Jump to content

Aghanistan K Taliban


Lhr.Usa

تجویز کردہ جواب

Dear All,

 

Please apnay comments karain.

 

1)- Kiya Aghanistan k Taliban Haq par hain.

2)- Jo Ulma Afghanistan k Taliban k baray main achi opinion rakhay uska kiya hukam ha.

3)- Jo Ulma Afghanistan k Taliban k barey main buri opinion rakhay uska kiya hukam ha.

3)- Kiya Afghanistan k taliban ho hain jo Imam Mahndi ki madad ko jain gay. jaisay k mainy Sunna ha k Kharasan say lashkar madad k liya jayga.

 

NOTE: esmain pakistan k taliban co na involve kiya jay.

 

Please apni apni ray dyna. aur jawab to the point ho.

Edited by lhrusa
Link to comment
Share on other sites

Jawab hazir hay.

 

1)- Kiya Aghanistan k Taliban Haq par hain.

 

Sunni/Sufi taliban Haqq per hain per jin ky aqaid Wahabiat wale hain ya jo Shia Amerci aor Russain Fouj se larty rahay hain wo apne Aqaid ke wajha se Batil hain.

(Kafir se larna haqq par hony ke daleel nahi....isley ham Shia Hizbullah aor Wahabi lashkaro ky khilaf hain)

2)- Jo Ulma Afghanistan k Taliban k baray main achi opinion rakhay uska kiya hukam ha.

Sunni/Sufi Taliban ke himayat ka kon mukir hay.Ulma ka akhitilaf Terriost Wahabi Taliban se Hay

 

3)- Jo Ulma Afghanistan k Taliban k barey main buri opinion rakhay uska kiya hukam ha.

Wahabi Taliban(alqaeda)wale CIA ky agent hain aor unke koe zeshaor Muslaman himayat nahi ker sakta

 

3)- Kiya Afghanistan k taliban ho hain jo Imam Mahdi ki madad ko jain gay. jaisay k mainy Sunna ha k Kharasan say lashkar madad k liya jayga.

 

Sunni Mujhaideen ky baray me ye baat haqq hay.Wasey Khorasan ka ilaqa kafi bara hay jis me Pakistan n Iran ky kuch ilaqy bhe shamil hain.

mazeed Saboot is video me daikhain

 

Umeed hay apke tasale ho jaey ge.

mazeed sawalat se pehly apna clear moqif bhe likhay ....including Deobandi/Wahabi Taliba jo Tehreek Taliban Pakistan ky naam se fasad ker rahy hain.

 

 

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...