Gham-e-Madinah مراسلہ: 9 جنوری 2011 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2011 Bismillahir Rahmanir Raheem Assalamu 'Alaykum Mein jo youn Madine jata to kuch or baat hoti Kabhi lout kar na aata to kuch or baat hoti Mein Madine to giyaa tha bara sharaf tha laikin Wahein dam jo toot jata to kuch or baat hoti Gham rozgaar mein to mairay ashak bah rahe hein Tera gham agar rolata to kuch or baat hoti Na fazool kaash! hanstaa Tere Yaad mein tarapta Mujhe chain hi naa aata to kuch or baat hoti Yahi Aaah! fikere duniyaa mera dil jala rahe hai Ghame hijer ghr satata to kuch or baat hoti Yahan qaber mein yaqeenen Teri Deed mujh ko ho ge Jo Baq'qe mein qaber pata to kuch or baat hoti Bazbane zaireen tomein Salaam baijtaa hoon Kabhi khod Salaam Lata to kuch or baat hoti Aare zaere Madina! tu khoshi se hansh raha hai Dil ghamzada jo lata to kuch or baat hoti Meri aankh jhab bhe kholti, Teri Rehmatoon se Aaqa Tujhe samane hi pata to kuch or baat hoti Kyoun Madina chore aya Tujhe kya tha ATTAR ? Wohein ghar agar basata to kuch or baat hoti Kalam Recited by Junaid Shaikh Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 22 فروری 2011 Report Share مراسلہ: 22 فروری 2011 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔