Jump to content

Zordar Taqrir Munazir E Ahlesunnat Ki Shot News


muhafiz1292

تجویز کردہ جواب

JHSHNE ALA HAZRAT KE MAUKE PAR HAMDANI SAHAB NE ZORDAR KHITAB KIYA AUR WAHABIYAT AHLE HAEDEES KEHLANE WALE LOGO KE WOH KUFRIYAT KO BE NAQAB KIYA MASLAN HUM AHLE SUNNAT SARKAR SALLALLAHO ALAYHE WASALLAM KO HAZIR NAZIR MANTE HAI TO WAHABI AITRAZ KARTE HAI PAR KAL MUFTI HAMDANI SAHAB NE KAL WAHABIYON KI KITAAB SE SABIT KIYA KE WAHABI MAZHAB HUZUR SALLLAHO ALAYHE WASALLAM KO HAZIR ANZIR NAHI MANTE PAR HAMDANI SAHAB NE DEOBANDIYON KI KITAB KE HAWALE SE SABIT KIYA KE YE DEOBANDI WAHABI APNE AKABIR KO HAZIR NAZIR MANTE THEY ASTAGFIRULLAH KITAB MEHFUZ HAI HAWALA BHI MAUJUD HAI AUR HAMDANI SAHAB NE CHALLEGE DIYA KE ISS HAWALE KO GALAT SABIT KARDO TO 1LAKH RS INAM EK KITAB HAMDANI SAHAB NE LIKHI HAI JISME AKABIR E OLMA E DEOBAND KI ASLIYAT KO ZAHIR KIYA HAI WAQT NAHI KE PURI TAFSEEL LIKHU AAPTO JAANTE HI HO PAS HAN ITANA KEHNA CHAHTA HUN DARHI WALI DULHAN ZAROOR PADHLENA MUKHTASAR KITAB HAI ZAROOR PADHNA AUR AHLE HADIS KE BAARE ME BATAYA KE YE LOG DARGAH AURA MAZAR KO GIRANE KI BAAT KARTE HAI PAR AHLE HADISO NE SAHABA KE MAZAR TOD DIYE PAR HAMDANI SAHANE INKE NAWAB SIDDIQUE HASAN BHOPALI JO AHLE HADIS KA IMAM HAI BHOPAL ME USKA MAZAR AHLE HADISONE ABNAYA HAI ISKI IMAGE BHI MUFTI HAMDANI SAHAB NE BATAYI THI AUR IBNE TEMIYA KA MAZAR BHI INHONE TAMIR KIYA HAI IBNE TEMIYA KI IAMGE INTERNET PAR AA CHUKI HAI LIHAZA AB HUM AHLE HADISON SE SUWAL KARENGE TUM SAHABA KI MAZAR TOD DETE HOTO TUMHARE AQABIR NAWAB SIDDIQUE HASAN BHOPALI KI KABR BHI TODO KHEIR HAMDANI SAHAB KI VIDEO TAQRIR MUJHE UPLOAD KARNI HAI DUA KARO JALD SE JALD YE KAAM HO JAAYE DUA ME YAAD ALLAH HAFIZ

post-5111-0-75496100-1296836047.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...