Rizwan9 مراسلہ: 9 جنوری 2011 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2011 1) yeh poochna hai kay zahur ka waqt shrow ho chuka hai or hamari masjid mein zuhar ki azan 1:00 baje hoti hai mein 12:30 baje apni qaza-e-umri ada karta hoon kya qaza-e-umri namazein ho jayeinge 2) or baaz auqaat mein azan hone kay bad bhi parhta hoon yani kay jab zahur ki chaar sunnatein parhi hoti hai mein sunnaton se pehle bhi qaza-e-umri ada karta hoon or us kay baad zahr ki 4 sunnatein parh laita hoon kya mera aisa karna sahee hai Fajar ki 2 farz zahur ki 4 farz Asar kay 4 farz Maghrib kay 3 farz Esha kay 4 farz or 3 vitar wajib mein yeh qaza-e-umri ada kara hoon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 9 جنوری 2011 Report Share مراسلہ: 9 جنوری 2011 On 1/9/2011 at 11:19 AM, Rizwan9 said: 1) yeh poochna hai kay zahur ka waqt shrow ho chuka hai or hamari masjid mein zuhar ki azan 1:00 baje hoti hai mein 12:30 baje apni qaza-e-umri ada karta hoon kya qaza-e-umri namazein ho jayeinge bhai agar 12:30 bjay zuhr ka time shuroo ho jata hay to aap parh sktay hain. aap Naqsha-e-Nizam-Ul-Awqat dekhain ge to wahan nisfunNihar shari ka time likha hoga , us time say laykar zuhr ka time shuroo honay tak koi bhi nmaz parhna mamnoo hay. Bhai asal main dekhna yeh hay keh 12:30 bjay kaheen waqt-e-mamnooa to naheen hay? kuch awqat main nmaz manna hay , jin ki tafseel yeh hay: NisfunNihar Shar'i say laykr NisfunNihar Urfi tak nmaz ada krna mamoon hay.. NisfunNihar Shar'i maloom krna ka tareqa yeh hay: jab zuhr ka time shuroo ho jata hay to us waqt dobara nmaz parhnay ki ijazat hay... On 1/9/2011 at 11:19 AM, Rizwan9 said: 2) or baaz auqaat mein azan hone kay bad bhi parhta hoon yani kay jab zahur ki chaar sunnatein parhi hoti hai mein sunnaton se pehle bhi qaza-e-umri ada karta hoon or us kay baad zahr ki 4 sunnatein parh laita hoon kya mera aisa karna sahee hai Fajar ki 2 farz zahur ki 4 farz Asar kay 4 farz Maghrib kay 3 farz Esha kay 4 farz or 3 vitar wajib mein yeh qaza-e-umri ada kara hoon Aesa krnay main koi harj naheen hay.. Allah ham sab ko nmaz ki pabandi ki tofeeq ata farmae aor agar kisi say koi nmazain reh gayi hain to jald az jald sahee tareeqay ada krnay ki tofeeq aor isteqamat ata farmae aor hmaray tootay phootay Aamal ko Nabi Pak k waseelay say apni Shaan-e-Aalea k mutabiq Qubool farmae .. Aor apni bayhisab rahmat k tufail bakhshish say nwazay. Aameen Summa Aameen.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔