Jump to content

aik Sawal


Rizwan Q

تجویز کردہ جواب

salfiya,

 

itni lambi chori post karnay k kuch fida nahe..

 

kuch par lekh jatay tou shayad kuch baat banti.

 

Jo cheez hala ho aur jab loog usko haram samja jay tu kia logon ki gumrahe ko khatam karna aur us halal cheez ko khana swab ha k nahe. ?????? jawab yes or not main lambi chori post kar k apna aur maira time waist na karain

 

Maira b ek payara se sawal hai jab aap sotay hain to kharatay nikaltay hain ya phir teddy, kuchwa, mandak yan chamgadar ki awaz nikal tay hain ?? jis ki b nikal tain hain bata dyan ap k mazab main sab jaiz ha.

Link to comment
Share on other sites

salfiya,

 

itni lambi chori post karnay k kuch fida nahe..

 

kuch par lekh jatay tou shayad kuch baat banti.

 

Jo cheez hala ho aur jab loog usko haram samja jay tu kia logon ki gumrahe ko khatam karna aur us halal cheez ko khana swab ha k nahe. ?????? jawab yes or not main lambi chori post kar k apna aur maira time waist na karain

 

Maira b ek payara se sawal hai jab aap sotay hain to kharatay nikaltay hain ya phir teddy, kuchwa, mandak yan chamgadar ki awaz nikal tay hain ?? jis ki b nikal tain hain bata dyan ap k mazab main sab jaiz ha.

 

Janab main ne to apko nahin kaha tha ke meri comments pe reply karein agar aapka time waste hota hai Minister sahib to aap fazool batain kartay hi kiyun hain ??

 

aur suniye main ne apko kaha bhi tha ke ek baar sara forum achay se dekhiye aap log har 4 ya 5 mahinay ke baad unhi pooranay topics ke saath wapis atay hain jin mein apki thukai hoti hai . kutay ki dum ki tarah B)

 

http://www.islamimeh...wa-khana-kaisa/

 

yeh thread poori tasali se parhiye apko pata chal jaye ga kawway ke mutaliq sawab hai ke nahin :P

 

aur ainda janab meri comments pe reply na kijiye ga agar aapko itni jaldi hoti hai kiyunkeh baad mein apko nayi dulhan ki tarah sirf bahanay karnay aatay hain .

 

aap yeh batain ke kya aap sawab hasil kar rahay hain aisay ?? :P

 

aapne kaha ke humaray shehar mein aisa kawwa hai jo halal bhi aur haram bhi khata hai ( mujhay apki tooti phooti roman urdu se yehi samjh aya ) toh janab baat yeh hai aapki hat dharmi aur zidd aur yehi befazool sawal is upar wali thread mein bhi dekha gaya hai aap pooranay wahabi hain aur ab username badal ke phir aye hain to janab baat yeh hai ke us thread mein aap logon ki dhjiyan udi hui hain aap baar baar phir 1 saal ke baad usi mozu ko le ke time waste na karein aur usi thread ko parh liya karein jab bhi apko apnay ghisay pitay sawal tang karein kuch din to kam az kam sakoon rahay ga . ;)

Aap Gangu ke fatway pe amal kartay hain yani ke ??

us ne kala kawwa khanay ko halal likha hai aur aap sawab hasil kartay hain ?? nahin

 

janab phir aap janein aapka kawwa humain kya hai hum to Murgha Matan aur Halal Cheezain hi khain ge aur doosron ko bhi khilayain ge . aap kawway ka maghaz khaiye sawwab ka to patah nahin jahalt aur bewaqoofi khoob aa rahi hai aap mein ;) ek saal mein kafi taraqi ki aap ne din badin aapka dimagh soojh raha hai . keep it up B)

 

Dekho to najdiyon ko kawway pe payar aye - :P

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

دیسی کوا کھانے کو ثواب کا فعل ماننا ھرگز فروعی مسئلہ نہیں

 

فروعی مسائل میں بحث ھی نہیں بلکہ جنگیں تک ھوئیں۔

 

جنگ جمل اور جنگ صفین اجتہادی اختلاف پر ھوئیں یا نہیں؟

 

 

Sawab ka fail mannay ki to me baat hi nahi karr raha....me to Hala haram ki baat karr raha hoon....

apkay kehne ka matlab ye hai kay Kawwa kay halal haram ka masla Frooi nahi hai....or Tv Loudspeaker kay Halal Haram ka masla frooi hai?

 

me as a information kay leye ap se sawal poch raha hon

thnx

فروعی مسائل میں بحث ھی نہیں بلکہ جنگیں تک ھوئیں۔

 

 

its mean kay Molana Abu Dawood (Raza-e-Mustafa) or Molana Ilyas Qadri me jo Forooi masla hai os per In dono kay darmayan jang bhi ho sakti hai??Likin Ap hi ka kehna hai kay Forooi Ikhtilaaf to Baa'is-e-Rehmat hota hai? (to jab rehmat ho gaya to jang ki baat kion ki ap ne?)

Edited by Rizwan Q
Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...