur Jaiz samjhtay thay

Hazrat Shah Abdul Haq Muhadith Dehalvi (ra)

Hazrat Shah Walli Ullah Muhadith Dehalvi (ra)

Hazrat Shah Abdul Aziz Dehalvi (ra)

Hazrat Hajji Imdad Ullah Muhajir Makki Sahib (ra)

 

 

yeh chand naam hain ya to aap kahain ke in Hazrat se aap ka koi taluq nahin na hi yeh aapkay Akabarin mein se hain warna yeh manain ke aap logon ke Aqiday apnay Akabarin se takratay hain

aur aap log baghi aur gumrah hain kiyunkeh jin ke fatway apnay hi akabareen pe lagtay hon woh khud kahan bachay phir .

ab woh log sahi hain ya aap yeh Faisla bhi aap hi kijiye .

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

agar yahi sach hai to Nabi (S.A.W.W) ne Sahaba Kiram ne or Imam abu hanifa ne kion nahi manaya??....kia ye sach ap logo ne bataya ummat ko

 

ابن قیم کا جواب

 

والقائل: إنَّ أحداً من السلف لم يفعل ذلك، قائل ما لا علم له به، فإنَّ هذه شهادة على نفي مالم يعلمه، وما يدريه أن السلف كانوايفعلون ذلك ولا يشهدون من حضرهم عليه

 

معترض نے یہ کہا کہ سلف میں سے کسی نے بھی یہ کام نہیں کیا ـ ہو سکتا ہے کہ معترض کو اس بارے میں علم نہ ہو ـ تو یہ بات عدم علم کی نفی پر دلیل ہے ـ کیا معلوم سلف صالحین ایسا کرتے رہتے ہوں ـ اور موجود لوگوں میں سے کسی نے مشاہدہ نہ کیا ہو ـ

 

کتاب الروح ، جزء 1 ، صفحہ 143

 

 

یہی دلیل عيسى بن عبدالله بن مانع الحميري نے اپنی کتاب "" بلوغ المأمول في الاحتفاء والاحتفال بمولد الرسول صلى الله عليه وآله وسلم "" دی ہے

Link to comment
Share on other sites

Mughal,

 

Ashraf ali thanvi k malfoozat say ap nay jo hawala liya ha. Barevli mazhab k mutabak malfoozat kabalay qabool nahe. Tu ap ko sharam nahe ati apnay mazhab say baghawat kartay ho

منفی صاحب اشرف علی تھانوی دیوبندیوں کا مجدد ہے

 

کیا مجدد دین سے بدعات کو ختم کرنے آتا ہے یا واجب کرنے

 

اور آپ کے لیئے تو حکیم ہے ، مجدد ہے ، آپ کے دیوبندی مذہب کا ستون ہے

 

تو آپ ہی اس کے واجب پر عمل کر لیں

Link to comment
Share on other sites

جناب ثبوت بھت ہیں

مگر جب بات ہی میں نامانوں کی ہی تو کچھ نظر نھیں آتا

اب مزید ریپلائی مت کریں

مہربانی ہوگئی

دو تین تھریڈ میں آپ نے یہ موضوع اٹھایا ہوا ھے

بلکے ہر سال اٹھتے ہیں

اگلے سال پھر آپ 12 ربیع الاول کو آجائیں گئیں

اس لیے بس کریں

مزید وقت برباد نہ کریں

امید ہے آپ اب یہاں ریپلائی نھی کریں گیئں:)

Link to comment
Share on other sites

 

Haq Wazeh Ho gaya Subhanallah

 

حق بالکل واضح ہو گیا کہ مانعین میلاد شریف کے پاس میلاد شریف سے روکنے کے لئے ایک بھی صریح دلیل نہیں اور نہ ہی رضوان دیو نے ابھی تک پیش کی ہے۔۔۔

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...